punam
Guest
|
kiya ghayal tumne mere dil ko phir bhi usse tere pyar k siva kuch yaad nahi...
dil ne kabhi tere dil se berukhi ki ho aisi koi khata mujhe yaad nahi...
kya hai koi wajah khede mujhse kya tum bhi wahan bechain nahi...
mere saanso me base ho sirf tum kya beete pal kuch bhi tumhe yaad nahi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #1 on: April 27, 2008, 01:36:35 PM » |
|
kiya ghayal tumne mere dil ko phir bhi usse tere pyar k siva kuch yaad nahi...
dil ne kabhi tere dil se berukhi ki ho aisi koi khata mujhe yaad nahi...
kya hai koi wajah khede mujhse kya tum bhi wahan bechain nahi...
mere saanso me base ho sirf tum kya beete pal kuch bhi tumhe yaad nahi...
Wah Punam, bahut khoob. Dil ko chu gaya yeh kalam Jo beet gaya usse yaad na kar yaara Tere pyar ko na jana , Uske liye aansoo bahate kyu ho?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #2 on: April 27, 2008, 01:40:12 PM » |
|
Thanx di...hehehe..di yeh sirf shayari hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #3 on: April 27, 2008, 01:46:40 PM » |
|
Thanx di...hehehe..di yeh sirf shayari hai...
Pata hai...mai b aisa hi ...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 27, 2008, 05:00:33 PM » |
|
Bahoot achha likha hai tumne daad kabool keejiye punam jii aap....kutchh shabd aapki Ghazal ke liye nikle haiN shayad aapkii shayarii ka jawaab bane.....Shayry ki aad maiN tum dard piye jaate ho Pyaar kerke bhi usey Ghayal kiye jaate ho.
Ajeeb ittefaq ke samajh ne tumeh door kiya khata bhi kisi ki shayad unhe diye jaate ho
Kon kisko kya kahe hai waqt ki najakat ye Bin adalat faisla ker, iljam diye jaate ho
Shikwe kiye unke liye jinko jiya tha sansoN maiN Beete paloN ka hisab tum jinse aaj liye jaate ho
Harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 27, 2008, 05:19:48 PM » |
|
Bahot khoob Harsh ji....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
punam
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 27, 2008, 05:20:58 PM » |
|
koi nahi iss duniya me jo mujhe samjhta dard mere dil ka koi nahi pehchanta...
yeh pyar ki jahar hai jo jeene nahi deta marna bhi chahun toh marne nahi deta....
nahi khabar kab dhalta hai din kab hota hai sabera karun kis.se dil ki baat...koi dost,koi saathi.koi apna nahi milta...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kaushikbhawna008
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 28, 2008, 05:51:43 AM » |
|
punam ji bohut khoob likha aapne aur harsh ji aapki hazir jawabi ka to jawab nahi
ham uljhate rahe waqt se aur unko beinthaan chahte rahe par nasib apna dekho manjil par laakar saath chod gaya ek lamha bitane ki chahat thi unke saath umra bitaane ka jab mauka aaya to nasib apna fir hamein daga de gaya baahon mei the jab ham unki to saanso se dil ka saath chut gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 28, 2008, 08:39:15 AM » |
|
koi nahi iss duniya me jo mujhe samjhta dard mere dil ka koi nahi pehchanta...
yeh pyar ki jahar hai jo jeene nahi deta marna bhi chahun toh marne nahi deta....
nahi khabar kab dhalta hai din kab hota hai sabera karun kis.se dil ki baat...koi dost,koi saathi.koi apna nahi milta...
Iljaam dene ki aadat tumhaari aam si ho gayii Ulfat ko be-wafayi kehna sar-e-aam si ho gayi
KyuN hua ab aisa manjar tere dil-o-demag maiN KyuN pareshani tere liye zukaam si ho gayi hai
KyuN nahi samjhati apne dil ko our apne zehen ko ab Jise chahti ho pukar lo jo teri jaan si jo gayi hai
Harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #9 on: April 28, 2008, 08:43:53 AM » |
|
Shukriya^ bhawna jii...aapko tehreer pasand aayiiii......KyuN mili ho tum aise hi mujhe rahoN maiN Na khatam honge silsile aisi aag haiN hum
Harash punam ji bohut khoob likha aapne aur harsh ji aapki hazir jawabi ka to jawab nahi
ham uljhate rahe waqt se aur unko beinthaan chahte rahe par nasib apna dekho manjil par laakar saath chod gaya ek lamha bitane ki chahat thi unke saath umra bitaane ka jab mauka aaya to nasib apna fir hamein daga de gaya baahon mei the jab ham unki to saanso se dil ka saath chut gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 28, 2008, 04:31:55 PM » |
|
wah kaya bat hai Punam, bahoot khoob, Good one Harash ji!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #11 on: April 28, 2008, 07:40:14 PM » |
|
Shukriyaa^h shihab and Pooja ji..
Harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
baadal102
Guest
|
|
«Reply #12 on: April 29, 2008, 08:10:45 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
robin_cool08
Guest
|
|
«Reply #13 on: April 29, 2008, 08:41:19 AM » |
|
bahut acha .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
syednaami
Guest
|
|
«Reply #14 on: April 29, 2008, 11:40:27 AM » |
|
dil ne kabhi tere dil se berukhi ki ho aisi koi khata mujhe yaad nahi... Hai marjaun iss shayr par, excellent work.------ Raaste to buhat hain aate teri taraf, - Har rah par tu khadi rahe yeh mumkin nahin. -
(S Naami)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|