KOI KHWAAB AAKHOH NEH SAJAYA HI NAHI

by jasbirsingh on November 10, 2008, 01:11:51 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Author  (Read 6212 times)
sjid hadayat
Guest
«Reply #75 on: November 28, 2008, 08:22:53 PM »
Jasbir ji aur yoindia kay sub doston ki nazer meri aik Nazam.. Raay ka intizar rahay ga...


Fasla (Distance)
------------------

Faslay ko samjho tum
Fasla haqiqat hay
baqi sub faani hay.......
 
Yaqeen kay nager mien bhi
vasvasay he peltay hien
derd ki khlijon ko
waqat paat deita hay
bohat si salibon ko
saber kaat deita hay
Titlion kay honton pey
mosmoN kay nagmay bhe
querbaton aur manzilon
aur qeqahon kay peechay bhi
aik he kahani hay
aankh he ka pani hay....
 
Aanay aur jaany kay
faslay mien rehtay ho
tum apni aankh say
bay-sabub he behtay ho
Faslay ko samjho tum
Fasla haqiqat hay
baqi sub faani hay...
___________

Sajid Hadayat
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khwaab Chhupane Nahi Aaye by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwaab ko khwaab samajh ke khwaab ki tauheen na kar... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
Palkon Pe Aansuon Ko Sajaya by zeisha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TU HAKIKAT HAI KOI KHWAAB NAHI by pandit in Shayari -e- Husn « 1 2 3 4  All »
Zindagi khwaab e pareshaan se ziyada to nahi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #76 on: November 28, 2008, 10:28:21 PM »
...good one again Rajesh n Jasbir...bravo...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #77 on: November 29, 2008, 11:02:23 AM »
Nice One Sajid Bhai,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #78 on: November 29, 2008, 01:06:05 PM »
tHANKS JHL

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #79 on: November 29, 2008, 01:10:44 PM »
HAKIKAT HAI FAASLEY , YEH HUMNEY JAAN LIYA
MOHABBAT KARKEY HUMNEY , YEH BHI MAAN LIYA


BAHUT KUCH SIKHA DIA HAI PYAR NEH
DIL SEY DOOR KAISEY HOTA HAI KOI
SAB KUCH SIKHA DIA HAI PYAR NEH

HAKIKAT HAI FAASLEY, YEH HUMNEY JAAN LIYA
MOHABAT KAR KEY HUMNEY, YEH BHI MAAN LIYA



JASBIR SINGH



Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #80 on: November 29, 2008, 01:50:37 PM »
HAKIKAT HAI FAASLEY , YEH HUMNEY JAAN LIYA
MOHABBAT KARKEY HUMNEY , YEH BHI MAAN LIYA


BAHUT KUCH SIKHA DIA HAI PYAR NEH
DIL SEY DOOR KAISEY HOTA HAI KOI
SAB KUCH SIKHA DIA HAI PYAR NEH

HAKIKAT HAI FAASLEY, YEH HUMNEY JAAN LIYA
MOHABAT KAR KEY HUMNEY, YEH BHI MAAN LIYA



JASBIR SINGH





Nice One Again Jasbir,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #81 on: November 29, 2008, 06:27:14 PM »
thanks Janasheen



Jasbir Singh


Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #82 on: November 29, 2008, 09:41:21 PM »
Nice One Sajid Bhai,.

Shukria Jaanasheen bro...

Sajid Hadayat
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #83 on: November 29, 2008, 09:45:17 PM »
HAKIKAT HAI FAASLEY , YEH HUMNEY JAAN LIYA
MOHABBAT KARKEY HUMNEY , YEH BHI MAAN LIYA


BAHUT KUCH SIKHA DIA HAI PYAR NEH
DIL SEY DOOR KAISEY HOTA HAI KOI
SAB KUCH SIKHA DIA HAI PYAR NEH

HAKIKAT HAI FAASLEY, YEH HUMNEY JAAN LIYA
MOHABAT KAR KEY HUMNEY, YEH BHI MAAN LIYA



JASBIR SINGH





Wah jasbir ji, kia kamal ka tribute dia aap nay meri Nazam ko... wah dost... khush raho...

Sajid Hadayat
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #84 on: November 30, 2008, 11:20:22 AM »
thanks Sajid

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #85 on: December 01, 2008, 05:47:32 AM »
Aankhon Mein Jab Tum Khwaab Sajaao,.
Neend Se Khud KO, Kabhi Na Jagaao,.

Ro Padoge Dekhkar Haqeeqat Ka Chehra,.
Kisi Ko Apne Khwaab Ki Tasweer Na Dikhaao,.

Hain Log Patthar Liye Tumhaare Shehar Mein,.
Is Shehar Mein Apne Kaanch Ka Ghar Bachaao,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #86 on: December 01, 2008, 12:02:59 PM »
WAH BAHUT SI SUNDER BAYAAN KIYA HAI


PATHAR KEY ISS SHEHAR MEH KAUN APNA HAI
CHEHREY PEH CHEHRA LAGANEY KA SAPNA HAI
TANHAYI YAH HI SAATH REH JATI HAI YAARO
JINDAGI KEY TAZURBOH KA YEH KEHNA APNA HAI


JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #87 on: December 01, 2008, 12:19:54 PM »
WAH BAHUT SI SUNDER BAYAAN KIYA HAI


PATHAR KEY ISS SHEHAR MEH KAUN APNA HAI
CHEHREY PEH CHEHRA LAGANEY KA SAPNA HAI
TANHAYI YAH HI SAATH REH JATI HAI YAARO
JINDAGI KEY TAZURBOH KA YEH KEHNA APNA HAI


JASBIR SINGH

Shukriya jasbir Ji,.

Kaun Hai Jo Mere Kareeb Aane Ki Ijaazat Maangta Hai,.
Nafraton Ke Shehar Mein Aakar, Mohabbat Maangta Hai,.

Kaun Hai Jo Khushi Ko Khonaa Chahta Hai,.
Kaun Hai Jo Mohabbat Karke Rona Chahta Hai,.

Kaun Khud Par Sitaam Dhaane Aaaya Hai,.
Kaun Mere Dost Humse Mohabbat Karne Aaya hai,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #88 on: December 01, 2008, 09:07:25 PM »
Shukriya jasbir Ji,.

Kaun Hai Jo Mere Kareeb Aane Ki Ijaazat Maangta Hai,.
Nafraton Ke Shehar Mein Aakar, Mohabbat Maangta Hai,.

Kaun Hai Jo Khushi Ko Khonaa Chahta Hai,.
Kaun Hai Jo Mohabbat Karke Rona Chahta Hai,.

Kaun Khud Par Sitaam Dhaane Aaaya Hai,.
Kaun Mere Dost Humse Mohabbat Karne Aaya hai,.

_________________________-Jaanasheen-


MOHABBAT NA KOI HUM SEY KAR PAYA
YA RAAJ NA MAIN KABHI SAMAJ PAYA
DIL KI BAAT HUM JUBAAN PEH LEY AATEY HAI
SHAYED ISI LIYE HUM NA KISI KEY DIL MEH JAGAH PATEY HAI


JASBIR SINGH
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #89 on: December 01, 2008, 11:50:38 PM »
...good one Janasheen and Jasbir...
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:29:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer