KOI KHWAAB AAKHOH NEH SAJAYA HI NAHI

by jasbirsingh on November 10, 2008, 01:11:51 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Author  (Read 6334 times)
Pooja
Guest
«Reply #45 on: November 25, 2008, 09:25:22 PM »
juda raahon per khwab sajaya nahi karte
unki yaadon ke bin hum koi sham sajaya nahi karte
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khwaab Chhupane Nahi Aaye by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwaab ko khwaab samajh ke khwaab ki tauheen na kar... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
Palkon Pe Aansuon Ko Sajaya by zeisha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TU HAKIKAT HAI KOI KHWAAB NAHI by pandit in Shayari -e- Husn « 1 2 3 4  All »
Zindagi khwaab e pareshaan se ziyada to nahi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
jasbirsingh
Guest
«Reply #46 on: November 25, 2008, 09:32:05 PM »
juda raahon per khwab sajaya nahi karte
unki yaadon ke bin hum koi sham sajaya nahi karte



KEHNEY KOH TOH ROJ HAI MEHFIL
HAR KISI KEY SAATH HUM JAYA NAHI KARTEY
DOST KAHA THA TUMKO YAAR
BAAR BAAR HUM PUKARA NAHI KARTEY



JASBIR SINGH




Logged
Pooja
Guest
«Reply #47 on: November 25, 2008, 09:35:37 PM »
ha ha ha koi haal nahi jas... Laughing hard yah dard -e-shayri section hai... DOH app khafa kyun hote hai.. Crying

chaloge sath, chal kar sath dil torr doge
main hu deewani pooja, tum bhi munh morr loge
meri mehfil main jo bhi ayya, ek uska he naam paaya hai
na ruk saka koi, Pooja ki rag rag main, ek wo he samaya hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #48 on: November 25, 2008, 09:44:50 PM »
ha ha ha koi haal nahi jas... Laughing hard yah dard -e-shayri section hai... DOH app khafa kyun hote hai.. Crying

chaloge sath, chal kar sath dil torr doge
main hu deewani pooja, tum bhi munh morr loge
meri mehfil main jo bhi ayya, ek uska he naam paaya hai
na ruk saka koi, Pooja ki rag rag main, ek wo he samaya hai


DIL MEH BAS JAO TUM, YEH TUMHAREY BAS KI BAAT NAHI
POOJA KOH MAIN BHULA PAYU, YEH MERE BAS KI BAAT NAHI


SATH CHODU KISIKA , MERE BUSS KI BAAT NAHI
DIL TODU KISIKA, MERE BUSS KI BAAT NAHI
ISS DIL MEH TUM BAS JAO,TUMHAREY BUSS KI BAAT NAHI
POOJA KOH MAIN BHOOL JAYU, MERE BUSS KI BAAT NAHI


DIL MEH TUMHAREY BUSS JAYU, MERE BASS KI BAAT NAHI
DEEWANA TUMHARA BAN JAYU, MERE BASS KI BAAT NAHI



JASBIR SINGH




Logged
Pooja
Guest
«Reply #49 on: November 25, 2008, 09:50:02 PM »
 Shocked Even More Shocked Even More Shocked Even More

Apki kavita parr kar ek gana yaad aa gaya

Golmaal hai bhai sab golmaal hai
sidhe raste ki terri chal hai  DOH DOH DOH

apki is kavita ne to kalam ko he chup kara diya...

deewane hai, deewano ke bas main dil nahi
jee rahe hai wo zindagi, jis main lagta dil nahi
kaya likhe kaya na likhe, kuch bhi to buss main nahi
likh rahe hai, unke sung, jin ke buss main unki kalam nahi
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #50 on: November 25, 2008, 09:55:10 PM »
Shocked Even More Shocked Even More Shocked Even More

Apki kavita parr kar ek gana yaad aa gaya

Golmaal hai bhai sab golmaal hai
sidhe raste ki terri chal hai  DOH DOH DOH

apki is kavita ne to kalam ko he chup kara diya...

deewane hai, deewano ke bas main dil nahi
jee rahe hai wo zindagi, jis main lagta dil nahi
kaya likhe kaya na likhe, kuch bhi to buss main nahi
likh rahe hai, unke sung, jin ke buss main unki kalam nahi


PUREY DIL KA HAAL JAANTEY HO
DOOR REHTEY HO PAR KALAAM JAANTEY HO
CHORI SEY CHORI KI
PAR HAR DIWANGI KI PAIGAAM JAANTEY HO



JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #51 on: November 25, 2008, 09:57:07 PM »
kalam nahi anjaam jante hai
paigam nahi deewangi jante hai
dil ke haal kaise kare bayan Pooja
dil lagane walo ka hum haal jante hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #52 on: November 25, 2008, 10:04:59 PM »
kalam nahi anjaam jante hai
paigam nahi deewangi jante hai
dil ke haal kaise kare bayan Pooja
dil lagane walo ka hum haal jante hai


DIL LAGANA KISI KEY BASS KI BAAT NAHI
AAKHNEY CHURANA KISI KEY BASS KI BAAT NAHI
PYAR KA TEER JARA DIL KOH TOH CHU LEH
KADAM HATANA KISI KEY BASS KI BAAT NAHI


JASBIR SINGH





Logged
Pooja
Guest
«Reply #53 on: November 25, 2008, 10:57:06 PM »
jis ka sath chaha, wo paaya hi nahi
in ankhon main phir koi khwab sajaya hi nahi
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #54 on: November 25, 2008, 11:06:21 PM »
jis ka sath chaha, wo paaya hi nahi
in ankhon main phir koi khwab sajaya hi nahi


BHOOL GAYE ABB KOI KHWAAB SAJANA
BINA AAP KEY, KYA GHAR BASANA
ROOH NA JISM SEY ALAG HO JAYE
NA KOI AUR AB HAMAREY DIL MEH SAMANA


JASBIR SINGH


Logged
Pooja
Guest
«Reply #55 on: November 25, 2008, 11:13:00 PM »
ghar basa kar, ujaar gaya
tera sath mil kar, bichar gaya
kaise sajaye koi khawab Pooja ankhaon main
her khwab ashqo main doob gaya
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #56 on: November 25, 2008, 11:16:26 PM »

SAATH TOH AAJ BHI HAMARA HAI
JUDA HO TUM, NA DOSH HAMARA HAI
SAJ TOH ABB BHI SAKTEY HAI KHWAAB AAKHOH MEH
JIDD CHODD KEY TUM AA JAO DIL KI MEHFIL MEH



JASBIR SINGH



Logged
Pooja
Guest
«Reply #57 on: November 25, 2008, 11:24:24 PM »
pukar in kaano main kisi aor ki atti nahi
yaad us bewafa ki, si dil se jaati nahi
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #58 on: November 25, 2008, 11:27:31 PM »
YEH PUKAAR NAHI TUMHAREY LIYE
NA ISMEH KOI DHOKA LEH LENA
MAIN NAHI WOH MAJNU
HUMSEY NA KOI SHIKWA LEH LENA


JASBIR SINGH


Logged
Pooja
Guest
«Reply #59 on: November 25, 2008, 11:35:49 PM »
bar bar lati hu thread dard-e-shayri main
Phir se app behak jaate ho
hum kare dil torrne ki baat
app baar baar dil lagate ho
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:53:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer