Kuchh Alfaaz (Two Liners) {{NM}}

by angel4u on April 05, 2009, 06:06:39 AM
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22 23 24 ... 69
Print
Author  (Read 56286 times)
Roja
Guest
«Reply #285 on: April 30, 2009, 02:11:30 AM »
Anjaan Tum Bane Rahe, Ye Aur Baat Hai,
Aisa Toh Kya Hai Tumko Hamari Kaber Na Ho?
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
!!!khamoshi ke alfaaz ko sun!!! (Dec.20.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kalam na uthaenge hum alfaaz e bayaan ke liye by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
kuchh alfaaz by sweetarjita in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Roja
Guest
«Reply #286 on: April 30, 2009, 02:13:17 AM »
Sach Hai Tumhe Kisi Se Na Matlab, Na Kuch Garaj
Din-Raat Ghar Mein Gair Ke Mehmaan Hum Hi Toh Hai..!!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #287 on: April 30, 2009, 05:10:14 AM »
bahoot khoob lil bro and DH
Bahaut bahaut shukriya Pooja jee...

Very Nice Poojaji Azeem Bhai, Rahim Bhai, Salmaji
And
Angel ji Shurkiya for this Thread
Shukriya Pank bhaijan...

Thanks Rahim  Usual Smile
Ur most welcome Roja di...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #288 on: April 30, 2009, 05:16:55 AM »
Kya Jane Usse Veham Hai Kya Meri Taraf Se,
Joh Khwaab Mein Bhi Raat Ko Tanha Nahi Aata..


Anjaan Tum Bane Rahe, Ye Aur Baat Hai,
Aisa Toh Kya Hai Tumko Hamari Kaber Na Ho?


Sach Hai Tumhe Kisi Se Na Matlab, Na Kuch Garaj
Din-Raat Ghar Mein Gair Ke Mehmaan Hum Hi Toh Hai..!!


Applause Applause Bahaut khoob Roja di...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #289 on: April 30, 2009, 05:21:23 AM »
Thank U And Nice Lines Yaar,.

Rahim Ne Kahaan Jagaah Di Thi, Bewafaaon Ke Liye,.
Wo To Dil Tha Uska, Jo Is Se Mukhalifat Kar Baitha..

__________________________________-Azeem-
Applause bahaut khoob Azeem bhaijan...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #290 on: April 30, 2009, 05:25:00 AM »
Anjaan Tum Bane Rahe, Ye Aur Baat Hai,
Aisa Toh Kya Hai Tumko Hamari Kaber Na Ho?

Khabar rakhna nahin chahte hai ab woh Rahim ki,
Shayad unki nazar main ab hum purane hogaye hai...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #291 on: April 30, 2009, 06:37:18 AM »
Waah kya khoob mehfil saji hia...

Nice lines by All, Rahim, Azeem, Pooja di Roja.. So glad to read you here..

Thanks Pank Usual Smile

ek koshish meri taraf se bhi...


us gulaab ki oss ki boondon pe rakh aaye hai hum sawal dilke,
ke jisse bewafaiyon ke kaanton ki chubhan ab tak gayi nahi...
Logged
salma786
Guest
«Reply #292 on: April 30, 2009, 08:23:56 AM »
Bahoot bahoot acha likha hai sabne... Roja sis,Heart ji, Azeem ji,Huzena sis Applause Applause Applause

Raah me bichaye the jo phool, angaro sa kaam kiya usne,
Ab to alam ye hai k Kanto ki chubhan bhi meethi lagti hai!
Logged
salil2002
Guest
«Reply #293 on: April 30, 2009, 08:26:15 AM »
bahut achche doston .kya hkhoob mehfil sajayi hai


oothaya jaam mere doston ne magar hothon se na laga sake
shayad mere yaaron ko mera khayal ho aaya........
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #294 on: April 30, 2009, 08:35:13 AM »
Uske shaher ke munsifon ki riwayath bhi ajeeb hai Qadeer
Saza ussi ko milti hai jo begunha hota hai !!

JQ
Logged
junaidqadir
Guest
«Reply #295 on: April 30, 2009, 08:37:58 AM »
Bahoth umda salil muddath ke baad tumhe padha to acha laga !! Eak ashar tumhari nazar !!

Maikadon ki shaam ho unhe mubarak salil
Qadeer qaub-gah- me ashqon ke jaam bahoth hain !!

JQ
Logged
salil2002
Guest
«Reply #296 on: April 30, 2009, 08:41:30 AM »
Uske shaher ke munsifon ki riwayath bhi ajeeb hai Qadeer
Saza ussi ko milti hai jo begunha hota hai !!

JQ
bahut achche junaid bhai

meri mohabbat mein ajab fasana pesh aaya
mein chahta tha jisko woh hi dushmann nikal aaya
Logged
salma786
Guest
«Reply #297 on: April 30, 2009, 08:44:07 AM »
Bahoot khoob Salil Applause

Yun to hum bhi jee hi lete khud ko bhula ke,
Par kambhakt unki yaad ko meeta na paye!
Logged
salil2002
Guest
«Reply #298 on: April 30, 2009, 08:46:21 AM »
Bahoth umda salil muddath ke baad tumhe padha to acha laga !! Eak ashar tumhari nazar !!

Maikadon ki shaam ho unhe mubarak salil
Qadeer qaub-gah- me ashqon ke jaam bahoth hain !!

JQ


shukriya qadeer bhai.is izzat k liye.....aap bhi mashallah kamaal ka likhte ho

maiqaade mein jaam lekar sabhi ne tod diye
kucch ko sheesho ne kuch ko Maye ne tadpaaya bahut
Logged
salil2002
Guest
«Reply #299 on: April 30, 2009, 08:48:14 AM »
Bahoot khoob Salil Applause

Yun to hum bhi jee hi lete khud ko bhula ke,
Par kambhakt unki yaad ko meeta na paye!
thanks salma .aapne bhi bahut acche ashr likhe hain

mita de meri mohabbat ko tere dil se ,kissii main taab kahaan
kii shama ko kar sake roshan, suraj main aisi aab kahaan
Logged
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22 23 24 ... 69
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 05:09:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer