KOI KHWAAB AAKHOH NEH SAJAYA HI NAHI

by jasbirsingh on November 10, 2008, 01:11:51 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Author  (Read 6165 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #90 on: December 01, 2008, 11:56:45 PM »
Good presentation Jaanasheen Ji
and Jas Ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khwaab Chhupane Nahi Aaye by kamran_bombay in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwaab ko khwaab samajh ke khwaab ki tauheen na kar... by diya786 in Shairi - E - Zindagi
Palkon Pe Aansuon Ko Sajaya by zeisha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
TU HAKIKAT HAI KOI KHWAAB NAHI by pandit in Shayari -e- Husn « 1 2 3 4  All »
Zindagi khwaab e pareshaan se ziyada to nahi by ehsaas chahat ka in Share: Poetry of Pain
jasbirsingh
Guest
«Reply #91 on: December 02, 2008, 03:42:40 AM »
Thanks Rajesh


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #92 on: December 07, 2008, 11:53:43 AM »
Shukriya Rajesh Bhai,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #93 on: December 07, 2008, 04:41:11 PM »
...good one Janasheen and Jasbir...


Thanks JHL


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #94 on: December 08, 2008, 07:58:19 AM »
Aye, Dost Aa Saath Milkar Hum Bhi Koi Khwaab Sajaaye,.
Ek Saath Hokar, Aa Dilon Ki Tanhaai Ko Bhagaaye,.

Main Tera Humsafar Banjaaoon, Tu Mera Bann Jaa,.
Is Tarah Saath Milkar Hum Is Zindagi Ko Bitaaye,.

Koi Gilaa Agar Tujhe, Mujhse Ho, To Mujhe Keh De,.
Ek Hissa Zindagi Ka To Guzar Gaye, Gham Ke Saaye Mein,.
Akhri Hissa Jo Bachaa Hai Isme Khushiyon Ka Maatam Manaaye,.

______________________________-Jaanasheen-

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #95 on: December 08, 2008, 08:08:37 AM »
Aye, Dost Aa Saath Milkar Hum Bhi Koi Khwaab Sajaaye,.
Ek Saath Hokar, Aa Dilon Ki Tanhaai Ko Bhagaaye,.

Main Tera Humsafar Banjaaoon, Tu Mera Bann Jaa,.
Is Tarah Saath Milkar Hum Is Zindagi Ko Bitaaye,.

Koi Gilaa Agar Tujhe, Mujhse Ho, To Mujhe Keh De,.
Ek Hissa Zindagi Ka To Guzar Gaye, Gham Ke Saaye Mein,.
Akhri Hissa Jo Bachaa Hai Isme Khushiyon Ka Maatam Manaaye,.

______________________________-Jaanasheen-




KYA KHAAB AAKHOH MEH SAJAYENGEY JAHANASHEEN
KISI KOH KYA APNA BANAYENGEY JAHANSHEEN
HAR LAMHA TANHA CHODD JATA HAI KOI
KYA KISI KOH DIL MEH BASAYNEGEY JAHANSHEEN



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: December 08, 2008, 08:12:58 AM »

KYA KHAAB AAKHOH MEH SAJAYENGEY JAHANASHEEN
KISI KOH KYA APNA BANAYENGEY JAHANSHEEN
HAR LAMHA TANHA CHODD JATA HAI KOI
KYA KISI KOH DIL MEH BASAYNEGEY JAHANSHEEN



JASBIR SINGH

Hmm Nice One Bhai,.

Ek Baar Tum, Khwaab Sajaakar To Dekho,.
Hume Bhi Kabhi Apna Banaakar To Dekho,.

Banaaloge Tum Bhi, Ghar Khwaabon Ki Duniya Mein,.
Kabhi, Toote Khwaabon Ko, Jamaakar To Dekho,.

Har Ek Khwaab, Sach Ho, Ye Zaroori To Nahi "Jasbir",.
Khwaabon Se Na Rootho Tum, Ghamo Se Dil Lagaakar Dekho,.

Umar Bhar Ka Nahi, Ek Pal Ki Khushi To De Jaayenge Ye,.
Kabhi, Neend Mein Jaakar, Khwaabon Ko Sajaakar To Dekho,.

_____________________________-Jaanasheen-


Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #97 on: December 09, 2008, 12:21:11 AM »
...good job again Janasheen and Jasbir...keep it up...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #98 on: December 09, 2008, 02:19:57 AM »
Hmm Nice One Bhai,.

Ek Baar Tum, Khwaab Sajaakar To Dekho,.
Hume Bhi Kabhi Apna Banaakar To Dekho,.

Banaaloge Tum Bhi, Ghar Khwaabon Ki Duniya Mein,.
Kabhi, Toote Khwaabon Ko, Jamaakar To Dekho,.

Har Ek Khwaab, Sach Ho, Ye Zaroori To Nahi "Jasbir",.
Khwaabon Se Na Rootho Tum, Ghamo Se Dil Lagaakar Dekho,.

Umar Bhar Ka Nahi, Ek Pal Ki Khushi To De Jaayenge Ye,.
Kabhi, Neend Mein Jaakar, Khwaabon Ko Sajaakar To Dekho,.

_____________________________-Jaanasheen-




Nice Janaasheen Bhai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #99 on: December 09, 2008, 09:40:06 AM »
...good job again Janasheen and Jasbir...keep it up...

Thanks JHL

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #100 on: December 09, 2008, 09:44:40 AM »
Hmm Nice One Bhai,.

Ek Baar Tum, Khwaab Sajaakar To Dekho,.
Hume Bhi Kabhi Apna Banaakar To Dekho,.

Banaaloge Tum Bhi, Ghar Khwaabon Ki Duniya Mein,.
Kabhi, Toote Khwaabon Ko, Jamaakar To Dekho,.

Har Ek Khwaab, Sach Ho, Ye Zaroori To Nahi "Jasbir",.
Khwaabon Se Na Rootho Tum, Ghamo Se Dil Lagaakar Dekho,.

Umar Bhar Ka Nahi, Ek Pal Ki Khushi To De Jaayenge Ye,.
Kabhi, Neend Mein Jaakar, Khwaabon Ko Sajaakar To Dekho,.

_____________________________-Jaanasheen-





wah wah Jahanasheen


KHWAAB AAKHOH MEH SAJAKAR DEKH CHUKEY HAI
INN HASTEY CHEHROH KOH BASAKAR DEKH CHUKEY HAI
NA MILA KOI KHAWAAB AISA JISEY APNA KAHEY
KISS KEY LIYE ABB KHWAAB SAJATEY RAHEY


JASBIR KA KOI KHWAAB PURA NAHI HUA
TABHI TOH JASBIR KABHI BEWAFA NAHI HUA
YEH TUM BHI JAAN LOH MERE DOST
JASBIR KA HAR KHWAAB ADHURA HI HUA



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #101 on: December 11, 2008, 12:26:45 PM »
...good job again Janasheen and Jasbir...keep it up...

Shukriya JHL JI,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #102 on: December 11, 2008, 12:27:43 PM »

wah wah Jahanasheen


KHWAAB AAKHOH MEH SAJAKAR DEKH CHUKEY HAI
INN HASTEY CHEHROH KOH BASAKAR DEKH CHUKEY HAI
NA MILA KOI KHAWAAB AISA JISEY APNA KAHEY
KISS KEY LIYE ABB KHWAAB SAJATEY RAHEY


JASBIR KA KOI KHWAAB PURA NAHI HUA
TABHI TOH JASBIR KABHI BEWAFA NAHI HUA
YEH TUM BHI JAAN LOH MERE DOST
JASBIR KA HAR KHWAAB ADHURA HI HUA



JASBIR SINGH

Shukriya Bhaijaan,.
And Nice One From Ur Side,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #103 on: December 12, 2008, 04:40:42 PM »

wah wah Jahanasheen


KHWAAB AAKHOH MEH SAJAKAR DEKH CHUKEY HAI
INN HASTEY CHEHROH KOH BASAKAR DEKH CHUKEY HAI
NA MILA KOI KHAWAAB AISA JISEY APNA KAHEY
KISS KEY LIYE ABB KHWAAB SAJATEY RAHEY


JASBIR KA KOI KHWAAB PURA NAHI HUA
TABHI TOH JASBIR KABHI BEWAFA NAHI HUA
YEH TUM BHI JAAN LOH MERE DOST
JASBIR KA HAR KHWAAB ADHURA HI HUA



JASBIR SINGH


Shukriya Bhaijaan,.
And Nice One From Ur Side,.



Thanks Jahanasheen


Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #104 on: December 13, 2008, 11:26:24 AM »
Ek Khwaab Mera Jo Adhoora Reh Gaya,.
Toot Gaya, Subhaa Ka Suraj Nikalte Hi,.

Jo Log Kareeb The Mere, Khwaabon Mein Mere,.
Door Hogaye Sab, Khwaabon ka Mehal Jalte Hi,.

Kitni Bewafaa Hai Zindagi Bhi Ye "Jasbir,.
Rang Badlaa Diya, Kismat Ka Faislaa Badalte Hi,.

_________________________-Jaanasheen-


Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:40:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer