KOI KHWAAB AAKHOH NEH SAJAYA HI NAHI

by jasbirsingh on November 10, 2008, 01:11:51 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Author  (Read 6256 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #60 on: November 25, 2008, 11:39:25 PM »
bar bar lati hu thread dard-e-shayri main
Phir se app behak jaate ho
hum kare dil torrne ki baat
app baar baar dil lagate ho


ohhhhhhhhhhhhhhh haa haaa

HAMAREY DIL KA BHI INHONEY MAJAAK BANA LIYA
YEH TREAD KI BAAT KARKEY DIL TODTEY HAI
HUM HAMESHA KI TARAH DIL JODTEY HAI



JASBIR SINGH

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khwaab Chhupane Nahi Aaye by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwaab ko khwaab samajh ke khwaab ki tauheen na kar... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
Palkon Pe Aansuon Ko Sajaya by zeisha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TU HAKIKAT HAI KOI KHWAAB NAHI by pandit in Shayari -e- Husn « 1 2 3 4  All »
Zindagi khwaab e pareshaan se ziyada to nahi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
Pooja
Guest
«Reply #61 on: November 25, 2008, 11:44:06 PM »
yakinan hai yah deewana, isko koi hosh nahi
ab humko hai jaana, humara koi dosh nahi
rahi zindagi to phir se mulakat hogi
app hue yoindia per, to phir se baat hogi!!
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #62 on: November 25, 2008, 11:51:42 PM »
yakinan hai yah deewana, isko koi hosh nahi
ab humko hai jaana, humara koi dosh nahi
rahi zindagi to phir se mulakat hogi
app hue yoindia per, to phir se baat hogi!!



BAATEY TOH HOTI RAHENGI
MULAKATEY TOH HOTI RAHENGI
JAB BANA HI LIYA HAI DOST
SHER-OH-SHAIRI TOH HOTI RAHEGI


JASBIR SINGH
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #63 on: November 26, 2008, 12:01:42 AM »

DIL MEH BAS JAO TUM, YEH TUMHAREY BAS KI BAAT NAHI
POOJA KOH MAIN BHULA PAYU, YEH MERE BAS KI BAAT NAHI


SATH CHODU KISIKA , MERE BUSS KI BAAT NAHI
DIL TODU KISIKA, MERE BUSS KI BAAT NAHI
ISS DIL MEH TUM BAS JAO,TUMHAREY BUSS KI BAAT NAHI
POOJA KOH MAIN BHOOL JAYU, MERE BUSS KI BAAT NAHI


DIL MEH TUMHAREY BUSS JAYU, MERE BASS KI BAAT NAHI
DEEWANA TUMHARA BAN JAYU, MERE BASS KI BAAT NAHI



JASBIR SINGH






Good Jasbir ji...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #64 on: November 26, 2008, 10:18:34 AM »
THANKS HADAYAT


KISI KOH HUM CHOT PAHUCHAYE
MERE BASS KI BAAT NAHI
JAKHAM DEY KEY HASS JAYE
MERE BASS KI BAAT NAHI



JASBIR SINGH
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #65 on: November 26, 2008, 06:57:22 PM »
Jasbir ji aap bohat goni aadmi hien.. aap ki nazer mera aik sher

Ik baat nirali hay iss dil kay makien ki
Wo zakham bhe daita hay duaaoN ki tarah

Sajid Hadayat
Logged
Pooja
Guest
«Reply #66 on: November 26, 2008, 07:06:07 PM »
THANKS HADAYAT


KISI KOH HUM CHOT PAHUCHAYE
MERE BASS KI BAAT NAHI
JAKHAM DEY KEY HASS JAYE
MERE BASS KI BAAT NAHI



JASBIR SINGH


Jas ji,

Zakham bhi hansate hai
dard had se bad jaane ke baad
hum khud bhi chale atte hai unki gali se
zakhmo ke nasoor ban jaane ke baad

toot.te, toot.te, bikhar jaata hai her ek armaan, jazbaat aor khwab
ban jaata hai dil yah pathar, kai patjharo ke beet jaane ke baad
de jaate hai hum bhi chot, badhawasi ke alam main
aor phir rote hai umar bhar, waqat nikal jaane ke baad
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #67 on: November 26, 2008, 08:24:45 PM »
Jas ji,

Zakham bhi hansate hai
dard had se bad jaane ke baad
hum khud bhi chale atte hai unki gali se
zakhmo ke nasoor ban jaane ke baad

toot.te, toot.te, bikhar jaata hai her ek armaan, jazbaat aor khwab
ban jaata hai dil yah pathar, kai patjharo ke beet jaane ke baad
de jaate hai hum bhi chot, badhawasi ke alam main
aor phir rote hai umar bhar, waqat nikal jaane ke baad



POOJA


DARD KA EHSAAS CHOT KEY BAAD HI HOTA HAI
DIL KA TOOTNA PYAR KEY BAAD HI HOTA HAI
KABHI YEH DARD MEETHA, KABHI BE-DARD HOTA HAI
HUSAN KI GALIYOH MEH HI DIL SHAHID HOTA HAI



JASBIR SINGH
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #68 on: November 27, 2008, 03:54:06 PM »
...good job everyone...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #69 on: November 27, 2008, 06:00:22 PM »
THANKS

JUST HATE LOVE


JASBIR SINGH
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #70 on: November 27, 2008, 11:10:19 PM »
...you are always welcome...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #71 on: November 28, 2008, 04:39:16 AM »
Thanx to everyone on this post

Bahut khoob likha hai Jas Ji aap ne
Ghayel bhi ghayel hue aap ke baton se
Gusse se Ghayel Ji foofkaar rahe the
Aisa takraar na dekha gaye Pooja Ji se
Mehfil mein utar ayee woh ek jhatke se
Takra gayi ‘Pooja’,’ Ghayel’ ke gusse se
Maja a gaya ‘Jas’ ko in ke takrao se

Kood pada Hadayat Ji, Jas sahra kar
JHL bhi aa gaye yun hi muskura kar
Humne jab samay le, pahda is post ko
Socha kyun na pesh kare apne bichaar ko

Koi khwaab aankoh ne sajaya hi nahi
Ki khule aankh sapna hume ayaa nahi
Socha yun sone se khwaab aaye to sahi
Par koi khwaab aankoh ne sajaya hi nahi
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #72 on: November 28, 2008, 07:20:42 AM »
RAJESH

BAHUT MAJEY LEH RAHEY HO AAP BHI
NAZAR AA RAHA HAI HAMEY JANAAB JI
TAKRAAR SAB KI DEKH RAHEY HO
AUR KHUDD BHI LADAYI MEH KOOD RAHEY HO



JASBIR SINGH
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #73 on: November 28, 2008, 07:38:04 PM »
Thanx to everyone on this post

Bahut khoob likha hai Jas Ji aap ne
Ghayel bhi ghayel hue aap ke baton se
Gusse se Ghayel Ji foofkaar rahe the
Aisa takraar na dekha gaye Pooja Ji se
Mehfil mein utar ayee woh ek jhatke se
Takra gayi ‘Pooja’,’ Ghayel’ ke gusse se
Maja a gaya ‘Jas’ ko in ke takrao se

Kood pada Hadayat Ji, Jas sahra kar
JHL bhi aa gaye yun hi muskura kar
Humne jab samay le, pahda is post ko
Socha kyun na pesh kare apne bichaar ko

Koi khwaab aankoh ne sajaya hi nahi
Ki khule aankh sapna hume ayaa nahi
Socha yun sone se khwaab aaye to sahi
Par koi khwaab aankoh ne sajaya hi nahi



Khoob likha Raj ji.... maza aa gia.... keep it up...

Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #74 on: November 28, 2008, 08:05:54 PM »
MAJA LENA TOH THEEK
PAR KUCH LIKH BHI DOH
THREAD KAISEY AAGEY BADEGA
KUCH LIKH BHI DOH



JASBIR SINGH
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:33:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer