kiske Intezar me usne chiraag jalaaye bujhaaye... Intezar !

by Intezar on January 24, 2011, 07:50:56 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3376 times)
Intezar
Guest

Daag ban kar chehre par nazar aane lage
Jo ashk meri hijra me kabhi the usne bahaaye
fakat us lahu ka lihaaz hai ke jeete hain hum
Jo payaam likhne ko use kabhi humne bahaaye

Muddaton se ik shakla ki talaash reh gayi
dil ne khayalo me jaane kitne chehre banaaye
hamne lafzo me taamir ki uski har saf me apni
aur jeete rahe lafzon ko apne seene se lagaaye

mere khayal bhar se bechain ho jaate hain wo
nazar aate hai mere har zikra par nazre jhukaaye
qatla kiya mujhe apni aagosh mein le jaakar usne
saans rukne tak wo bhi nazar aaye siskiyan uthaaye

Mujhe khud dafan kar aaya hai wo ek sadi pehle
phir kiske Intezar mein usne chiraag jalaye bujhaaye…!

Shukriya
Intezar !

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
raha intezar tera Intezar ! by Intezar in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
kaise usne mujhe bhulaaya hoga... Intezar ! by Intezar in Shayri for Dard -e- Judai
unke intezar mein... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard
agar nahin intezar kisi ka... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Intezar me jaana... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #1 on: January 24, 2011, 08:01:03 PM »
Mashallah, Bohat Achcha Kalaam Likha Hai Bhai,.
Bohat Khoob.
Yunhi Likhte Raho Mehfil Mein  Rang Bharte Raho,.

May Allah Bless You,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #2 on: January 24, 2011, 08:21:34 PM »
Bahaut bahaut khoob Intezar jee..
Applause Applause
Dil se daad..
Khush rahiye..!
Logged
Intezar
Guest
«Reply #3 on: January 24, 2011, 08:23:42 PM »
Shukriya Azeem bhai... aapki is nazar ke liye...

Intezar !

Mashallah, Bohat Achcha Kalaam Likha Hai Bhai,.
Bohat Khoob.
Yunhi Likhte Raho Mehfil Mein  Rang Bharte Raho,.

May Allah Bless You,.
Logged
Intezar
Guest
«Reply #4 on: January 24, 2011, 08:27:05 PM »
Shihab bhai humesha bahut bahut shukriya aapka bhai...

Intezar !

Wah Bahut Khub Intezar Bhai...

Khush Rahiye...

~Shihab~
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #5 on: January 24, 2011, 08:37:37 PM »
Bahut Khub Intezar Bhai
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #6 on: January 24, 2011, 08:58:03 PM »
Wow bahut khoob Intezar ji,bahut dard aur khoobsurti se likha aapne,great work.keep it up.hats off icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #7 on: January 25, 2011, 01:25:47 AM »
Bahut achhe my dear Intzaar ji.......mast likha hai...... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Daag ban kar chehre par nazar aane lage
Jo ashk meri hijra me kabhi the usne bahaaye
fakat us lahu ka lihaaz hai ke jeete hain hum
Jo payaam likhne ko use kabhi humne bahaaye

Muddaton se ik shakla ki talaash reh gayi
dil ne khayalo me jaane kitne chehre banaaye
hamne lafzo me taamir ki uski har saf me apni
aur jeete rahe lafzon ko apne seene se lagaaye

mere khayal bhar se bechain ho jaate hain wo
nazar aate hai mere har zikra par nazre jhukaaye
qatla kiya mujhe apni aagosh mein le jaakar usne
saans rukne tak wo bhi nazar aaye siskiyan uthaaye

Mujhe khud dafan kar aaya hai wo ek sadi pehle
phir kiske Intezar mein usne chiraag jalaye bujhaaye…!

Shukriya
Intezar !

Logged
Anshumali
Guest
«Reply #8 on: January 25, 2011, 02:31:58 AM »

Very Nice Creation ... dil se daad !
Logged
manjum
Guest
«Reply #9 on: January 25, 2011, 03:59:19 AM »
wah intezarji.... kya baat hai...

dard ki intehan hai ye.....

ke..

qatla kiya mujhe apneaagosh main le jaakar usne.

kya kahun...

khub...
Logged
nirala
Guest
«Reply #10 on: January 25, 2011, 05:20:49 AM »
great---
yar kuch lines to bahut hi jabardast hain bhai.
bahut jhakashh.
""
Logged
kishan8888
Guest
«Reply #11 on: January 25, 2011, 06:43:19 AM »
bahut khoob intzaar ji ...
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010

View Profile
«Reply #12 on: January 25, 2011, 09:28:11 AM »
uff kitni gahrai se aapne ye likh daala Intezaar.
kya kahen aapke iss kalaam ko--daad dene layak shabd hi nhi mere paas.
bas Lajawaab kah sakta hun.
kabhi kabhi aisa nagma milta hai padhne ko--aur mai lucky hun yaar.
behad umda kalam par aapko salaam.
khus rahiye
sukriya
Logged
Intezar
Guest
«Reply #13 on: January 25, 2011, 04:31:48 PM »
Rahim bhai Shurkiya bahut bahut shukriya...

Intezar !

Bahaut bahaut khoob Intezar jee..
Applause Applause
Dil se daad..
Khush rahiye..!
Logged
Intezar
Guest
«Reply #14 on: January 25, 2011, 04:32:55 PM »
Rishi bhai Shukriya dil se aapka bahut bahut Shukriya...

Intezar !

Bahut Khub Intezar Bhai
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 02:20:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer