~~"KOI MEHARBAA.N NA MILA"~~

by k.shael on February 07, 2009, 07:05:26 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1543 times)
k.shael
Guest
Logged
k.shael
Guest
«Reply #1 on: February 07, 2009, 07:09:46 AM »
Jo Sitaaroo.n ko Tutne na de jameen par kabhi,
Hame aisa koi aasmaa.n na mila...

Khoobsurat iss se bhad ke aur bhi honge jahaan me,
Hamne dekha jise waisa koi jahaa.n na mila...

Jaane kidhar liye jaa rahi hai zindagi,
Hame aab talak manjil ka nishaa.n na mila...

Lout kar aa to gaye hai chaman me lekin,
Wo wafadaar baagbaa.n na mila...

Hadse hi Hadse hote gaye zindagi me,
Safr-e-raah me koi pasbaa.n na mila...

Sar chupaane ke liye iss duniyaa.n me hame koi aashiyaa.n na mila,
Sab ke sab mile dushman bankar, Koi banke Meharbaa.n na mila...

Shally.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: February 07, 2009, 07:22:48 AM »
So far i have read u this is something soooooooo different totally opposite of your style Good Work Shally very Good... Clapping Smiley
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #3 on: February 07, 2009, 07:35:13 AM »
wow shally...very good... Applause
Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: February 07, 2009, 07:39:13 AM »
Jo Sitaaroo.n ko Tutne na de jameen par kabhi,
Hame aisa koi aasmaa.n na mila...

Khoobsurat iss se bhad ke aur bhi honge jahaan me,
Hamne dekha jise waisa koi jahaa.n na mila...

Jaane kidhar liye jaa rahi hai zindagi,
Hame aab talak manjil ka nishaa.n na mila...

Lout kar aa to gaye hai chaman me lekin,
Wo wafadaar baagbaa.n na mila...

Hadse hi Hadse hote gaye zindagi me,
Safr0e-raah me koi pasbaa.n na mila...

Sar chupaane ke liye iss duniyaa.n me hame koi aashiyaa.n na mila,
Sab ke sab mile dushman bankar, Koi banke Meharbaa.n na mila...

Shally.
shael gud one........is qadar naummeedi.....wakai khoobsurat lfzon mein dard bayaan kiya hai

bayaan kijiye aise jaise dard na ho ek sher ho
yeh kehkar woh mere dard ko aur mujhe samjhate rahe
hum bhi le kar beith gaye dard apne seene mein
aur raat bhar log Waah-Waah lutaate rahe


Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #5 on: February 07, 2009, 07:43:13 AM »
Jo Sitaaroo.n ko Tutne na de jameen par kabhi,
Hame aisa koi aasmaa.n na mila...

Khoobsurat iss se bhad ke aur bhi honge jahaan me,
Hamne dekha jise waisa koi jahaa.n na mila...

Jaane kidhar liye jaa rahi hai zindagi,
Hame aab talak manjil ka nishaa.n na mila...

Lout kar aa to gaye hai chaman me lekin,
Wo wafadaar baagbaa.n na mila...

Hadse hi Hadse hote gaye zindagi me,
Safr-e-raah me koi pasbaa.n na mila...

Sar chupaane ke liye iss duniyaa.n me hame koi aashiyaa.n na mila,
Sab ke sab mile dushman bankar, Koi banke Meharbaa.n na mila...

Shally.

Good work shally i can see a big changes in your shayari , keep it and try to continue with good things !!

Qadeer Toopchi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: February 07, 2009, 07:45:01 AM »
bahoot khoob shally!! Good work!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: February 07, 2009, 07:53:40 AM »
 Applause  Applause  Applause

Bahut accha likha hai shally dear... nice design  Thumbs UP
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #8 on: February 07, 2009, 07:54:31 AM »
Jo Sitaaroo.n ko Tutne na de jameen par kabhi,
Hame aisa koi aasmaa.n na mila...

Khoobsurat iss se bhad ke aur bhi honge jahaan me,
Hamne dekha jise waisa koi jahaa.n na mila...

Jaane kidhar liye jaa rahi hai zindagi,
Hame aab talak manjil ka nishaa.n na mila...

Lout kar aa to gaye hai chaman me lekin,
Wo wafadaar baagbaa.n na mila...

Hadse hi Hadse hote gaye zindagi me,
Safr-e-raah me koi pasbaa.n na mila...

Sar chupaane ke liye iss duniyaa.n me hame koi aashiyaa.n na mila,
Sab ke sab mile dushman bankar, Koi banke Meharbaa.n na mila...

Shally.

Ghazal ka maqta jaan lewa hai shally ji !! lagta hai apne ye ghazal likhte waqath khud ko khud se ruba kiya hai !!

Qadeer Toopchi
Logged
Anky
Guest
«Reply #9 on: February 07, 2009, 09:47:14 AM »
Poetry is superbbbb shally but to be frankly fonts samjh nahi arahe try to use diff fonts play with it
Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: February 07, 2009, 03:42:29 PM »
Jo Sitaaroo.n ko Tutne na de jameen par kabhi,
Hame aisa koi aasmaa.n na mila...

Khoobsurat iss se bhad ke aur bhi honge jahaan me,
Hamne dekha jise waisa koi jahaa.n na mila...

Jaane kidhar liye jaa rahi hai zindagi,
Hame aab talak manjil ka nishaa.n na mila...

Lout kar aa to gaye hai chaman me lekin,
Wo wafadaar baagbaa.n na mila...

Hadse hi Hadse hote gaye zindagi me,
Safr-e-raah me koi pasbaa.n na mila...

Sar chupaane ke liye iss duniyaa.n me hame koi aashiyaa.n na mila,
Sab ke sab mile dushman bankar, Koi banke Meharbaa.n na mila...

Shally.

Wah Shally, bahut khoob likha hai tumne  Applause Applause
Logged
tara
Guest
«Reply #11 on: February 07, 2009, 06:47:14 PM »
Bahot achha shally aor shihab.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #12 on: February 09, 2009, 09:08:21 AM »
Jo Sitaaroo.n ko Tutne na de jameen par kabhi,
Hame aisa koi aasmaa.n na mila...

Khoobsurat iss se bhad ke aur bhi honge jahaan me,
Hamne dekha jise waisa koi jahaa.n na mila...

Jaane kidhar liye jaa rahi hai zindagi,
Hame aab talak manjil ka nishaa.n na mila...

Lout kar aa to gaye hai chaman me lekin,
Wo wafadaar baagbaa.n na mila...

Hadse hi Hadse hote gaye zindagi me,
Safr-e-raah me koi pasbaa.n na mila...

Sar chupaane ke liye iss duniyaa.n me hame koi aashiyaa.n na mila,
Sab ke sab mile dushman bankar, Koi banke Meharbaa.n na mila...

Shally.
Bahoot Khoob Likha Shallyji
Very Nice Work  Applause Applause Applause
Har Kisi Pe Khushiyon Ki Barsaat Nahi Hoti
Dil Ki Duniya Mein Aksar Raahat Nahi Hoti.

Gul.e.Tan Par Chahe Kitne Bhi Libas Sajalo
Bin HumDum Ke Dil Ki Hasrat Puri Nahi Hoti.

Chahe Kitna Hi Udta Phirta Rahe Baagh Baagh
Khusbooh Har Bhanwre Ki Kismat Mein Nahi Hoti.

Mere Dost In BeReham Logon Se Koi Umeed Na Kar
Ye Duniya Aashiqon Pe Kabhi Meharbaan Nahi Hoti




Bahoot Khoob Shihab Sahab
 Applause Applause Applause
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #13 on: February 09, 2009, 09:15:21 AM »
Shukarya Shivam Sahab.
Always Welcome Sir Usual Smile
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #14 on: February 11, 2009, 09:44:06 AM »
Jo Sitaaroo.n ko Tutne na de jameen par kabhi,
Hame aisa koi aasmaa.n na mila...

Khoobsurat iss se bhad ke aur bhi honge jahaan me,
Hamne dekha jise waisa koi jahaa.n na mila...

Jaane kidhar liye jaa rahi hai zindagi,
Hame aab talak manjil ka nishaa.n na mila...

Lout kar aa to gaye hai chaman me lekin,
Wo wafadaar baagbaa.n na mila...

Hadse hi Hadse hote gaye zindagi me,
Safr-e-raah me koi pasbaa.n na mila...

Sar chupaane ke liye iss duniyaa.n me hame koi aashiyaa.n na mila,
Sab ke sab mile dushman bankar, Koi banke Meharbaa.n na mila...

Shally.

bahoot gambheer sarjan hai shally...bahoot khoob likha hai aapne....dheron daad kabool karen
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:09:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer