Kuchh Alfaaz (Two Liners) {{NM}}

by angel4u on April 05, 2009, 06:06:39 AM
Pages: 1 ... 22 23 24 25 [26] 27 28 29 30 ... 69
Print
Author  (Read 55729 times)
amarhellboy
Guest
«Reply #375 on: May 02, 2009, 02:31:36 PM »
haatho ki lakire dekh kar kismat na bataye aap
kyunki kismat unki bhi hoti hai jinke haath nhi hote.

kaiyo ne toudi hai apne haatho ki janjire
likhane waalo ne likhi hai khud apni takdire
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
!!!khamoshi ke alfaaz ko sun!!! (Dec.20.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kalam na uthaenge hum alfaaz e bayaan ke liye by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
kuchh alfaaz by sweetarjita in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
angel4u
Guest
«Reply #376 on: May 02, 2009, 02:33:12 PM »
Kaise na karein taqdeeron se gila hum apni badqismati ka,
khuda ne unhe unko diya jinhone unhee chaha bhi nahi...
Logged
amarhellboy
Guest
«Reply #377 on: May 02, 2009, 02:40:28 PM »
wo mousam wo bahar unke saamne kam thi
sath gujara waqt wo fiza kam thi
dur to houna hi tha unse
kya kare in hatho me pyar ki lakire kam thi
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #378 on: May 02, 2009, 02:42:12 PM »
Kaise na karein taqdeeron se gila hum apni badqismati ka,
khuda ne unhe unko diya jinhone unhee chaha bhi nahi...
chahne pe itni asaani se agar sab kuch mil jaata,
to heer ranjha aur laila majnu ki daastaan itni mashhoor na hoti...
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #379 on: May 02, 2009, 02:45:05 PM »
Us bewafaa ke pyaar mein maine apni zindagi luta di,
kaash kisine mohabbat ka dusra pehlu bhi bataya hota...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #380 on: May 02, 2009, 02:49:03 PM »
humne na likhi thi apni daastaanein mashhoor hone ke liye,
kuch sapne the jinhe warqon pe saja ke jala diya usne...
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #381 on: May 02, 2009, 04:14:09 PM »
Dil ke tukde kar chod gayi wo mujhe,phir bhi use paane ki aas hai,
dil me dard hota hai aisa,jaise dil ka ek tukda abhi bhi uske paas hai...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #382 on: May 02, 2009, 04:16:10 PM »

har tukde me tasveer uski hai aur har tasveer mein saansein meri,
sisak raha hia aaj bhi mera wajood uski bewafaiyi ki aahon se...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #383 on: May 02, 2009, 04:21:53 PM »
Wo Kehte Hain "Azeem, Ke Hum Unke Kabeel Nahi,.
Unhe Khabar Nahi Iski Ke Kheenchard Mein Hi Kamal Khilta Hai,.

________________________________________-Azeem-
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #384 on: May 02, 2009, 04:24:32 PM »

har tukde me tasveer uski hai aur har tasveer mein saansein meri,
sisak raha hia aaj bhi mera wajood uski bewafaiyi ki aahon se...
humne na likhi thi apni daastaanein mashhoor hone ke liye,
kuch sapne the jinhe warqon pe saja ke jala diya usne...

bohot khoob...

Chahta hai har koi ke duniya unke pyaar ko dekh kar sarahein,
par jab tak nahin hote dil ke tukde,unki daastan mashhoor nahin hoti...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #385 on: May 02, 2009, 04:25:25 PM »

tujhe maana tha maine apni zindagi ka kanwal khoobsurat sa,
ke tujhe sama sakun mujhme aisi meri aankhon ki gehrayi kahan...
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #386 on: May 02, 2009, 04:32:42 PM »

tujhe maana tha maine apni zindagi ka kanwal khoobsurat sa,
ke tujhe sama sakun mujhme aisi meri aankhon ki gehrayi kahan...
nice 1 angel ji.

Khuda ne bakshi hai ye ni'mat humein jise hum aankh kehte hain,
par inki to aadat hai aansu bahana unke liye jo inmein rehtein hain...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #387 on: May 02, 2009, 04:42:55 PM »

ashqon ke zariye beh na jaaye uski tasveer aankhon me,
yehi soch ke hum aajkal zara kam rote hia...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #388 on: May 02, 2009, 05:16:13 PM »


Usne Bewafaai Ki Is Baat Se Main Raazi Nahi "Azeem,.
Tamaam Umar Uska Naam Maine Apne Haaton Mein Dhoonda Hai,.

_______________________________________-Azeem-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #389 on: May 02, 2009, 05:20:27 PM »
Bahut bahut bahut hi khoobsurat. ek arse baad aise wordings dekhe hai. Lovely Bro...

In haathon ki chand uljhi laqeeron ne bhi kar di kuch taqraar humse,
jab bahut koshishonke bawajood teri qismatein na mili inko khud mein...
Logged
Pages: 1 ... 22 23 24 25 [26] 27 28 29 30 ... 69
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 06:52:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer