**Kitne Armano Ko Dil Mein**

by honeyrose on November 15, 2008, 04:16:36 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2648 times)
honeyrose
Guest
Kitne armano ko dil me chupa rakha hai
Chirago ki hifazat ko hawao ko bula rakha hai

Kaash woh aake kahe hum bhi yaad karte hai tumhe
Ek issi aas pe darwaaza khula rakha hai

Nind bhi aa jaye to jee bhar ke dekh lu
Kitne dino se apni palko ko khula rakha hai

Dard se ab to muhabbat si ho gai hai
Sadiyo se humne apne zakhmo ko hara rakha hai

Mere jaane ke baad ghut ghut ke mar na jaye dil
Is liye teri yaad ko seene se laga rakha hai

________NM_____________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KITNE DOOR KITNE PAAS by poem143s in Shayri-E-Dard
Dil ke Armano ko.... by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
Apne Armano Ka Khoon Maaf Kiya. by majid in Shayri-E-Dard
Gul_lakk mein kitne sikkey pade bekaar miley by livingbytheday in Ghazals
KITNE NAGMEIN BACHE HAIN SAAZ MEIN by surindarn in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #1 on: November 16, 2008, 03:47:32 AM »
Bohot umda peshkash honeyrose sahiba.  Applause

++++++++++++
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #2 on: November 24, 2008, 08:45:14 PM »
Bohat khoob HoneyRose..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: November 24, 2008, 08:52:54 PM »
nice sharing Honey
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 29, 2008, 11:31:13 AM »
Bohat Khoob Didijaan,.
Nice One,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: November 30, 2008, 01:15:21 PM »
Shukriya Sayyid ji

Shukriya Aayaan

Shukriya Pooja

Shukriya Bhaijaan...



Is kadar hum yaar ko manane nikle
Uski chahat ke hum deewane nikle

Jab bhi use dil ka haal batana chaha
Uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle

_________honeyrose________
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 30, 2008, 01:25:40 PM »
Shukriya Sayyid ji

Shukriya Aayaan

Shukriya Pooja

Shukriya Bhaijaan...



Is kadar hum yaar ko manane nikle
Uski chahat ke hum deewane nikle

Jab bhi use dil ka haal batana chaha
Uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle

_________honeyrose________
 


Bohat Badhiya Jaya Sis,.
Nice One Again,.

Meri Zindagi Mein Ab Dikhta Koi Ujaala Nahi,.
Thukra Hai Sabhi Ne, Mujhe Kisi Ne Sambhaala Nahi,.

Tere Saare Gham Seene Mein Sajaakar Rakh Liya Maine,.
Is Zamaane Mein Kisi Ne Aise Ghamon Ko Paala Nahi,.

Nafrat Karte Sab Tujhe, Meri Barbaadi Ka Sabab Kehte "Jaan",.
Teri Ruswaai Na Ho Kahin, Is Liye Tere Naam Ko Uchaala Nahi,.

___________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: November 30, 2008, 01:27:49 PM »
bahut hi umda Honeyrose.


JAB YAAR HI BEGANEY HUYE
KU HUM UNKEY DIWANEY HUYE
BAHANEY SAB UNKEY SAYANEY HUYE
MULAKATOH KEY SITAM ABB PURANEY HUYE


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: November 30, 2008, 01:33:55 PM »
Bohat khoob Azeem bhai aur shukriya...

Bohat khoob Jasbir ji aur shukriya...



Humen unke aankhon ka ashq bane hote
Unki aankhon mein ghar basaye hote

Jab ashq banke girte unke ghod mein
Toh paani bankar dil mein uttar jaate

_________honeyrose__________
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: November 30, 2008, 05:11:21 PM »
Bohat khoob Azeem bhai aur shukriya...

Bohat khoob Jasbir ji aur shukriya...



Humen unke aankhon ka ashq bane hote
Unki aankhon mein ghar basaye hote

Jab ashq banke girte unke ghod mein
Toh paani bankar dil mein uttar jaate

_________honeyrose__________



Thanks Honey


HAMARI AAKHOH MEH GAR AAP BASEY HOTEY
NA MUMKIN HAI HUMNEY ASHQ BAHAYE HOTEY
AAP KI AAKHOH SEY HI HUMNEY SAPNEY SAJAYE HOTEY
FIR KAISEY APNI HI AAKHOH SEY AASHINA MITAYE HOTEY


JASBIR SINGH

Logged
Blue_angel
Guest
«Reply #10 on: November 30, 2008, 10:51:58 PM »
Kitne armano ko dil me chupa rakha hai
Chirago ki hifazat ko hawao ko bula rakha hai

Kaash woh aake kahe hum bhi yaad karte hai tumhe
Ek issi aas pe darwaaza khula rakha hai

Nind bhi aa jaye to jee bhar ke dekh lu
Kitne dino se apni palko ko khula rakha hai

Dard se ab to muhabbat si ho gai hai
Sadiyo se humne apne zakhmo ko hara rakha hai

Mere jaane ke baad ghut ghut ke mar na jaye dil
Is liye teri yaad ko seene se laga rakha hai

________NM_____________


Bohat hi acha likha hai aap ne!
Just tooo good!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: December 01, 2008, 03:19:31 AM »
nice work Honey, lil bro and Jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: December 01, 2008, 08:23:17 AM »
thanks POOJA


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 01, 2008, 08:45:26 AM »
nice work Honey, lil bro and Jas ji

Shukriya Didi Jaan,.
Kya Baat Hai Aaj Kal Kam Likh Rahe Ho,.

Sajaa To Rakhein Hain Kayi Armaan Dil Mein Magar,.
Zaroori To Nahi Ke Sab Armaan, Dikhaa Doon Yahaan,.

Yun To Ye Bhi Sunaa Hai, Armaan Kabhi Poore Nahi Hote,.
Isliye Dil Ke Khaane Mein, Hifazat Se Rakh Liya Maine,.

_________________________________-Jaanasheen-


Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: December 01, 2008, 10:41:10 AM »
Shukriya Didi Jaan,.
Kya Baat Hai Aaj Kal Kam Likh Rahe Ho,.

Sajaa To Rakhein Hain Kayi Armaan Dil Mein Magar,.
Zaroori To Nahi Ke Sab Armaan, Dikhaa Doon Yahaan,.

Yun To Ye Bhi Sunaa Hai, Armaan Kabhi Poore Nahi Hote,.
Isliye Dil Ke Khaane Mein, Hifazat Se Rakh Liya Maine,.

_________________________________-Jaanasheen-





DIL KEY ARMAAN HUM CHUPAYI BAITHEY THEY
KAHI HI NAHI, YU PARDA GIRAYI BAITHEY THEY
PATA UN CHALA HAMEY APNI KHAMOSHI KA
JISS DIN WOH APNI DOLI SAJAYI BAITHEY THEY


JASBIR SINGH
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:35:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer