Kuchh Alfaaz (Two Liners) {{NM}}

by angel4u on April 05, 2009, 06:06:39 AM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 69
Print
Author  (Read 55707 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #195 on: April 22, 2009, 12:52:35 PM »
nice one Rahim Bhai Applause Applause

Teri mohabbat mein yunhi chalna bhi kabool hai
Aisa muqaddar bhi bhala sabko kahan milta hai...



Uski Mohabbat Mein Chalkar Bhi Tujhe, Aaraam Milega,.
Bhale Wafa Na Mile Tujhe, Lekin Wafaadaaron Mien Zaroor Naam Milega,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
!!!khamoshi ke alfaaz ko sun!!! (Dec.20.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kalam na uthaenge hum alfaaz e bayaan ke liye by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
kuchh alfaaz by sweetarjita in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
dead heart
Guest
«Reply #196 on: April 22, 2009, 06:21:31 PM »
nice one Rahim Bhai Applause Applause

Teri mohabbat mein yunhi chalna bhi kabool hai
Aisa muqaddar bhi bhala sabko kahan milta hai...


Shukriya Kashish di aur apne bhi bahaut acha likha hai... Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #197 on: April 22, 2009, 06:27:58 PM »
Uski Mohabbat Mein Chalkar Bhi Tujhe, Aaraam Milega,.
Bhale Wafa Na Mile Tujhe, Lekin Wafaadaaron Mien Zaroor Naam Milega,.

wah wah Azeem bhaijan wah...kamal ka likha hai... Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #198 on: April 22, 2009, 06:38:11 PM »
Wafadaron main toh nahin par kabrastan main tera naam hogaya Rahim,
Kabhi tujhe log murda toh kabhi dafan dil keh kar bulate hai...
Logged
pandit
Guest
«Reply #199 on: April 22, 2009, 06:57:00 PM »
waah dead n jaansheen..
bahut khoob....
Logged
dead heart
Guest
«Reply #200 on: April 22, 2009, 07:23:38 PM »
Shukriya Pandit bhaijan...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #201 on: April 23, 2009, 07:50:13 AM »
wah wah Azeem bhaijan wah...kamal ka likha hai... Applause

Shukriya Rahim Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #202 on: April 23, 2009, 07:54:24 AM »
waah dead n jaansheen..
bahut khoob....

Shukriya Pandit Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #203 on: April 23, 2009, 07:56:49 AM »
Wafadaron main toh nahin par kabrastan main tera naam hogaya Rahim,
Kabhi tujhe log murda toh kabhi dafan dil keh kar bulate hai...

Ye Un Logon Ki Sangdili Hai Jo Tujhe In Naamo Se Bulaate Hain,.
Mohabbat Karne Waalon Ka Suraj Doobte Hue Bhi Roshni De Jaata Hai,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #204 on: April 23, 2009, 08:06:32 AM »
Ye Un Logon Ki Sangdili Hai Jo Tujhe In Naamo Se Bulaate Hain,.
Mohabbat Karne Waalon Ka Suraj Doobte Hue Bhi Roshni De Jaata Hai,.

___________________________________-Jaanasheen-
Bahut khoob Chote Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #205 on: April 23, 2009, 08:08:05 AM »
Bahut khoob Chote Bhai

Shukriya Rajesh Bhaiya,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #206 on: April 23, 2009, 08:13:11 AM »
Ye zindagi bhi kitni beraham hai thokar khaane ke baad main samjha
Ab to bahut der ho gayee hai aur bhugat liya hai humne kaafi saza
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #207 on: April 23, 2009, 08:17:22 AM »
Ye zindagi bhi kitni beraham hai thokar khaane ke baad main samjha
Ab to bahut der ho gayee hai aur bhugat liya hai humne kaafi saza

Nice Lines Bhai,.

Thokar Hi Aksar Sambhalne Ka Maukha Deti Hai,.
Zindagi Ka Aitbaar Na Kar, Zindagi To Bas Dhoka Deti Hai,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #208 on: April 23, 2009, 08:29:01 AM »
Nice one Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #209 on: April 23, 2009, 08:32:00 AM »
Nice one Bhai

Shukriya rajesh Bhaiya,./
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 69
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:27:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer