KISI KE LIYE KABHI KHUD KO LUTA KAR TO DEKHO..

by khwaish on August 22, 2007, 06:33:02 PM
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Author  (Read 6295 times)
Roja
Guest
«Reply #45 on: March 14, 2008, 02:17:48 AM »
Shukriya Khwaish Ji,.
Aur Aapne Kyun Nahi Likha Yaar.


Abhi likh dete hai azeem bhai...

JIN KE LIYE KHUD KO LUTATE CHALE GAYE
HAIRANGI ISS BAAT KI HAI KI UNHE
ISS BAAT KI KHABAR TAK NA HUI

IN AANKHON SE AAJ BHI BARSAATE HOTI HAI
PAR UNKI AANKH KABHI NAM TAK NA HUI...

USS SHAKS KO "MOHABBAT" ALFAAZ KE MAAYNE BHI YAAD NA HONGE
PAR MERI MOHABBAT UNKE LIYE KABHI KAM TAK NA HUI....

ISHQ KA ZAKHM KUCH AISA HOTA HAI KE,
YEH ZAKHM KI DAWA SIRF APNE MEHBOOB KE PAAS HOTI HAI,
PAR UNKE PAAS IS ZAKHM KI KOI MARHAM TAK NA HUI...

UNKE KAATIR KHUD KO YUH LUTATTE CHALE GAYE
PAR UNHE IS BAAT KI KHABAR TAK NA HUI....



Wah bahut khoob Khwaish ji Applause


Chahte the hum bhi ke saath na choote humara kabhi
Magar kya kare shayad kismat ko tha na manzoor yehi

Haat to humne thama tha, sochkar yahi k saat chalenge sari zindagi
Hame pata na tha k kismat main milan likha hi nahi


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khud Ko Kabhi Jeete, Kabhi Marte Dekha Hamne by deepika_divya in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Kabhi khud ko Meri nazron se bacha ke Dekho (Adab) by drpandey in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Kabhi Chand Dekho, Kabhi Taare Dekho... by Kaushal Sharma in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #46 on: March 14, 2008, 02:07:11 PM »
Shukriya Khwaish Ji,.
Aur Aapne Kyun Nahi Likha Yaar.


Abhi likh dete hai azeem bhai...

JIN KE LIYE KHUD KO LUTATE CHALE GAYE
HAIRANGI ISS BAAT KI HAI KI UNHE
ISS BAAT KI KHABAR TAK NA HUI

IN AANKHON SE AAJ BHI BARSAATE HOTI HAI
PAR UNKI AANKH KABHI NAM TAK NA HUI...

USS SHAKS KO "MOHABBAT" ALFAAZ KE MAAYNE BHI YAAD NA HONGE
PAR MERI MOHABBAT UNKE LIYE KABHI KAM TAK NA HUI....

ISHQ KA ZAKHM KUCH AISA HOTA HAI KE,
YEH ZAKHM KI DAWA SIRF APNE MEHBOOB KE PAAS HOTI HAI,
PAR UNKE PAAS IS ZAKHM KI KOI MARHAM TAK NA HUI...

UNKE KAATIR KHUD KO YUH LUTATTE CHALE GAYE
PAR UNHE IS BAAT KI KHABAR TAK NA HUI....



Wah bahut khoob Khwaish ji Applause


Chahte the hum bhi ke saath na choote humara kabhi
Magar kya kare shayad kismat ko tha na manzoor yehi

Haat to humne thama tha, sochkar yahi k saat chalenge sari zindagi
Hame pata na tha k kismat main milan likha hi nahi




BAHUT KHOOB ROJA... Clapping Smiley Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #47 on: March 14, 2008, 02:10:07 PM »
ISHQ KYA CHEEZ HAI
KABHI KAR KE TO DEKHO

DO PAL KISI KE LIYE MAR KAR TO DEKHO
APNI HI AARZOO KO KABHI
APNE HI PAIRO TALE KUCHAL KAR TO DEKHO....

YUHI DEEWANA NAHI KEHTE HAI  "KHWAISH" KO
KABHI GHAM MEIN HASKAR TO KABHI KHUSHI MEIN RO KAR TO DEKHO....

Logged
Pooja
Guest
«Reply #48 on: March 14, 2008, 02:14:48 PM »
Good work Lili bro, khwaish ji and Roja!!!

Toote kisi dil ko, dil se laga kar dekhon
Rote hue insaan ek baar hansa kar dekhon
Ashaq aa jaaye sath sath jo teri ankhon mai
Kisi ke sath baith, ansoo baha kar dekhon

Dard sun.ne se dard khatam na hoga shayad
Magar kisi ke dard ka hissa khud ko bana kar dekhon
Matlabi dunia main, her koi hai ajj tanha tanha
Kuch pal dil se kisi ka sath nibha kar dekhon

Bilkhate zakhmo per her koi daale namak yaha
Mithe bolo se kisi ko marhum laga kar dekhon
Her kisi ko dekh kyun ro deti hai Pooja
Pooja ki najar se kabhi, is dunia ka tamasha dekhon…..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: March 16, 2008, 09:06:53 AM »
Shukriya Pooja Sis,.
and Nice One KHwaish ji,.
And Nice One Sis,. Applause
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #50 on: October 25, 2009, 09:05:56 AM »
Wah wah Khwaish ji,bahut khoob,marvelous creation,sabhi ne kamaal ke likha.
great work by all of you. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #51 on: March 24, 2010, 08:03:17 AM »
WAAH KHWAISHJI WAAH BAHUT KHOOB KAHA HAI AAPNE. Applause Applause Applause Applause
CHOTI SI HUMARI BHI FEELING HAI.


ZINDAGI KYA HAI.?
KISI MARTE HUE KI AANKHON MEIN JHANKKAR DEKHO.
JEENA KYA HAI.?
KISI VEERAANE MEIN GEET SAJAKAR DEKHO.

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #52 on: March 24, 2010, 08:10:06 AM »
WAAH KHWAISHJI WAAH BAHUT KHOOB KAHA HAI AAPNE. Applause Applause Applause Applause
CHOTI SI HUMARI BHI FEELING HAI.


ZINDAGI KYA HAI.?
KISI MARTE HUE KI AANKHON MEIN JHANKKAR DEKHO.
JEENA KYA HAI.?
KISI VEERAANE MEIN GEET SAJAKAR DEKHO.



Bahut Bahut Khoob Sureshji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


AUR Bahut Bahut Shukriya Aapka.Jo Aapne Pasand Farmaaya.. icon_flower

Aur Shukriya Sureshji,Jo Aapne itni Puraani thread Par nazar Daali Usual Smile


Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #53 on: March 24, 2010, 08:17:13 AM »
THANKS KHWAISHJI.
 icon_flower icon_flower
NAZAR DAALI NAHIN KHUD HI DAL JAATI HAI.
INSAANI FITRAT KI BAATEN HAIN KAHAN PURAANI HOTI HAIN.

Bahut Bahut Khoob Sureshji.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


AUR Bahut Bahut Shukriya Aapka.Jo Aapne Pasand Farmaaya.. icon_flower

Aur Shukriya Sureshji,Jo Aapne itni Puraani thread Par nazar Daali Usual Smile



Logged
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:09:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer