kya kiya jaye

by yammy on July 26, 2004, 04:45:57 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 5662 times)
nishita
Guest
«Reply #45 on: August 08, 2004, 06:23:36 AM »
waheed is learning abcd i guess... mujhe p... pooja ko apmbh god knows wot wot
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kya kiya jaye by yammy in Shayri-E-Dard
- AAye hai .. To Kuck Humgama Kiya Jaye- by Tosha in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
mujhe aabad kiya jaye by mamta bajpai in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Uski saAN MÊ AYSÄ KYÄ KÎYA JAYE.~...ma...~ by Asif samani jaunpuri in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Chalo majak kiya jaye by nandbahu in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
waheed_rose2004
Guest
«Reply #46 on: August 08, 2004, 07:19:20 AM »
MAIN ABCD PAD CHUKA HOON....AB ZYX SE START KAR RAHA HOON.....
Logged
yammy
Guest
«Reply #47 on: August 08, 2004, 11:46:49 AM »
pyar dono ne kiya dekhte hain bewafaayi karta kaun hai,
maut jaaneman kal aati hai aaj aa jaye darta kaun hai,
tere lashkar ke saamne akela hi khada hoga 'yamendra',
faishla maidane jung mein hoga ki marta kaun hai.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #48 on: August 08, 2004, 01:21:47 PM »
wah.........yammy...really great..................
Logged
sanju
Guest
«Reply #49 on: August 08, 2004, 01:54:40 PM »
Quote from: "yammy"
pyar dono ne kiya dekhte hain bewafaayi karta kaun hai,
maut jaaneman kal aati hai aaj aa jaye darta kaun hai,
tere lashkar ke saamne akela hi khada hoga 'yamendra',
faishla maidane jung mein hoga ki marta kaun hai.

faisla e jung ka hoga na yahan,
jung ye mohabbat ki hai darna na yahan,
yahan kaam nahi ayenge ashtr ya shastr,
jeetna hoga is jung ko karke dilon ko tabah..!!
Logged
nishita
Guest
«Reply #50 on: August 08, 2004, 02:54:20 PM »
waah both yammy and sanju.. too good
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #51 on: August 08, 2004, 04:00:22 PM »
WAH...YAMMY........................VERY GOOD//......

Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi
baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi
Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin
Ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi
Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo
usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #52 on: August 09, 2004, 11:37:35 PM »
Good work all.
Logged
yammy
Guest
«Reply #53 on: August 10, 2004, 09:48:13 AM »
thanks   for your cooperation friends,
Logged
yammy
Guest
«Reply #54 on: August 10, 2004, 11:37:37 AM »
gujre hue kal ki jab yaad aati hai,
kuch lamho se aankh bhar jati hai,
woh subah rangeen, shyaam nirali ho jaati hai,
jab aap jaise chahne waalon ki yaad aati hai.
Logged
sanju
Guest
«Reply #55 on: August 10, 2004, 11:52:47 AM »
Quote from: "yammy"
gujre hue kal ki jab yaad aati hai,
kuch lamho se aankh bhar jati hai,
woh subah rangeen, shyaam nirali ho jaati hai,
jab aap jaise chahne waalon ki yaad aati hai.

kisse yaadon ke bulaye jaate nahi,
chahne walon ki yaad jaati nahi,
mohabbat main reh jate hain jo adhure pal,
unke yaad mein to jindagi jati hai nikal...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #56 on: August 10, 2004, 05:20:27 PM »
Bahoot khub Yamendran ji,

payar dono mai hai dekhty hai nibhata hai kon
samne hai mout khari, aggy bar kar gale lagata hai kon
E khuda tere samne hai ab mera naseeb
Faisle tere per hai ab, dekhy pahle sir jhukata hai kon.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #57 on: August 12, 2004, 04:56:15 PM »
AankH nam na kar mere dard ki khatir ai mahboob!
Tere ik ansoo per mere hazaar dard qurban hon
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #58 on: August 14, 2004, 04:47:19 PM »
Abhi Be-Waqt Hen Manzil Ki Baten
Abhi Kuch Aur Rehna Hai Safar Men
Logged
yammy
Guest
«Reply #59 on: August 17, 2004, 07:01:56 AM »
yahi daud hai is daur ke insaanon ki,
teri deewar se unchi meri deewar bane.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:58:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer