Kyun chalaa jaata hai...

by isha_verma7 on July 27, 2005, 06:37:38 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2104 times)
isha_verma7
Guest
Log zindagi main aakar kyun chalaa jaata hai

Thodi khushi ke baad ghum kyun daa jaata hai
Pyaar sikha kar bewafai kyun kar jaata hai
Chaar din ke hansi ka baad ansu kyun daa jaata hai
Jeena sikha kar marna ke dua kyun daa jaata hai

Log zindagi main aakar kyun chaala jaata hai???
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Chalaa Do-hazaaar-aaathh! by abdbundeli in Occassion Specific Poetry
Aashiq kaandhoun par chalaa by abdbundeli in Shairi - E - Zindagi
Bechain Ho Chalaa Hoon...... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Paani Bhi Zehar Ho Chalaa Hai... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Tu mar kyun nahin jaata``` saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: July 27, 2005, 06:55:08 PM »
wah wah !!!!!!  Isha.........................very  nice  again................bahot  khoob.........
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #2 on: July 27, 2005, 10:53:02 PM »
Quote from: "isha_verma7"
Log zindagi main aakar kyun chalaa jaata hai

Thodi khushi ke baad ghum kyun daa jaata hai
Pyaar sikha kar bewafai kyun kar jaata hai
Chaar din ke hansi ka baad ansu kyun daa jaata hai
Jeena sikha kar marna ke dua kyun daa jaata hai

Log zindagi main aakar kyun chaala jaata hai???

Nice One Isha.....
Logged
TOUCHY
Guest
«Reply #3 on: July 28, 2005, 01:12:31 AM »
WONDEFULL ISHA JI...................

kaanch chube to nishaan reh jata hai,
dil tute toh armaan reh jata hai,
laga toh dete hai waqt marham is dil par,
phir bhi umer bharke zakham reh jate hai,,,,,,,,,
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #4 on: July 28, 2005, 06:04:36 AM »
NICE reply Touchy..........

Well thanks u all for appreciating ........i wasnt expecting any feedbacks.......sachi !!!!!!!!
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #5 on: July 28, 2005, 01:43:04 PM »
Quote from: "isha_verma7"
Log zindagi main aakar kyun chalaa jaata hai

Thodi khushi ke baad ghum kyun daa jaata hai
Pyaar sikha kar bewafai kyun kar jaata hai
Chaar din ke hansi ka baad ansu kyun daa jaata hai
Jeena sikha kar marna ke dua kyun daa jaata hai

Log zindagi main aakar kyun chaala jaata hai???


very good isha
Logged
thycreator
Guest
«Reply #6 on: July 28, 2005, 02:30:54 PM »
Wah Isha ji......bahut acche......par
Milna bichadna toh hai sansar ka niyam,
Bichadenge hum nahi toh milenge kaise.......
Logged
Meena
Guest
«Reply #7 on: July 28, 2005, 04:44:18 PM »
wah wah ishu, touchy jiii...great reply ...nice one creator ji!!!

zindagi me gum ko bhi apna loge,
to kushi tumse kabhi roothegi nahin,
honge daman me gum ke kaanten bhi thode,
to duniya tere kushiyon ke phool lutegi nahin!
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #8 on: July 29, 2005, 05:28:55 AM »
"honge daman me gum ke kaanten bhi thode,
to duniya tere kushiyon ke phool lutegi nahin".....wah wah kya line hai meena ji.......bahut sahi kahaa

True Thy "milna beechadan sansar ki neeyam hai"......well said!!!!!!!!

Thanx for appreciating!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #9 on: July 29, 2005, 01:46:39 PM »
shukriya ji shukriya..............ishu!!!!!!!!!!!!!!

 :D
Logged
thycreator
Guest
«Reply #10 on: July 30, 2005, 07:25:40 AM »
Thanx Meena n Isha ji.........and good one from Meena..........
Aadat ab toh gum ki hai humko,khushi mein dukh ab hota hai,
Muskan ho chehre par phir bhi,dil toh har pal hi rota hai........
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #11 on: July 30, 2005, 01:37:17 PM »
Quote from: "isha_verma7"
Log zindagi main aakar kyun chalaa jaata hai

Thodi khushi ke baad ghum kyun daa jaata hai
Pyaar sikha kar bewafai kyun kar jaata hai
Chaar din ke hansi ka baad ansu kyun daa jaata hai
Jeena sikha kar marna ke dua kyun daa jaata hai

Log zindagi main aakar kyun chaala jaata hai???



It was a fantastic one Isha ...
Sorry for late reply ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #12 on: July 30, 2005, 01:38:00 PM »
Everyone has good job ...
Keep it up all ...


Mohabbat ke bhi kuch andaaz hote hain,
Jaagti aankhon main bhi kuch khuawb hote hain,
Zaroori nahin ki ghum mein hi aason niklein
Muskurati aankho mein bhi sailab hote hain. (nm)
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #13 on: July 30, 2005, 08:15:04 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Everyone has good job ...
Keep it up all ...


Mohabbat ke bhi kuch andaaz hote hain,
Jaagti aankhon main bhi kuch khuawb hote hain,
Zaroori nahin ki ghum mein hi aason niklein
Muskurati aankho mein bhi sailab hote hain. (nm)


NICE........and hey dont be sorry for anything yaar........sab chalta hai.....u read na woh hee kafi hai!!!
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #14 on: July 31, 2005, 05:39:13 PM »
Thanks for your understanding ...
Aur hum sirf padhte nahi auro ki tarah,
Hum use dil se samjhte bhi hai ...


This is for you ...


Khuda ki banayi kudrat nahi dekhi,
Dilon mein chhupi daulat nahi dekhi,
Jo bhi kehte hai ki dooriyon se mitti hai dosti,
Unhone shayad hamari dosti nahi dekhi ...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:59:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer