Kuchh Alfaaz (Two Liners) {{NM}}

by angel4u on April 05, 2009, 06:06:39 AM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 69
Print
Author  (Read 56278 times)
Rajesh Harish
Guest
«Reply #210 on: April 23, 2009, 09:09:02 AM »
Chalee thee teer kisi aur par kisi aur ko aan lagee
Teri najaron ke waar ne dil mein kaisi tadap hai dee
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
!!!khamoshi ke alfaaz ko sun!!! (Dec.20.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kalam na uthaenge hum alfaaz e bayaan ke liye by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
kuchh alfaaz by sweetarjita in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
diya786
Guest
«Reply #211 on: April 23, 2009, 09:11:42 AM »
Nice Lines Bhai,.

Thokar Hi Aksar Sambhalne Ka Maukha Deti Hai,.
Zindagi Ka Aitbaar Na Kar, Zindagi To Bas Dhoka Deti Hai,.

nice one Azeem

Thokaron ne khud hi sambhala hai mujhe
Zindagi se meri milaya hai mujhe
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #212 on: April 23, 2009, 09:19:12 AM »
Chalee thee teer kisi aur par kisi aur ko aan lagee
Teri najaron ke waar ne dil mein kaisi tadap hai dee

Teer Koi Chahne Waalon Ke Seene Ko Nahi Choota,.
Mohabbat Karne Waale To, Faulaad Ka Seena Rakhte Hain,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #213 on: April 23, 2009, 09:22:22 AM »
nice one Azeem

Thokaron ne khud hi sambhala hai mujhe
Zindagi se meri milaya hai mujhe


Shukriya Kashish And Nice Lines,.

Tumhe Thokaron Ka Hi Sahi, Kisi Ka Magar Sahaara To Milaa,.
Hum To Apno Ke Kareeb The, Jab Samander Ne Hume Kheencha Tha Dubone Ke Liye,.

_________________________________________-Jaanasheen-

Logged
diya786
Guest
«Reply #214 on: April 23, 2009, 09:28:08 AM »
Shukriya Kashish And Nice Lines,.

Tumhe Thokaron Ka Hi Sahi, Kisi Ka Magar Sahaara To Milaa,.
Hum To Apno Ke Kareeb The, Jab Samander Ne Hume Kheencha Tha Dubone Ke Liye,.

_________________________________________-Jaanasheen-



too good Azeem

Samundar ko bhi mohabbat hai tumse
Samet kar aagaosh mein apni bataya tha tumhe...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #215 on: April 23, 2009, 09:32:18 AM »
Teer Koi Chahne Waalon Ke Seene Ko Nahi Choota,.
Mohabbat Karne Waale To, Faulaad Ka Seena Rakhte Hain,.
Bahut Khoob Chote, sahi kaha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #216 on: April 23, 2009, 09:40:27 AM »
too good Azeem

Samundar ko bhi mohabbat hai tumse
Samet kar aagaosh mein apni bataya tha tumhe...


Thank U,.

Samander Ko Mohabbat Thi Mujhse Aagar,.
To Doobone Ke Baad Saahil Par Na Phenk Jaata,.

________________________-Jaanasheen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #217 on: April 23, 2009, 09:41:38 AM »
Bahut Khoob Chote, sahi kaha

Thank U Bhai,
Logged
dead heart
Guest
«Reply #218 on: April 23, 2009, 06:52:25 PM »
Kya khoob likha hai Rajesh jee aur Azeem bhaijan aap logon ne... Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #219 on: April 23, 2009, 06:55:47 PM »
Thank U,.

Samander Ko Mohabbat Thi Mujhse Aagar,.
To Doobone Ke Baad Saahil Par Na Phenk Jaata,.

________________________-Jaanasheen,.

Samandar ki mohobat ko tune ab tak samjha hi nahin Rahim,
Uske ashkon ne na sahi par samandar ne tujhe usme doobne toh dia...
Logged
salma786
Guest
«Reply #220 on: April 24, 2009, 07:43:27 AM »
Hum to unke mohabbat ke bawandar me khushi se doob gaye,
Ek wo hi the jo toofano se ladne ka hausla na rakh paye!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #221 on: April 24, 2009, 03:24:39 PM »
Kya khoob likha hai Rajesh jee aur Azeem bhaijan aap logon ne... Applause Applause

Thank U Rahim Bhai,/
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #222 on: April 24, 2009, 03:27:18 PM »

Samandar ki mohobat ko tune ab tak samjha hi nahin Rahim,
Uske ashkon ne na sahi par samandar ne tujhe usme doobne toh dia...

Nice One Rahim Bhai,.

Bhale Khud Mein, Doobne Diya Samander Ne Mujhe,.
Lekin Jab Door Kiya, To Pyaas Badhaa Di,.

_______________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #223 on: April 24, 2009, 03:43:55 PM »
Hum to unke mohabbat ke bawandar me khushi se doob gaye,
Ek wo hi the jo toofano se ladne ka hausla na rakh paye!

Hay Kya Khoob Kaha Yaar,.
Bohat Achche Salma,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #224 on: April 26, 2009, 01:06:06 PM »

zaroori nahi ke toofan se mach jaaye hahakar har jagah,
ke kuch toofan khamsohiyon ke pardon mein bhi lipte hote hia...
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 69
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 05:05:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer