Anshumali
Guest
|
Koi Baat Dil Se Yun Naa Lagaya Karo Badle Halaat Toh Aise Naa Ghabraya Karo...
Har Taraf Dhund Hai Nazar Aayega Kaise Mausm Ke Mijaz Ko Zara Samajh Jaya Karo...
Sadak Se Lambi Zindagi Hai Chalte Rahoge Aaye Kahin Darakht Toh Shaam Biitaya Karo...
Mumkiin Hai Yaadon Ke Ghar Bana Bhi Lo Tuutne Pe Unke Aansoon Naa Bahaya Karo...
Deke Intezaar Ke Lamhe Jana Acha Nahi 'Naresh" Tum Waqt Pe Ghar Aaya Karo...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #1 on: July 17, 2010, 06:21:50 AM » |
|
Bahut bahut khoob likha hai aapne Naresh ji...!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #2 on: July 17, 2010, 06:26:48 AM » |
|
bht khub likha hai naresh ji aapne.......bht hi khub
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 19, 2010, 12:41:05 PM » |
|
Bahut bahut khoob likha hai aapne Naresh ji...!!! Klaskar Ji......Bahut bahut shukeiya....koshish ko saraahne ka...khush rahen.... apna khayal rakhen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 20, 2010, 03:58:06 AM » |
|
bht khub likha hai naresh ji aapne.......bht hi khub
Bahut bahut shukriya........Kasak Ji ! aapki hausla afzaai ka !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 20, 2010, 11:55:37 PM » |
|
Bahaut khubsoorat likha hai Naresh jee apne...Bahaut ache..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 21, 2010, 12:21:10 PM » |
|
Bahaut khubsoorat likha hai Naresh jee apne...Bahaut ache..! Rahim Ji...aapki taareef ka bahut bahut shukriya......... !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 24, 2010, 07:49:53 AM » |
|
Pehely Bhi Shekaston pe khai thi shekast us ne Lekin wo tere hathon Haara to buhat roya....!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 24, 2010, 04:07:56 PM » |
|
Pehchaan toh puranai thi unse mil nahi paye hatheli mai phool the jo khil nahi paye...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 25, 2010, 04:44:21 AM » |
|
Tum mere maazi ki kitaab ka vark aahista se kholna Pehle panne par kisi ke aansoon ki boond rakhi hai.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tamanna.pt
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 31, 2010, 03:13:07 AM » |
|
Bhaut achha kalaam hai Naresh ji, Aur baad me alag se likhe sher bhi behatareen likhe hai aapne.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 05, 2010, 06:09:07 PM » |
|
Bhaut achha kalaam hai Naresh ji, Aur baad me alag se likhe sher bhi behatareen likhe hai aapne.
Aapki pasandegi aur daad ka bahut bahut shukriya....Tamanna Ji ! khush rahen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 06, 2010, 12:40:41 AM » |
|
Nahi Bhooltaa Mujhse Uska Door Jaan Ka Manzar Kis Maasoomiyat Se Dekh Rahi Thii Nighahe.N Us Kii
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ishk ek ibadat
Guest
|
|
«Reply #13 on: August 07, 2010, 04:45:16 AM » |
|
Koi Baat Dil Se Yun Naa Lagaya Karo Badle Halaat Toh Aise Naa Ghabraya Karo...
Har Taraf Dhund Hai Nazar Aayega Kaise Mausm Ke Mijaz Ko Zara Samajh Jaya Karo...
Sadak Se Lambi Zindagi Hai Chalte Rahoge Aaye Kahin Darakht Toh Shaam Biitaya Karo...
Mumkiin Hai Yaadon Ke Ghar Bana Bhi Lo Tuutne Pe Unke Aansoon Naa Bahaya Karo...
Deke Intezaar Ke Lamhe Jana Acha Nahi 'Naresh" Tum Waqt Pe Ghar Aaya Karo...
waahaa.....sabhi sher bahut badiya lage .....naresh bhaai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 08, 2010, 01:50:54 PM » |
|
waahaa.....sabhi sher bahut badiya lage .....naresh bhaai
Bahut bahut shukriya......... Rajinder jI !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|