Kuch Rishte Bas Yuhi Toot Jaaya Karte Hai.......

by khwaish on May 26, 2009, 03:30:15 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 5716 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Aandhiyon Ke Zadd-o-Zehad Mein Rishte Toot Jaaya Karte Hai,
Saagar Ko Sheesha Aakhir Thaame Kab Tak!!!
Kabhi-Kabhi Shishe Bhi Haathon Se Chut Jaaya Karte Hai...


Kisi Ke Haath Se Phenke Hue patharo Ka Mujhe Dard Naa Tha,
Par Tere Haath Se Phenke Hue Phool Bhi Mujhe Dard De Jaaya Karte Hai!!!


Sach Hi Kehte Hai Kehne Wale Ke,
Apne Apno Ko Loot Jaaya Karte Hai....


Khwaab Aur Haqeeqat Mein Faasla Sirf Neend Ka Hota Hai,
Yeh Baat Galat Hai Ke Khwaab Tooth The Hai!!!
Sach To Yeh Hai ke,
Band Palkon Par Neend Ke Mehal Toot Jaya Karte Hai....


Afsos Uss Baat Ka Hai Usse Salika Naa Tha,
Uss Baat Ko Kehne Ka,
Aur Mujhe Salika Naa Tha,
Uski Kahin Hui Baat Ko Samajhne Ka,
Aise Mein Apne Apno Se Ruth Jaaya Karte Hai...


"Khwaish" Ek Baar Kisi Rishte Mein Daraar Aa Jaaye,
To Phir Uss Rishte Ka Sambhalna Hai Mushkil!!!
Aate To Hai Tere Dar Par Hum Aaj Bhi,
Bas....Phir Peeche Mud Jaaya Karte Hai...


         Kuch Rishte Bas Yuhi Toot Jaaya Karte Hai..

               ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
angel4u
Guest
«Reply #1 on: May 26, 2009, 03:43:49 PM »
Kya kahein khwaish ji...

Bahut bahut khoobsurat likha hai aapne as usual.

dil ko chhu gaya har ek lafz. Clapping Smiley
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: May 26, 2009, 03:48:01 PM »
Bohot Hi Khoob Khwaish Dost...... Har lafz dil chuu gaya.....  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kuch Rishte Bas Aisi Hi Toot Jaaya Karte hain...
Shayad Wo Rishte Hote Hi Nahin,
Bas Ek Bharam Hota Hai...
Aur Bharam To Sada Hi Toot Jaate Hain...!!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: May 26, 2009, 07:22:40 PM »
 Applause ApplauseKhwahish bhaijan khamosh kardia...

Bahaut achi contribution hai Talat di... Applause
Logged
angel4u
Guest
«Reply #4 on: May 26, 2009, 07:34:45 PM »
Very nice Talat...

Rishte Aise Bhi Hote Hai Jo Bante Hai Dikhawe Ke Liye,
Inke Tootne Ka Gam Bhi Ho, Par Rakhna Bas Pal Bhar Ke Liye,
Kabhi Na Bahana Aansu Kisi Ki Nadaan Harkaton Ki Wajah Se,
Ke Ye Na Qaabil Hai Dosti Ya Ek Aansu Ke Qatre Ke Liye...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: May 27, 2009, 06:18:57 AM »
Kya kahein khwaish ji...

Bahut bahut khoobsurat likha hai aapne as usual.

dil ko chhu gaya har ek lafz. Clapping Smiley

Bahut Bahut Shukriya Dost!!!
Umeed Karta Hoon, Aap Ka saath Hamesha Yuhi Bana Rahega..

Thankyou Sooooooo Much Angel!!! icon_flower
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: May 27, 2009, 06:20:42 AM »
Bahut bahut khoob..... Applause Khwaish bhaiya... bahut accha likha hai. All lines touched my heart.... Good ...Very good  Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 27, 2009, 06:33:20 AM »
Bohot Hi Khoob Khwaish Dost...... Har lafz dil chuu gaya.....  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kuch Rishte Bas Aisi Hi Toot Jaaya Karte hain...
Shayad Wo Rishte Hote Hi Nahin,
Bas Ek Bharam Hota Hai...
Aur Bharam To Sada Hi Toot Jaate Hain...!!


Bahut Bahut Shukriya Talat..Aur Bilkul Sach Kahan Aapne,Shayad Hum Hi Samaj Naa Paaye..
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: May 27, 2009, 08:24:33 AM »
Applause ApplauseKhwahish bhaijan khamosh kardia...

Bahaut achi contribution hai Talat di... Applause


Thanks Rahim dear
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: May 27, 2009, 08:25:29 AM »
Very nice Talat...

Rishte Aise Bhi Hote Hai Jo Bante Hai Dikhawe Ke Liye,
Inke Tootne Ka Gam Bhi Ho, Par Rakhna Bas Pal Bhar Ke Liye,
Kabhi Na Bahana Aansu Kisi Ki Nadaan Harkaton Ki Wajah Se,
Ke Ye Na Qaabil Hai Dosti Ya Ek Aansu Ke Qatre Ke Liye...

Thanks Sweetie...bohot achcha likha hai...sach ka ek pehlu...Thanks dear.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 27, 2009, 10:34:48 AM »
Mashallah Bohat Achcha Likha hai KLhwaish Bhai,.
Too Good,.

Aur Kaash Bhai Aapne Bhi kamaal Ka Likha Hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 27, 2009, 10:37:44 AM »
Rishton Ki Baat Par Mujhe Ahmed Faraaz Ji Ka Ek Ashaar Yaad Aa Gaya,.
Chahta Hoon Aap Sab Se Share Karoon,.


Kaun Deta Hai Umr Bhar Ka Sahaara "Faraaz,.
Log To Janaaze Par Bhi Kandhe Badalte Rehte Hain,.

_________________________-Ahmed Faraz.
Logged
salil2002
Guest
«Reply #12 on: May 27, 2009, 10:39:54 AM »
kya baat hai khwahish ji....kya behtareen tareeke se bayaan kiya hai zazbaaton ko....god bless u
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #13 on: May 27, 2009, 12:09:32 PM »
khwaish ji bahut hi accha . dil ko chu gaya ek ek word. bahut hi accha likha hai aapne....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 27, 2009, 04:28:45 PM »
Applause ApplauseKhwahish bhaijan khamosh kardia...

Bahaut achi contribution hai Talat di... Applause


Bahut Bahut Shukriya Raheem Bhai..
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:35:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer