Kuchh Alfaaz (Two Liners) {{NM}}

by angel4u on April 05, 2009, 06:06:39 AM
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23 ... 69
Print
Author  (Read 55722 times)
salma786
Guest
«Reply #270 on: April 29, 2009, 11:10:32 AM »
bahaut khoob Salma jee aur Angel dil... Applause


Mashallah bohat Achche Pooja Sios, Huzaina Sis, Salma Ji,. Rahim Bhai,.
Shukriya Heart ji n Azeem ji.... Aap sab bahoot hi acha likhte hai... mai to bas!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
!!!khamoshi ke alfaaz ko sun!!! (Dec.20.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kalam na uthaenge hum alfaaz e bayaan ke liye by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
kuchh alfaaz by sweetarjita in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #271 on: April 29, 2009, 03:38:55 PM »
Wo Kehta Raha Umar Bhar Ke Pyaar Ek Dhoka Hai,.
Shayad Isliye "Azeem, Wo Sab Ko Dhoka Deta Raha,.

___________________________________--Azeem--
Logged
angel4u
Guest
«Reply #272 on: April 29, 2009, 04:33:42 PM »
Thanks Azeem..
Nice ones salma and Azeem... Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #273 on: April 29, 2009, 06:57:28 PM »
Wo Kehta Raha Umar Bhar Ke Pyaar Ek Dhoka Hai,.
Shayad Isliye "Azeem, Wo Sab Ko Dhoka Deta Raha,.

___________________________________--Azeem--
Applause

Dokha dena toh uski fitrat thi Rahim,
Galti teri thi jo tune uspe itna bharosa kia...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #274 on: April 29, 2009, 07:03:30 PM »
Applause

Dokha dena toh uski fitrat thi Rahim,
Galti teri thi jo tune uspe itna bharosa kia...

Nice Lines Yaar,.

Kab Deti Hai Zindagi Saath Kisi Ka "Azeem,.
Ye Mera Kasoor Tha Ke Maine Ise Zindagi Samjha,.

Wo Bujhaa Gaya Charaag Roshan Karne Ke Bahaane,.
Ye Bhi Mera Kasoor Jo Barood Ko Maine Roshni Samjha,.

_____________________________-Azeem-
Logged
dead heart
Guest
«Reply #275 on: April 29, 2009, 07:18:18 PM »
Nice Lines Yaar,.

Kab Deti Hai Zindagi Saath Kisi Ka "Azeem,.
Ye Mera Kasoor Tha Ke Maine Ise Zindagi Samjha,.

Wo Bujhaa Gaya Charaag Roshan Karne Ke Bahaane,.
Ye Bhi Mera Kasoor Jo Barood Ko Maine Roshni Samjha,.

_____________________________-Azeem-
Shukriya
Applause Applause Kya baat hai Azeem bhai...kamal ka likha hai yaar...

Uske tabah karne wale barood ko bhi noor samaj kar gale lagaya Rahim,
Hum uss barood main sahi se nahin jale yeh shikayat lekar agaye woh aaj...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #276 on: April 29, 2009, 07:24:57 PM »
Shukriya
Applause Applause Kya baat hai Azeem bhai...kamal ka likha hai yaar...

Uske tabah karne wale barood ko bhi noor samaj kar gale lagaya Rahim,
Hum uss barood main sahi se nahin jale yeh shikayat lekar agaye woh aaj...
Thank U And Nice Lines Too,.

Ye Teri Nadaani Thi, To Baarood Ko Tune Noor Samjha,.
Wo Dil Mein Hi Maujood Tha "Rahim, Jise Tune Nazron Se Door Samjha,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #277 on: April 29, 2009, 07:47:34 PM »
Thank U And Nice Lines Too,.

Ye Teri Nadaani Thi, To Baarood Ko Tune Noor Samjha,.
Wo Dil Mein Hi Maujood Tha "Rahim, Jise Tune Nazron Se Door Samjha,.

Yaad har baar aapko padkar dil yehi kehta hai "kavi ho toh Azeem jaisa"...Wah Wah kya likha hai yaar... Applause Applause

Mere dil ke dafnae jane ke saath hi woh bhi dafan hogaya tha Azeem,
Dokhebazon ke liye Rahim jaise guneghar ke paas bhi jagah nahin hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #278 on: April 29, 2009, 07:58:01 PM »
Yaad har baar aapko padkar dil yehi kehta hai "kavi ho toh Azeem jaisa"...Wah Wah kya likha hai yaar... Applause Applause

Mere dil ke dafnae jane ke saath hi woh bhi dafan hogaya tha Azeem,
Dokhebazon ke liye Rahim jaise guneghar ke paas bhi jagah nahin hai...

Thank U And Nice Lines Yaar,.

Rahim Ne Kahaan Jagaah Di Thi, Bewafaaon Ke Liye,.
Wo To Dil Tha Uska, Jo Is Se Mukhalifat Kar Baitha..

__________________________________-Azeem-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #279 on: April 29, 2009, 10:22:25 PM »
bahoot khoob lil bro and DH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #280 on: April 29, 2009, 10:28:22 PM »
bahoot khoob lil bro and DH

Shukriya Didi,.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #281 on: April 30, 2009, 01:19:48 AM »
Very Nice Poojaji Azeem Bhai, Rahim Bhai, Salmaji
And
Angel ji Shurkiya for this Thread
Logged
Pooja
Guest
«Reply #282 on: April 30, 2009, 01:37:16 AM »
thanks Pank ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #283 on: April 30, 2009, 02:08:41 AM »
Bahaut khoob Roja di... Applause

Equally good answer from you Angel di... Applause

Thanks Rahim  Usual Smile
Logged
Roja
Guest
«Reply #284 on: April 30, 2009, 02:10:35 AM »
Kya Jane Usse Veham Hai Kya Meri Taraf Se,
Joh Khwaab Mein Bhi Raat Ko Tanha Nahi Aata..
Logged
Pages: 1 ... 15 16 17 18 [19] 20 21 22 23 ... 69
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 04:11:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer