KUCH PA LIYA HAI, KUCH KHO DIYA HAI ....... (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on January 01, 2009, 08:41:44 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 5206 times)
jasbirsingh
Guest



KUCH PA LIYA HAI, KUCH KHO DIYA HAI
BUS YEH SOCH KAR DIL KUCH ROH LIYA HAI

YEH SAMAJ KAR DIL AAJ KHAMOSH HAI
JOH KHOYA HAI, KYA SACH MEH KABHI PA LIYA THA



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: January 01, 2009, 09:13:34 PM »
NIce One Bhai./
Logged
gurinder
Guest
«Reply #2 on: January 01, 2009, 11:00:35 PM »
once again jasbir singh ji bahut acha
Logged
Deepati
Guest
«Reply #3 on: January 02, 2009, 01:55:44 AM »



KUCH PA LIYA HAI, KUCH KHO DIYA HAI
BUS YEH SOCH KAR DIL KUCH ROH LIYA HAI

YEH SAMAJ KAR DIL AAJ KHAMOSH HAI
JOH KHOYA HAI, KYA SACH MEH KABHI PA LIYA THA



JASBIR SINGH


Bahut khoob, Jasbir Ji

Aapki shayari padh kar ek geet ki kuch lines yaad aa gayi...

Kuch paa kar khona hai, kuch kho kar paana hai,
jeevan ka matlab tou aana aur jaana hai.
Logged
cara
Guest
«Reply #4 on: January 02, 2009, 05:01:58 AM »
kya baat hai    jasbir ji.....

jab har chez ko aana hai,aake fir jaana hai,
toh kyu ham ko,yeh soch ke rona hai.
kuch pa liya hai ,kuch kho diya hai,
kuch bhi paate hain khone ke hi liye,
rishte bhi bante hai,anth mein judaa hone ke liye.

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: January 02, 2009, 07:33:51 AM »
NIce One Bhai./


Thanks Jahanasheen


Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: January 02, 2009, 07:34:52 AM »
once again jasbir singh ji bahut acha

Thanks Gurinder


Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: January 02, 2009, 07:37:03 AM »
Bahut khoob, Jasbir Ji

Aapki shayari padh kar ek geet ki kuch lines yaad aa gayi...

Kuch paa kar khona hai, kuch kho kar paana hai,
jeevan ka matlab tou aana aur jaana hai.

Thanks deepati and very nice sharing from you tooo

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: January 02, 2009, 07:48:23 AM »
kya baat hai    jasbir ji.....

jab har chez ko aana hai,aake fir jaana hai,
toh kyu ham ko,yeh soch ke rona hai.
kuch pa liya hai ,kuch kho diya hai,
kuch bhi paate hain khone ke hi liye,
rishte bhi bante hai,anth mein judaa hone ke liye.




Thanks Cara and very nicely u said.

Jasbir Singh
Logged
Deepati
Guest
«Reply #9 on: January 02, 2009, 08:43:41 AM »
Thanks deepati and very nice sharing from you tooo

Jasbir Singh

Shukriya, Jasbir Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 02, 2009, 10:00:21 AM »


yon lage dost tera mujhse khafa ho jana
jis tarah phul se khushbu ka juda ho jana

ahl-e-dil se ye tera tark-e-ta'alluq
waqt se pahle asiron ka riha ho jana

yon agar ho to jahan mein koi kafir na rahe
mojza tere wade ka wafa ho jana

zindagi main bhi chalunga tere piche-piche
tu mere dost ka naqsh-e-kaf-e-pa ho jana

jane wo kaun si kaifiyat-e-gamkhwari hai
mere pite hi "Qateel" us ko nasha ho jana

Qateel Shifaai,.
Logged
diya786
Guest
«Reply #11 on: January 02, 2009, 10:40:44 AM »



KUCH PA LIYA HAI, KUCH KHO DIYA HAI
BUS YEH SOCH KAR DIL KUCH ROH LIYA HAI

YEH SAMAJ KAR DIL AAJ KHAMOSH HAI
JOH KHOYA HAI, KYA SACH MEH KABHI PA LIYA THA



JASBIR SINGH


bahut khoob Jasbir ji Applause Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #12 on: January 02, 2009, 10:42:33 AM »


yon lage dost tera mujhse khafa ho jana
jis tarah phul se khushbu ka juda ho jana

ahl-e-dil se ye tera tark-e-ta'alluq
waqt se pahle asiron ka riha ho jana

yon agar ho to jahan mein koi kafir na rahe
mojza tere wade ka wafa ho jana

zindagi main bhi chalunga tere piche-piche
tu mere dost ka naqsh-e-kaf-e-pa ho jana

jane wo kaun si kaifiyat-e-gamkhwari hai
mere pite hi "Qateel" us ko nasha ho jana

Qateel Shifaai,.

nice sharing Azeem
thanks a lot notworthy
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #13 on: January 03, 2009, 11:38:33 AM »
bahut khoob Jasbir ji Applause Applause



Thanks DIA

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: January 03, 2009, 11:40:19 AM »


yon lage dost tera mujhse khafa ho jana
jis tarah phul se khushbu ka juda ho jana

ahl-e-dil se ye tera tark-e-ta'alluq
waqt se pahle asiron ka riha ho jana

yon agar ho to jahan mein koi kafir na rahe
mojza tere wade ka wafa ho jana

zindagi main bhi chalunga tere piche-piche
tu mere dost ka naqsh-e-kaf-e-pa ho jana

jane wo kaun si kaifiyat-e-gamkhwari hai
mere pite hi "Qateel" us ko nasha ho jana

Qateel Shifaai,.

very nice sharing JAHANSHEEN


Jasbir Singh
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:42:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer