Kuch Log Badal Gaye Hain

by Sonu on April 25, 2006, 06:47:28 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 8247 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #15 on: April 25, 2006, 08:07:02 AM »
wondeful   Sonu..........Nikki.............  good  going.... :lol:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KUCH LOOG BADAL GAYE HAIN .. by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 5 »
Kuch toot gaye kuch baaqi hain!!!! by Talat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
kuch log badal gaye hai by innocent.devil20 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Badal gaye hain... by maya01 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Chehray badal badal ke mujhey mil rahay hain log by Satya.patel in Shayri for Khumar -e- Ishq
nikki
Guest
«Reply #16 on: April 25, 2006, 08:08:18 AM »
Majid aaka keyboard kharaab hai..aapki taraf se koi post kyun nahi aayi...Huh???

aisa nahi ki galti ussi ki hai
keh to hum bhi nahi paye ke pyar hai
woh tum hi ho barson se jiska humein intzaar hai
bas aise hi waqt guzarta gaya...
aur woh mujhse door hota chala gaya
aaj tanha hun to sochti hun...
ya to dil na lagaye koi
agar lagaye to izhaar karde..
chup reh kar meri tarah na pachtaye koi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: April 25, 2006, 08:12:13 AM »
thanks ...
dard... ishq.. mahubat... taklif sab eskey hi roop hai.. koi pyar ka mara hai to koi bevafaeeka dard to sabko huta hai

sohna likhya hai nikyeh

pyar main jo pagal hua
dawaa uski tera pyar hai
gamm main jo pagal hua
dawaa uski yeh shraab hai



Quote from: "nikki"
gud gud..yeh dard mein ishq....aapko nahi lagta yeh gadbad ho raha hai...

jaan hum kissi ki le nahi sakte
mere liye koi dard sahe yeh humein gawara nahi
issi liye to kabhi dil lagane ki galti nahi ki humne
kyun ki agar dil toota anjaane mein bhi
to hamare liye to marne ke siva koi chara nahi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #18 on: April 25, 2006, 08:19:34 AM »
Majid brother.. to keya huya mehfil koi 1-2 sey to nahi jamti hai... or mehfil mey jitney log hungey utna hi mehfil mey meja ahyga... mehfil key badney sey mehfil ka rang kam nahi huta hai...  Usual Smile

Quote from: "majid"
AAKA?Huh???


NO SAHI HAI PAR HUM KYA LIKHTE?
AAP DONO SIS NE AAPAS MAIN MEHFIL JAMALI
TO HUME LAGA AB HUM HAT JAANA CHAHIYE
SO CHUP HI GAYE NIKKI
Logged
nikki
Guest
«Reply #19 on: April 25, 2006, 08:21:14 AM »
arrreee aap likho hum padhenge..abb me chup ..u carry on..thanx Waheed tumhare bhi haath mein dard hai kya...likhte kyun nahi?
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #20 on: April 25, 2006, 08:22:44 AM »
nikki tere hathan nu ki hoya :evil:
Logged
Sonu
Guest
«Reply #21 on: April 25, 2006, 08:24:08 AM »
Majid your most welcome...

2 logo seykabhi mehfil nahi sajti... jitney mehfil mey log hungey uthna meja ahyga mehfil mey rang jamaney ka...

arey to keya huya bahi ko janey ki koi jaorort nahia hai hai mehfil mey rang bhartey jaow mehfil ki shan kam nahi hugi...

Quote from: "majid"
THANKS SONU

LAGTA HAI 2 SISTER NE AAPAS MAIN MEHFIL HAI SAJAYI
Logged
Sonu
Guest
«Reply #22 on: April 25, 2006, 08:27:26 AM »
na tenu samjh nahi aya mey majid nu ki likhiya hai chup kerkey likhi jaa...

muna tumhey keya huya ab...

Quote from: "nikki"
arrreee aap likho hum padhenge..abb me chup ..you carry on..thanx Waheed tumhare bhi haath mein dard hai kya...likhte kyun nahi?
Logged
nikki
Guest
«Reply #23 on: April 25, 2006, 08:30:18 AM »
mere haathon ko kuch nahi hua..mere aate hi Majid ne likhna band kar diya....so i thought may be i m disturbing...waise ek baar fir se disturb karun..hehe

mere aate hi kissi ka dard badh gaya lagta hai
aaj to kissi ka para chad gaya lagta hai
padh kar muskura raha hai koi
dil mein baatein bana raha hai koi
mujhe satayega fir aaj kissi ka naam lekar
yahi plan bana raha hai koi
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #24 on: April 25, 2006, 09:07:24 AM »
aisa nahi hai  Nikki.........  kisi  kaam mein  fas  gaya hoga.....  

wonderful again  Nikki........ tum  bahot accha likhti ho....
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #25 on: April 25, 2006, 09:19:11 AM »
Suraj ke dhaltey dhaltey, haan sholey bhi pighal gayein hain
Dil mein rakhtey they jo humein, haan wo logg abb badal gayein hain
Logged
nikki
Guest
«Reply #26 on: April 25, 2006, 02:10:04 PM »
thanx Waheed..n too gud Nirbhay..

maana log badal gaye hain
magar apna dil to waisa hi hai
woh humein yaad nahi karte to na sahi
apne dil mein unhi ka khayaal rehta hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: April 25, 2006, 02:19:30 PM »
Tu Chahe Jitna Bhi Badal Le Jaanasheen,..
Tujhme Main Chahat Ka Aisa Asar Chordoonga,..
Ke Use Tu Chahkar Bhi Nahi Badal sakti,..
Logged
nikki
Guest
«Reply #28 on: April 25, 2006, 02:21:11 PM »
chahat ka asar hai issi liye to yaad karte hain hum unhein
warna kaon kambhakht apna waqt barbaad karta khayalon mein
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: April 25, 2006, 02:30:57 PM »
App Waqt Barbaad Hone Ki Baat Karte Ho Humse,..
Humne To Zindagi Hi Bitaa Di Is Khayal mein Ke Wo Hamare Hain,..
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:21:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer