KISI KE LIYE KABHI KHUD KO LUTA KAR TO DEKHO..

by khwaish on August 22, 2007, 06:33:02 PM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 6294 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: February 19, 2008, 05:54:44 AM »
Bohat khoob khwaish ji.. Usual Smile


Zindagi toh gam ka sagar hai..
Iss sey kya umeed rakhe hum..

Mohabatt toh ko chuke hai hum..
Bas aankhon sey aasu hi nikale hai..

Phool bankar unki angan mein meheke hum..
Kanta samajh kar unone nikal diya hai..

Dard-e-afsana ban gaye hoon..
Unke mohabatt key intezar mein..


Unke key liye humne khud ko luta hai..
Aur woh hai ki khud moo modkar chale..


Bahut Bahut shukriya honeyji...nice one from you...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khud Ko Kabhi Jeete, Kabhi Marte Dekha Hamne by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Kabhi khud ko Meri nazron se bacha ke Dekho (Adab) by drpandey in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Kabhi Chand Dekho, Kabhi Taare Dekho... by Kaushal Sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq
honeyrose
Guest
«Reply #16 on: February 19, 2008, 08:19:36 AM »
Thanks khwaish ji aap bhi kuch likh the toh acha hai.. Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: February 20, 2008, 09:52:54 AM »
Shukriya And Nice One Honey Sis,. Kiss
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #18 on: February 20, 2008, 09:54:46 AM »
bahut aacha mere yaaro dosto,

kisi ko kuch lutaane ki jarurat nahi bas thorha sa payaar jata kar to dekho,
khushiya aapke kadmo mai hai bas thorhi si aasha ka diya jala kar to dekho.

prem
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: February 20, 2008, 09:58:08 AM »
Jeene Ki Adaa Jo Paate Log,.
Yun Na Kisi Ka Dil Dukhaate Log,.

Sab Mohabbat Karte Ek Dusre Se,.
Agar Jeene Ka sabab Jaan Jaate Log,.

Hain Sab Yahan Dushman Banaae Hue,.
Dekhar Dusman Ko Kyun Nahi Muskuraate Log,.

Hai Zindagi Mukhtasar,.
Kab Jaan Nikal Jaaye Kya Khabar,.
Choti Si Zindagi Ko Mohabbat Se Kyun Nahi Guzaarte Log,.

_______________________________________-Jaanasheen-


Logged
prmchawla
Guest
«Reply #20 on: February 20, 2008, 10:10:10 AM »
yaar jaanasheen aapne kaya puri ki puri diary bana rakhi hai ki jab bhi koi kuch likhta hai aapka jawab usi ke anusaar teyaar rehta hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: February 20, 2008, 10:33:41 AM »
Lafzon Ko Milaa Kar Jordne Ki Adaa Ko Hi To shayari Kehte Hain Mere Dost,.
dairy Ye Humne Dil Me Saamaye Rakhi Hai,.
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #22 on: February 20, 2008, 10:43:00 AM »
or wo kon hai jiski aada par aap fida hai or yeh shayari karte hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: February 22, 2008, 11:46:40 AM »
Bahoot Mushkil Hai Shayari Likhna,.
Poochlo Hum Funkaaron Se,.
Hum Lohe Ki Deewaarein Kaat Rahe Hain./
Kagaaz Ki Talwaaron Se,.
 Roll Eyes
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: February 25, 2008, 10:50:58 PM »
bahoot khoob lil bro..

sahi jawab diya apne Prem ji ko...

Jazbaat ki hai baat,
shabd khud b khud aa jaate hai
pardte hai jab bhi kisi ki kavita,
alfaaz khud-b-khud aa jaate hai

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #25 on: February 25, 2008, 10:54:22 PM »
Bahoot Mushkil Hai Shayari Likhna,.
Poochlo Hum Funkaaron Se,.
Hum Lohe Ki Deewaarein Kaat Rahe Hain./
Kagaaz Ki Talwaaron Se,.

BAHUT KHOOB AZEEM...BAHUT SAHI KAHA...
 Roll Eyes
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: February 25, 2008, 10:58:24 PM »
JO ZINDAGI MEIN APNE BEET THI HAI
USSE HI ALFAAZO MEIN LIKHNE KO KOSHISH KARTE HAI

DEKH KAR AAJ HALAAT INSAAN KE
APNE HI JAZBAATO KI DUNIYA MEIN HUM REHTE HAI...

JO KABHI APNE HONTO SE NAA KEH SAKE
USSE ALFAAZO MEIN LIKH KAR HUM
DIL KI BAAT KEH-GUZARTE HAI....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: February 27, 2008, 11:44:22 AM »
Shukriya Pooja Didi,.
And Khwaish Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: February 27, 2008, 11:50:59 AM »
Asar Usko Zara Nahi Hota,.
Ranj Raahat Fazaa Nahi Hota,.

Tum Hamaare Kisi Tarah Na Hue,.
Warna Duniya Me Kya Kya Nahi Hota,.

Naraazgi Se Dum Ruke To Ruke,.
Main Kisi Se Khafa Nahi Hota,.

Tum Mere Paaas Hote To Goya,.
Jab Koi Dusra Nahi Hota,.

Haal-e-Dil Yaar Ko Likhoon Kyun Kar,.
Haath Dil SE Judaa Nahi Hota,.

Kyun Sune Arz-e-Muztarib Aye "Momin",.
Sanam Aakhri Khudaa nahi Hota,.

____________________-Momin Khan Momin-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: February 27, 2008, 05:15:59 PM »
Dil apna kabhi khud bhi rula kar dekho
Meri jagah meri zindagi ek din beeta kar dekhon

Muskura kar kis tarah dard ko apnate hai
Pyar mai is had tak to jakar dekhon

 Lete hai roj ek naya dhoka is kadar hum
Apne dhokebaaz ko kabhi gale laga kar dekhon

Chun lete hai ajj bhi gum uske apni ankhon se
Apne pyar ke ankhon mai, uske pyar ki tasveer saja kar dekhon

Dil apna kabhi khud bhi rula kar dekho
Meri jagah meri zindagi ek din beeta kar dekhon……………………………
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:07:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.169 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer