Kuchh Alfaaz (Two Liners) {{NM}}

by angel4u on April 05, 2009, 06:06:39 AM
Pages: 1 ... 28 29 30 31 [32] 33 34 35 36 ... 69
Print
Author  (Read 55739 times)
superspawn10
Guest
«Reply #465 on: May 04, 2009, 09:42:22 AM »
Shukriya sab ka..Aur bohot khoob doston...lage raho...

Is Topic par do line arz karta hoon...

Dhunda karta tha KUCH ALFAAZ,usko manane ke liye kabhi,
Ab to us bewafaa ke sitam ne Shayar hi bana diya...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Alfaaz by sahil_17n in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kuch Alfaaz by master_mithu in Ghazals
!!!khamoshi ke alfaaz ko sun!!! (Dec.20.2006) by FAREE in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kalam na uthaenge hum alfaaz e bayaan ke liye by thegrimreaper in Miscellaneous Shayri
kuchh alfaaz by sweetarjita in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #466 on: May 04, 2009, 09:54:24 AM »
Shukriya sab ka..Aur bohot khoob doston...lage raho...

Is Topic par do line arz karta hoon...

Dhunda karta tha KUCH ALFAAZ,usko manane ke liye kabhi,
Ab to us bewafaa ke sitam ne Shayar hi bana diya...


Waah Kya KHoob Kaha Hai Ahmed bhai,.


Kuch To Banaa Diya Tumhe Mohabbat Ne "Ahmed,.
Humse To Hamaari Pehchaan Bhi Kaheen Kho Gayi,.

_______________________________________-Azeem-

Logged
dead heart
Guest
«Reply #467 on: May 04, 2009, 09:57:35 AM »
Shukriya sab ka..Aur bohot khoob doston...lage raho...

Is Topic par do line arz karta hoon...

Dhunda karta tha KUCH ALFAAZ,usko manane ke liye kabhi,
Ab to us bewafaa ke sitam ne Shayar hi bana diya...

Applause Applause Wah Wah bahaut acha likha hai...
Waah Kya KHoob Kaha Hai Ahmed bhai,.


Kuch To Banaa Diya Tumhe Mohabbat Ne "Ahmed,.
Humse To Hamaari Pehchaan Bhi Kaheen Kho Gayi,.

_______________________________________-Azeem-




Patthar Jahaan Ne Pehnke, Unse Gilaa Nahi,.
Ghar Likhe The Kaanch ke Naseeb Mein Mere,.
Khabar hi kya thi us seeshe ko,
K Patthar ki mohabbat me khud ko mita diya!
bahut achche bhaiyon

 mere sangat ka asar hota nahin tujh par
yeh keh kar pathar sheeshe se muskara diya
Too good too... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #468 on: May 04, 2009, 09:58:45 AM »
Shukriya Rahim Bhai,.
Logged
dead heart
Guest
«Reply #469 on: May 04, 2009, 09:59:56 AM »
Pehchan khoyi nahin bas dhundli padgayi hai Azeem,
Bewaffai ke daagon ko hatha kar gaur se dekho toh sahi...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #470 on: May 04, 2009, 10:02:27 AM »
Pehchan khoyi nahin bas dhundli padgayi hai Azeem,
Bewaffai ke daagon ko hatha kar gaur se dekho toh sahi...


Jabse Mili Hai Bewefaai Nazrein Kisi Se Milaana Achcha Nahi Lagta,.
Tanhaai Hamaaari Theekana Ban Gayi, Mehfilon Mein Jaana Achcha Nahi Lagta,.

____________________________________________-Azeem-
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #471 on: May 04, 2009, 10:02:41 AM »
Waah Kya KHoob Kaha Hai Ahmed bhai,.


Kuch To Banaa Diya Tumhe Mohabbat Ne "Ahmed,.
Humse To Hamaari Pehchaan Bhi Kaheen Kho Gayi,.

_______________________________________-Azeem-



Wah kya baat hai...

Mohabbat mein pehchaan banane nikalte hain ye aashiq sabhi,
Jab laut te hain to inhe inki pehchaan yaad dilani padti hai...
Logged
salma786
Guest
«Reply #472 on: May 04, 2009, 10:04:31 AM »
Shukriya sab ka..Aur bohot khoob doston...lage raho...

Is Topic par do line arz karta hoon...

Dhunda karta tha KUCH ALFAAZ,usko manane ke liye kabhi,
Ab to us bewafaa ke sitam ne Shayar hi bana diya...


Waah kya kamal ka likha hai Applause Applause Applause

Wo bewafaai ka khanjar hume maar gaye badi khusi se,
Hum  the ke ek aah bhi na bhar paye!
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #473 on: May 04, 2009, 10:04:42 AM »
Pehchan khoyi nahin bas dhundli padgayi hai Azeem,
Bewaffai ke daagon ko hatha kar gaur se dekho toh sahi...

shukriya deadheart ji..aur bohot khoob..
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #474 on: May 04, 2009, 10:05:26 AM »
nice 1 Azeem..
Logged
salma786
Guest
«Reply #475 on: May 04, 2009, 10:05:51 AM »
Bahoot khoob heart ji, Azeem ji, Shakeeb ji ... or sabne bahoot hi khoobsoorat bana diya is thread ko Usual Smile
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #476 on: May 04, 2009, 10:05:59 AM »
Thanx salma ji..and nice 1 u too..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #477 on: May 04, 2009, 10:06:45 AM »
Wah kya baat hai...

Mohabbat mein pehchaan banane nikalte hain ye aashiq sabhi,
Jab laut te hain to inhe inki pehchaan yaad dilani padti hai...


Shukriya
And Nice Lines Yaar,.




Mohabbat Ki Duniya Se Wapas Kaun Lauta Hai Abtak,.
Sab Ko Maine "Azeem, Kisi Ki Yaad Mein Doobte Dekha,.

______________________________________-Azeem-
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #478 on: May 04, 2009, 10:07:04 AM »
aapka bhi to contribution hai na salma ji..
this is for u... Applause
Logged
superspawn10
Guest
«Reply #479 on: May 04, 2009, 10:11:44 AM »
Shukriya
And Nice Lines Yaar,.




Mohabbat Ki Duniya Se Wapas Kaun Lauta Hai Abtak,.
Sab Ko Maine "Azeem, Kisi Ki Yaad Mein Doobte Dekha,.

______________________________________-Azeem-

nice..

Yeh mohabbat ki duniya aankhon ka dhoka hai Azeem,
jitni bhi khoobsurat ho ye kashti,bani to kaagaz ki hoti hai...
Logged
Pages: 1 ... 28 29 30 31 [32] 33 34 35 36 ... 69
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 09:28:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer