KUCHH NAAM

by tabassum shakeel on June 14, 2006, 04:16:05 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Author  (Read 4832 times)
Style_guru
Guest
«Reply #30 on: September 06, 2006, 11:40:35 AM »
The Style Guru Says.....


Bahut achhe every one!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: September 06, 2006, 01:53:39 PM »
Bahoot Khoob Mehfil Sajaai Hai App Logon ne,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: September 06, 2006, 01:55:12 PM »
Taqdeer Se Shikayat Kya Kare Hum,..
Jab Wafaa Hi Na thi Ismein,..
Ab To Is Nafraton Mein Hi Hum Wafaa Dhoond Rahe Hain,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #33 on: September 06, 2006, 04:06:47 PM »
shukriya nikki,bahut khoob qutubji ..........thanx tarun ........tumne nahi likha...........
janasheen bahut khoob likha hai aapne
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #34 on: September 06, 2006, 04:16:29 PM »
kisake hain................

ye meri aankhon me kuch bikhere se khwaab kisake hain
jo tu nahi to bata rakhe gulab kisake hain

ye hai bas teri mahak jaanati hun main isko
na chhhup nazar se  ye dil pe naqoosh kisake hain

nazar nazar ki hain baaten dilon ke qisse ye
zuban se kah saken vo honsale ab kisake hain

raha hai dil me tu hi aur rahega tu hi
na poochh na ki  ab ashaar mere kisake hain

teri jo chhanv mili hai mujhe pal bhar ko sahi  
na poochh dil pe mere daag pade kisake hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: September 07, 2006, 03:01:02 PM »
Waah Didi Kamaal Ka Likha Hai Apne
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #36 on: September 08, 2006, 03:18:00 PM »
thanx jaanasheen
Logged
nikki
Guest
«Reply #37 on: September 08, 2006, 04:09:24 PM »
Quote from: "Aryaan"

Zikr-e-shab-e-firaaQ se wehshat usey bhi thi
Meri tarha kisi se mohabbat usey bhi thi

Mujh ko bhi shauQ tha naye chehron ki deed ka
Raasta badal ke chalne ki aadat usey bhi thi

Sunata tha woh bhi sab se puraani kahaniyan
Taza rafaQaton ki zaroorat usey bhi thi

Mujh se bichad ke shehar mein ghul mil gaya woh shakhs
Halankeh shehar bhar se raQaabat usey bhi thi

Woh mujh se barh ke zabt ka aadi tha, jee gaya
Warna harr ek saans Qayaamat usey bhi thi

Aye dil na jaan khud ko nakaam ke bad-zauQ
Woh mana nahi par tujh se mohabbat usey bhi thi


wonderfull Aryaan...very touching..Tabassum aapne to kamaal ka likha hai....likhte rahiye aap sab...
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #38 on: September 08, 2006, 05:07:55 PM »
thanx nikky aryaan  to bas kamaal hi hain kya tareef karen unaki...............
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: September 09, 2006, 11:07:56 AM »
Ur Welcome Sis,.
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #40 on: September 09, 2006, 11:13:24 AM »
Well said all..


Tum Bhi Khafa Ho,Laug Bhi Burham Hayn Doasto!
Ab Ho Chalaa Yaqeen Kay Boray Hum Hayn Doasto!

Kis Ko Hamaarey Haal Say Nisbat Hay Kiya Kahayn
Aankhayn Tou Dushmanoun Ki Bhi Purnam Hayn Doasto!

Apnay Siwa Hamaaray Na Honay Ka Gham Kissay
Apni Talaash Mayn Tou Hamee-Hum Hayn Doasto!

Kuch Aaj Shaam Hi Say Hay Dil Bhi Bujha Bujha
Kuch Shehr Kay Chiraagh Bhi Madhum Hayn Doasto!

Iss Shehre-Aarzoo Say Bhi Baaher Nikal Chalo
Ab Dil Ki Raunaqayn Bhi Koye Dum Hayn Dosato!

Sub Kuch Sahee Faraz, Per Itna Zaroor Hay
Dunyaa Mayn Aisay Laug Bohat Kum Hayn Doasto!

[Ahmad Faraz]

Ques....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: September 09, 2006, 11:15:17 AM »
Bahoot Khoob Bhaijaan
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #42 on: September 09, 2006, 11:27:43 AM »
Azeem this is by Ahmad Faraz..

Ques..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: September 09, 2006, 11:29:19 AM »
Haan Bhai Ahmed Faraz Kahan Ke Hain
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #44 on: September 09, 2006, 11:41:36 AM »
Bewafa na wo na MaiN, hum apne karam nibahte rahe…
MaiN sehta raha sitam sare, aur wo sitam dhaate rahe…

Kis baat ki kahani kahuN, kis baat ke fasaane sunauN…
Liktha raha naam jo dil pe, wo dil se sanam mitate rahe…

Ques...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:08:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer