KOI KHWAAB AAKHOH NEH SAJAYA HI NAHI

by jasbirsingh on November 10, 2008, 01:11:51 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
Print
Author  (Read 6170 times)
Pooja
Guest
«Reply #30 on: November 25, 2008, 07:53:40 PM »
shabdo me jo bayaan ho jaye
mere zakhmo ke itne bhi bure haalat nahi hain
tere to aasoo bhi paraye hain
tuje kya sunaoo hal-e-dil tujme woh baat nahi hain


na bhi kahoge kuch, to teri ankhia kah degi
piyoge jab do jaam ke pyale, teri batia kah degi
zakham hai to shabd apne app bayan ho jayege
lakh kar lo koshish, tere armaan sab kah jayege

dard, ishaq, mushak kahte hai chupaya nahi jaata
toote dil ko is kadar tadpaya nahi jaata
sabar humare ko is kadar ajmaya nahi jaata
mana sahi hai app, her kisi ke samne ashaq bahaya nahi jaata
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khwaab Chhupane Nahi Aaye by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwaab ko khwaab samajh ke khwaab ki tauheen na kar... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
Palkon Pe Aansuon Ko Sajaya by zeisha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TU HAKIKAT HAI KOI KHWAAB NAHI by pandit in Shayari -e- Husn « 1 2 3 4  All »
Zindagi khwaab e pareshaan se ziyada to nahi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
jasbirsingh
Guest
«Reply #31 on: November 25, 2008, 08:05:22 PM »
THANKS POOJA

GOOD WORK KEH KEY DILASA DEH DIA
ARMANOH KOH JAGA KEY DILASA DEH DIA
DENA HI THA TOH USS HUMSAFAR KA PATA DETEY
JISKEY LIYE HUMNEY APNA SARA DARPAN DEH DIA


JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #32 on: November 25, 2008, 08:07:53 PM »
THANKS POOJA

GOOD WORK KEH KEY DILASA DEH DIA
ARMANOH KOH JAGA KEY DILASA DEH DIA
DENA HI THA TOH USS HUMSAFAR KA PATA DETEY
JISKEY LIYE HUMNEY APNA SARA DARPAN DEH DIA


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: November 25, 2008, 08:09:35 PM »
hum apne dard main fana, tum apne dard main goom
pi rahe hai dard apne apne, hosh hue sabhi ke goom
kay akahe apni, kaya sune tumhari, hosh-o-hawas goom
bhatak rahi hai yaadein, yaadon ki qaid main HumTum!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #34 on: November 25, 2008, 08:25:27 PM »
hum apne dard main fana, tum apne dard main goom
pi rahe hai dard apne apne, hosh hue sabhi ke goom
kay akahe apni, kaya sune tumhari, hosh-o-hawas goom
bhatak rahi hai yaadein, yaadon ki qaid main HumTum!!


YADOH KI KAID MAIN HUM TUM HAI GUM
FIR BHI JUDA JUDA HUM TUM, TUM HUM

JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: November 25, 2008, 08:27:00 PM »
juda hai yaadein humari, juda dilbar hai
sochein hai  juda humari, juda nahi per gum hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #36 on: November 25, 2008, 08:31:40 PM »
POOJA

DILBAR KABHI JUDA NAHI HOTEY
KARTEY HAI JOH PYAR
WOH UMAR BHAR JUDA NAHI HOTEY
DIN KEY BAAD RAAT BHI AATI HAI
JUDAI KEY BAAD, MUSKAAN BHI AATI HAI


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: November 25, 2008, 08:33:36 PM »
Muskaan ki umeend main bahoot hum ro liye
milan ki aass main, lo juda hum ho liye
raat aor subah ka kheil bhi khatam hua
hum karte rahe dua, aor wo kisi aor ke ho liye
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #38 on: November 25, 2008, 08:38:06 PM »
Muskaan ki umeend main bahoot hum ro liye
milan ki aass main, lo juda hum ho liye
raat aor subah ka kheil bhi khatam hua
hum karte rahe dua, aor wo kisi aor ke ho liye


NA HUYE WOH MERE, HUM ROH LIYE
BHULA KAR KHUDD KOH, HUM KHO LIYE
JUDA HO HUMSEY WOH BHI JARUR SOCHTEY HONGEY
JISM IDHAR AUR JAA SEY JUDA HO LIYE


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #39 on: November 25, 2008, 08:41:45 PM »
ROOH MAIN HAI WO, ZISAM MAIN ROOH BASATI HAI
JUDAI UNKI AJJ BHI HUME DASTI HAI
KAB KAHAN HER BAAG KI KALIA KHILATI HAI
MUKADDAR WALE LOGO KO HE, MILAN KI GHARIA MILATI HAI
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #40 on: November 25, 2008, 08:45:28 PM »
ROOH MAIN HAI WO, ZISAM MAIN ROOH BASATI HAI
JUDAI UNKI AJJ BHI HUME DASTI HAI
KAB KAHAN HER BAAG KI KALIA KHILATI HAI
MUKADDAR WALE LOGO KO HE, MILAN KI GHARIA MILATI HAI


WAH. koi jawaab nahi iska


MUKADDAR WALOH KOH MILAN KI GHARIA MILTI HAI
DIL KI HAR DHADKAN KI KALIYA TAB KHILTI HAI
AA TOH GAYE HUM ISS JAHAN MEH
MUKADDAR KAHA SEY LAYE JISSEY KHUSHIYA MILTI HAI



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #41 on: November 25, 2008, 08:49:10 PM »
KABHI MILI KHUSHI TO KABHI ANSUO SE RO DIYE
KAISE KARE SHIKAYAT, JAB DONO AHSAAS RAB NE DIYE
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #42 on: November 25, 2008, 08:51:45 PM »
KABHI MILI KHUSHI TO KABHI ANSUO SE RO DIYE
KAISE KARE SHIKAYAT, JAB DONO AHSAAS RAB NE DIYE



DONO EHSAAS JAB RAB NEH DIYE
KU HO JUDA JAB JALEY HAI HAMAREY DIYE



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #43 on: November 25, 2008, 09:09:24 PM »
Diye kisi ke naam ka jalta hai
dil main kisi ka khayal palta hai
zindagi per kab kaha koi jor chalta hai
koi khawab dil ke jharokhe main ab khalta hai!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #44 on: November 25, 2008, 09:11:55 PM »
DIL MEH KAB KAHA KISI KA JOR CHALTA HAI
BASA HAI JOH DIL MEH KAB KAHA HOI MILTA HAI
NAYI DUNIYA ABB BASANI HAI
EK POOJA KI SHAAM JASBIR SANG BITANI HAI


JASBIR SINGH
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:39:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.088 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer