Kuchh Alfaaz (Two Liners) {{NM}}

by angel4u on April 05, 2009, 06:06:39 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 69
Print
Author  (Read 55700 times)
angel4u
Guest
«Reply #135 on: April 14, 2009, 08:02:31 AM »

Kehte Hai Pattharko Kabhi Aansuon Ka Asar Nahi Hota,

Asar Hoga Bhi To Kasie, Pattharke Sine Mein To Dil Hi Nahi Hota...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
!!!khamoshi ke alfaaz ko sun!!! (Dec.20.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kalam na uthaenge hum alfaaz e bayaan ke liye by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
kuchh alfaaz by sweetarjita in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
k.shael
Guest
«Reply #136 on: April 14, 2009, 08:18:27 AM »

Kehte Hai Pattharko Kabhi Aansuon Ka Asar Nahi Hota,

Asar Hoga Bhi To Kasie, Pattharke Sine Mein To Dil Hi Nahi Hota...


Very True Angel didi,

Mera yaar bikta hai paise lekar bhi har roz,
Aur ek ham hai jise pyaar jaisi mamoli cheez dekar bhi
koi nahi kharidta.

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #137 on: April 14, 2009, 08:39:24 AM »

Very True Angel didi,

Mera yaar bikta hai paise lekar bhi har roz,
Aur ek ham hai jise pyaar jaisi mamoli cheez dekar bhi
koi nahi kharidta.

Shally.

Waah Kya Khoob Kaha Hai,Shally,.
Bohat Achche yaar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #138 on: April 14, 2009, 08:40:57 AM »
Ekhityaar Hum Bhi Karte Zamaane, Ka Rang,.
To Aaj Hamaare Shaan Mein Bhi Koi Jhooti Waah waahi Karta,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #139 on: April 14, 2009, 08:42:49 AM »
Waah Kya Khoob Kaha Hai,Shally,.
Bohat Achche yaar,.

Shukriya Azeem Brother.

Shally.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #140 on: April 14, 2009, 08:45:56 AM »
Ekhityaar Hum Bhi Karte Zamaane, Ka Rang,.
To Aaj Hamaare Shaan Mein Bhi Koi Jhooti Waah waahi Karta,.

Bahut Khoob Brother,

Na thi ham me auro ke jaise jaalsaazi ki fitrat,
Warna aaj shally ke darr pe bhi aashiqo ki bheed hoti.

Shally.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #141 on: April 14, 2009, 08:51:19 AM »
Bahut khoob Azeem and Shally...

Samajh Jaate Agar Hum Bhi Ke Duniya Mein Keemti Hai Bewafayi,
Apni Wafaon Ko Chhupa Lete, Yun Sar-E-Aam Numayish Na Karte...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #142 on: April 14, 2009, 10:28:55 AM »
Bahut khoob Azeem and Shally...

Samajh Jaate Agar Hum Bhi Ke Duniya Mein Keemti Hai Bewafayi,
Apni Wafaon Ko Chhupa Lete, Yun Sar-E-Aam Numayish Na Karte...



Shukriya and Bahut Khoob aapaki taraf se bhi Angel Didi,

Na u numaish kar meri mohabbat ki sare-raah,
Ki ek din yahi mohabbat tujhe inn darindo se bachayegi.

Shally.

Logged
angel4u
Guest
«Reply #143 on: April 14, 2009, 12:54:47 PM »
Nice one shally...

Meri saansein khud meri dhadkano pe numayishein karti hai,
Log kehte hai ye chalti hia, par har saans mein teri yaad basti hai...
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #144 on: April 16, 2009, 08:41:09 AM »


 A4U..................LAAAAAAAAAAAAAGAWAB.... APNI HAALAT KAA EHSAAS..

  MUJHEY ACTUALLY SAAYAR KAA NAAM YAAD NAHIN AA RAHAA HAI....MAGAR AISEY ASHAAR

  PADH KAR REALLY KOI BHI KHIL UTHEY GAA...........


  K_A
   
Logged
k.shael
Guest
«Reply #145 on: April 16, 2009, 09:13:43 AM »
Nice one shally...

Meri saansein khud meri dhadkano pe numayishein karti hai,
Log kehte hai ye chalti hia, par har saans mein teri yaad basti hai...


Shukriya and nice one from ur side 2,

Saansoo ko apni kab talak baandh ke rakho paoungi mein,
Yaqeenan kisi din tere intzaar me haath se choot jayengi.

Shally.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #146 on: April 16, 2009, 02:19:49 PM »

 A4U..................LAAAAAAAAAAAAAGAWAB.... APNI HAALAT KAA EHSAAS..

  MUJHEY ACTUALLY SAAYAR KAA NAAM YAAD NAHIN AA RAHAA HAI....MAGAR AISEY ASHAAR

  PADH KAR REALLY KOI BHI KHIL UTHEY GAA...........


  K_A
  

Thanks a lot KA..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #147 on: April 16, 2009, 02:21:04 PM »
Shukriya and nice one from ur side 2,

Saansoo ko apni kab talak baandh ke rakho paoungi mein,
Yaqeenan kisi din tere intzaar me haath se choot jayengi.

Shally.



Haathon se chhuta hai mere, meri zindagi ka har ek lamha,
ke jis lamhe mein tu meri saanson ke qareeb tha...
Logged
k.shael
Guest
«Reply #148 on: April 17, 2009, 05:45:49 AM »

Haathon se chhuta hai mere, meri zindagi ka har ek lamha,
ke jis lamhe mein tu meri saanson ke qareeb tha...

Kya khoob rahi hongi wo raatein bhi Shally,
Jab wo teri goud me ser rakh ke soya kiye...

Shally.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #149 on: April 17, 2009, 02:29:33 PM »
Nice again shally


Un raaton mein kho gaye the na jaane kaunsi duniya mein,
laga tha teri hi baahon mein guzar jaayegi tamam umr meri...
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 69
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:21:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer