kya likhu abb

by pankshivam on November 21, 2008, 06:59:37 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1805 times)
pankshivam
Guest
Kya likhu abb teri yaad aane ke baad...
Ashk beh jate hai yad karke muskurane ke baad...

Ki thi dua jab teri khushiyo ke liye...
De di apni khushiya tujhe, dua me hath uthane ke baad...

Lipat jata hai teri yado ka saya meri parchayi se iss tarah...
Mera vajud bhi dhokha de raha hai mujhe, tujhse juda ho jane ke baad...

Teri khushiyo ki khatir rona gavara hai mujhko abb...
Lekin tu na rona abb mujhe rulane ke baad...

Bhulna kitna mushkil hai apni dastan kaise kahu...
Jan nikal si jati hai ek lamha bhi bhulane ke baad...
~Pank~
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #1 on: December 02, 2008, 12:25:35 AM »

Pooja
Guest
«Reply #2 on: December 02, 2008, 02:33:51 AM »
good one pank ji
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005

View Profile
«Reply #3 on: December 02, 2008, 03:22:36 AM »
 Applause Applause Applause Applause

bahoot khoob pank..... Applause Applause Applause Applause
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #4 on: December 02, 2008, 05:42:10 AM »
Shukriya Pooja ji!!!
Shukriya Bekarar Sahab!!!
Logged
salma786
Guest
«Reply #5 on: March 12, 2009, 07:51:16 AM »
Kya likhu abb teri yaad aane ke baad...
Ashk beh jate hai yad karke muskurane ke baad...

Ki thi dua jab teri khushiyo ke liye...
De di apni khushiya tujhe, dua me hath uthane ke baad...

Lipat jata hai teri yado ka saya meri parchayi se iss tarah...
Mera vajud bhi dhokha de raha hai mujhe, tujhse juda ho jane ke baad...

Teri khushiyo ki khatir rona gavara hai mujhko abb...
Lekin tu na rona abb mujhe rulane ke baad...

Bhulna kitna mushkil hai apni dastan kaise kahu...
Jan nikal si jati hai ek lamha bhi bhulane ke baad...
~Pank~

Good work Pank ji Clapping Smiley Clapping Smiley

Likha hai jo paigam tune,
Yaade sata rahi hai mere jane ke baad!

Ab dua me hath uth rahe hai tera,
Nasiba lut jane ke baad!

Ab meri yadon ke saye se lipat raha hai,
Mera wajood dhal jane ke baad!

Mujhe khoon ke ansu roola ke,
Ab ro raha hai tu mere jane ke bad!

Dastaan suna ke apna dard jata raha hai,
Mujhe khusi se kabr me dafnane ke baad!

Logged
pankshivam
Guest
«Reply #6 on: March 12, 2009, 08:07:53 AM »
Good work Pank ji Clapping Smiley Clapping Smiley

Likha hai jo paigam tune,
Yaade sata rahi hai mere jane ke baad!

Ab dua me hath uth rahe hai tera,
Nasiba lut jane ke baad!

Ab meri yadon ke saye se lipat raha hai,
Mera wajood dhal jane ke baad!

Mujhe khoon ke ansu roola ke,
Ab ro raha hai tu mere jane ke bad!

Dastaan suna ke apna dard jata raha hai,
Mujhe khusi se kabr me dafnane ke baad!

Shukriya Salmaji
aur
Aapne Bahoot hi Khoob Likha
 Applause Applause Applause

Ek zamane baad aaj uska jawab aaya...
Barso se jo bikharta raha, palkon pe fir voh khawb aaya...

Yaadon ke lamhe apni dastan sunate rahe...
Diye usne fir ilzam bewafayi ke...ham Dekhte rahe use aur ask bahate rahe...
~Pank~
Logged
salma786
Guest
«Reply #7 on: March 12, 2009, 08:20:34 AM »
Shukriya Salmaji
aur
Aapne Bahoot hi Khoob Likha
 Applause Applause Applause

Ek zamane baad aaj uska jawab aaya...
Barso se jo bikharta raha, palkon pe fir voh khawb aaya...

Yaadon ke lamhe apni dastan sunate rahe...
Diye usne fir ilzam bewafayi ke...ham Dekhte rahe use aur ask bahate rahe...
~Pank~

Shukriya pank ji... Apne 4 line me acha jawab diya Thumbs UP
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #8 on: March 12, 2009, 08:26:32 AM »
Shukriya pank ji... Apne 4 line me acha jawab diya Thumbs UP
Shukriya Salmaji
Logged
salma786
Guest
«Reply #9 on: March 12, 2009, 08:36:24 AM »
Shukriya Shihab ji!
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #10 on: March 12, 2009, 10:05:41 AM »
Bohat Khoob Shivam Sahab And Salma Ji....
Shukriya Shihab Sahab
Logged
guhar
Guest
«Reply #11 on: December 04, 2009, 04:03:12 AM »
 :-)ab aur kya taarif karon...is baar jab kuch likhne baitho guhar ki waah waahi rachna khatm hone se pehle kabool kar lena.... happy9
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #12 on: December 04, 2009, 07:14:29 PM »
:-)ab aur kya taarif karon...is baar jab kuch likhne baitho guhar ki waah waahi rachna khatm hone se pehle kabool kar lena.... happy9
Tarif ke liye Shukriya Guharji
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #13 on: December 04, 2009, 07:33:38 PM »
pank ji bahut hi acha likha hai apne...kya kahu apke jazbaato ko padhne k baad...bahut hi badhiya... Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #14 on: December 04, 2009, 07:50:04 PM »
pank ji bahut hi acha likha hai apne...kya kahu apke jazbaato ko padhne k baad...bahut hi badhiya... Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Thanks Geet Ji
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:06:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer