Kyun Aise Hota Hai,.

by Jaanasheen on November 20, 2007, 02:27:53 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1158 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Kya Huaa Hai Saath Hamaare Kya Bataayein Kisi Ko,.
Haal Apne Dil Ka Kaise Sunaayein Kisi Ko..

Jaan Kar Bhi Meri Barbaadi Ka Aalaam Anjaan Hain Sab,.
Kyun Aise Hota Hai Kaise Samjhaayein Kisi Ko,.

Sab Ne Dhoke Hi Diye, Kisi Se Wafaa Ki Aas Nahi Rahi,.
Dil Mein Jo Aag Ka Dariya Behta Hai Kaise Dikhaayein Kisi Ko,.

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #1 on: November 20, 2007, 04:01:25 PM »
very nice jaanasheen ji

Aap ki  hai ek galti dosti ko aap samjhte hai pyaar
aap ki hai ek khata humdardi ko samjhe ek ehsaas
aap samjha karo yaha sirf or sirf hoti hai dosti
usko na samjho aap pyaar yahi toh zindagi ka khel hai
isko pahechano aap
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 21, 2007, 01:46:10 PM »
Great Reply Ji,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #3 on: November 21, 2007, 06:08:21 PM »
thanks you for janasheen ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 23, 2007, 10:00:24 AM »
U Are Welcome,.

Pyaar Milaa Bas Ek Pal Ka,.
Sadiyon Ki Mili Tanhaai Hume,.

Khushiyaan Bechkar Apni,.
Khareedi Ruswaai Humne,.

Ujaale The Kabhi Naseeb Me Apne,.
Pyaar Karke Takdeer Ko Di Kaali Sihaai Humne,.

Dagaa Dekar Wo Khush Hai,.
Chahat Karke Badnaami Paai Humne,,

_________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #5 on: November 29, 2007, 06:00:15 PM »
Agar zindagi  mein apni khushi ko bechkar
aapne ruswai khareedi hai
toh aap ki arzoon ne is khushi se bekhabar hokar
apni tanhai bechi  hai.............................

Pata nahi log dil ke sode kyu karte hai
pata nahi log dil ke  jazbaaton ke sath kyu khelte hai........

phool ko log kitni chahaton se dekhte  hai
pathar ko log kitni hasraton se dekhte hai........

pani ko log badi khushi se peete hai
zaher ko log badi  khushi se peete hai............

kamal ko log badi dillagi se dekhte hai
dard ko log apne dil mein daba ke rakhte hai..........

chand se log baatein karte  hai
sapno se log khuwaish rakhte  hai...........

dard  ko shayari mein zahir karte hai
qayamat tak apne yaar ka intezaar  karte  hai........

zindagi mein log gulab ko passand  karne lagte hai
apni hi zindagi us phool ke hatho  marwaane  lagte hai.......

aapne toh ujaale  ko andhera de diya
apni khushiyon begana kar diya...........

Aapne kuch logo ko samjha hai toh
kuch logo ko nahi
jinko samjha woh toh hai  nahi
or jinko nahi samjha woh aapke pass hai yahi kahi.........

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~aapke  liye janaasheen ji~~~~~~~~~~~~~~~

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~"Muskan"~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 01, 2007, 10:00:13 AM »
Nice One Muskaan Ji,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #7 on: December 01, 2007, 04:05:04 PM »
aap kuch likhte kyu nahi
 apne dost ki khatir itna karte kyu nahi........


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~mukan~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~```
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #8 on: December 01, 2007, 04:06:05 PM »
aap kuch likhte kyu nahi
 apne dost ki khatir itna karte kyu nahi........


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~muskan~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~``` Embarrased
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 02, 2007, 09:55:33 AM »
Theek hai Ji,.

Kya Likhe Hum Ke Hamari Likhaai Me Sirf Dard Jhalakta Hai,.
Sunaana To Chahte Hain Apne Dil Ka Haal Magar Ye Tadapta Hai,.

_________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: December 02, 2007, 09:59:54 AM »
Dard Apne Ye Bayaan Karte Hain,.
Khush Reh Tu Dard Ise Dene Waale,.

Hum To Be-Sahaara Hai, Kabhi Is Dil Me Kabhi Us Dil Me,.
Majboori Se Liye Hain Apne Damaan Me sab,.
Tu Bhi Lutf Uthaa Aye Dard Ko Khushi Se Lene Waale,.

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:22:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer