khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
Chal Pade Hai Hum Bhi Ab Zamaane ke Usoolo Pe Ab Aksar Hum Bhi Apni Hi Baaton Se Mukhar Jaate Hai
Pyaar dekhkar Ab Rishton Ko Nibhaya Kar har Ek ko Apne Dil Mein naa Basaya Kar
Zaroori Nahi Har Koi Dost Hi Ho Apna!! Jahan Apnapan Mehsoos Ho usse Apnaya kar
yeh Duniya ke Rasm-o-Riwaaz Sab Khokle hai!!! Par Jahan Izzat Mile waha Sar Apna Jhukaya Kar
Kharch Karne Se Pehle Zara Soch Bhi Le!!! Yuhi Naa Auron Ke Liye Khud Ko lutaya Kar
Chaadar Dekhkar Apne Pairo Ko Failaana Seekhle!!! Agar Tu Dariya Hai To Samundar Mein Na Mil Jaaya Kar
Waqt Aur Halaat Humesha Ek Se Nahi Hote!!! majbooriyon Mein Apne Aansuo Ko Naa Bahaya Kar
Kaun kehta Hai Rone Se Dard Kam Hota Hai??? Ro-Rokar Apne Dard Ko Naa Aur Badhaya Kar
Jinse Milte Ho Haath Milaate To Zaroor Ho....!!!! Gar Dil Saaf Hai To Apno Ko Kabhi Gale Bhi Lagaya Kar
Khuda Se jab kuch Maango To Fakeero Ki Tarah maango!! Mushkilon Mein Raah Chalte Logon Ke Peeche Naa Lag Jaaya Kar
"Khwaish" Do Chaar Baatein koi Pyaar se Karle Bahut Hai Aaj Ke Daur Mein Kisi Se Bas Ummedein Naa Lagaya Kar
~~~~~Khwaish~~~~~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #1 on: November 15, 2011, 01:20:17 PM » |
|
Khwaish ji,kamaal ki peshkash aur harf ba harf durust mashwire.Bahut mubarak ho.HASAN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #2 on: November 15, 2011, 01:56:40 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
usha rajesh
Guest
|
|
«Reply #4 on: November 15, 2011, 04:41:26 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
drpandey
Guest
|
|
«Reply #5 on: November 15, 2011, 07:02:05 PM » |
|
वाह ...!!! वाह ...!!! ख्वाइश भाई बहुत-बहुत बढ़िया कलाम...!! हर शेर बेहतरीन, खुश रहिये और शम्म-ऐ-महफ़िल रोशन करते रहिये..!! मैं भी एक शेर आपके नाम करता हूँ...!!!
कोई तो है जो मुझको सम्हाल लेता है, मैं डूब भी जाऊं तो दरिया उछाल देता है !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #6 on: November 15, 2011, 08:01:17 PM » |
|
Wah Wah Wah Wah.. Kya baat hai.. Kabhi kabhi pata hi nahin chalta kay kab nazm khatam hogayi.. Kya baat hai mere dost.. Bahaut umda kalam.. Khush rahiye..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #7 on: November 16, 2011, 07:27:20 AM » |
|
Khwaish ji,kamaal ki peshkash aur harf ba harf durust mashwire.Bahut mubarak ho.HASAN
Aapka Tehhh Dill Se Shukriya Hasan Ji..Jo Aapne Apna Waqt Diya Aur Iss Kalam Ko Itna pasand Farmaya..Yuhi Saath Dete Rahiyega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sunildehgawani
Guest
|
|
«Reply #8 on: November 16, 2011, 10:24:59 AM » |
|
BAHUT HI NAYAB LIKHA HAI KHUAIS JI ,,,DHEROON DAAD KABUL KAREN Chal Pade Hai Hum Bhi Ab Zamaane ke Usoolo Pe Ab Aksar Hum Bhi Apni Hi Baaton Se Mukhar Jaate Hai
Pyaar dekhkar Ab Rishton Ko Nibhaya Kar har Ek ko Apne Dil Mein naa Basaya Kar
Zaroori Nahi Har Koi Dost Hi Ho Apna!! Jahan Apnapan Mehsoos Ho usse Apnaya kar
yeh Duniya ke Rasm-o-Riwaaz Sab Khokle hai!!! Par Jahan Izzat Mile waha Sar Apna Jhukaya Kar
Kharch Karne Se Pehle Zara Soch Bhi Le!!! Yuhi Naa Auron Ke Liye Khud Ko lutaya Kar
Chaadar Dekhkar Apne Pairo Ko Failaana Seekhle!!! Agar Tu Dariya Hai To Samundar Mein Na Mil Jaaya Kar
Waqt Aur Halaat Humesha Ek Se Nahi Hote!!! majbooriyon Mein Apne Aansuo Ko Naa Bahaya Kar
Kaun kehta Hai Rone Se Dard Kam Hota Hai??? Ro-Rokar Apne Dard Ko Naa Aur Badhaya Kar
Jinse Milte Ho Haath Milaate To Zaroor Ho....!!!! Gar Dil Saaf Hai To Apno Ko Kabhi Gale Bhi Lagaya Kar
Khuda Se jab kuch Maango To Fakeero Ki Tarah maango!! Mushkilon Mein Raah Chalte Logon Ke Peeche Naa Lag Jaaya Kar
"Khwaish" Do Chaar Baatein koi Pyaar se Karle Bahut Hai Aaj Ke Daur Mein Kisi Se Bas Ummedein Naa Lagaya Kar
~~~~~Khwaish~~~~~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #9 on: November 16, 2011, 10:45:55 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mann.mann
|
|
«Reply #10 on: November 16, 2011, 11:33:03 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #14 on: November 17, 2011, 05:23:06 PM » |
|
haqqeqat se ru-b-ru kraati hai aapki ye nazm.....bilkul sach farmaya aapne....dheron daad aur salaam kabul kare....iss behtrin nazm k liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|