kyun hum-tum nahi milte

by Pooja on February 04, 2008, 06:13:51 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
Print
Author  (Read 7698 times)
Pooja
Guest
«Reply #75 on: September 29, 2008, 04:40:25 PM »
Tere bin koi baat poori nahi hoti
Tere zikar bin koi gazal poori nahi hoti
Hota hai pyar kaya, yah ab meri samjh ayya
Mana zindagi main, her khwaish poori nahi hoti

Kaya kahe kis tarah rahte ho tum khayalo main
Teri yaad bina her ek saans hai adhuri roti
Gum hai  bahoot, magar ek sakoon bhi paaya hai
Zisam se zisam beshak ho jaaye juda
Rooh main basi mehak, kabhi juda nahi hoti

Zindagi ne badal li raahein waqat ke sath sath
Asha ki ek raah magar kabhi juda nahi hoti
Kaya paaya tum ne insaniyat ko kho kar
Humse to teri haiwaniyat se bhi nafart nahi hoti

Apne pyar per kare fakar, ya bebasi per ho sharminda
Humse ab yah kash-m-kash nahi hoti
Tere bin koi baat poori nahi hoti
Tere zikar bin koi gazal poori nahi hoti………………..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Manzil Milte Milte Reh Gai by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
lekin lafz nahi milte by only aks in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Kharidaar nahi milte by bekarar in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
vo log nahi milte by EK LAMHA HOON MAIN in Share:Love Poetry
Hum Jaise Aashiq Nahi Milte...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #76 on: September 29, 2008, 06:43:19 PM »
Tere bin koi baat poori nahi hoti
Tere zikar bin koi gazal poori nahi hoti
Hota hai pyar kaya, yah ab meri samjh ayya
Mana zindagi main, her khwaish poori nahi hoti

Kaya kahe kis tarah rahte ho tum khayalo main
Teri yaad bina her ek saans hai adhuri roti
Gum hai  bahoot, magar ek sakoon bhi paaya hai
Zisam se zisam beshak ho jaaye juda
Rooh main basi mehak, kabhi juda nahi hoti

Zindagi ne badal li raahein waqat ke sath sath
Asha ki ek raah magar kabhi juda nahi hoti
Kaya paaya tum ne insaniyat ko kho kar
Humse to teri haiwaniyat se bhi nafart nahi hoti

Apne pyar per kare fakar, ya bebasi per ho sharminda
Humse ab yah kash-m-kash nahi hoti
Tere bin koi baat poori nahi hoti
Tere zikar bin koi gazal poori nahi hoti………………..


Applause Applause Applause Bahut Bahut khoob pooja!!
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #77 on: September 29, 2008, 06:46:30 PM »
Tere bin koi baat poori nahi hoti
Tere zikar bin koi gazal poori nahi hoti
Hota hai pyar kaya, yah ab meri samjh ayya
Mana zindagi main, her khwaish poori nahi hoti

Kaya kahe kis tarah rahte ho tum khayalo main
Teri yaad bina her ek saans hai adhuri roti
Gum hai  bahoot, magar ek sakoon bhi paaya hai
Zisam se zisam beshak ho jaaye juda
Rooh main basi mehak, kabhi juda nahi hoti

Zindagi ne badal li raahein waqat ke sath sath
Asha ki ek raah magar kabhi juda nahi hoti
Kaya paaya tum ne insaniyat ko kho kar
Humse to teri haiwaniyat se bhi nafart nahi hoti

Apne pyar per kare fakar, ya bebasi per ho sharminda
Humse ab yah kash-m-kash nahi hoti
Tere bin koi baat poori nahi hoti
Tere zikar bin koi gazal poori nahi hoti………………..



Bohat khoob likha hai Pooja ... Applause Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #78 on: September 29, 2008, 06:52:25 PM »
Tere bin koi baat poori nahi hoti
halaat se badhkar insaan ke paas koi majboori nahi hoti....

Maana humne tujhse juda hona asaan na tha,
par jahan kareebi kabhi thi hi nahi,
waha phir doori bhi nahi hoti....

Har mushkil ka saamna muskurakar karna eh mere Dost,
Sirf Zinda rehna hi Zindagi nahi hoti...

Ajeeb si Kashmakash mein hai yeh meri zindagi "KHWAISH"
har saans mein hai woh shaamil,
aur yeh saans bhi kambakt marte dam tak
jism se juda nahi hoti.....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #79 on: September 29, 2008, 06:55:44 PM »
Tere bin koi baat poori nahi hoti
halaat se badhkar insaan ke paas koi majboori nahi hoti....

Maana humne tujhse juda hona asaan na tha,
par jahan kareebi kabhi thi hi nahi,
waha phir doori bhi nahi hoti....

Har mushkil ka saamna muskurakar karna eh mere Dost,
Sirf Zinda rehna hi Zindagi nahi hoti...

Ajeeb si Kashmakash mein hai yeh meri zindagi "KHWAISH"
har saans mein hai woh shaamil,
aur yeh saans bhi kambakt marte dam tak
jism se juda nahi hoti.....


Clapping Smiley Clapping Smiley Bohat khoob likha hai khwaish ji... Thumbs UP
Logged
amarhellboy
Guest
«Reply #80 on: October 01, 2008, 04:01:15 PM »
AAPKA TO JAWAB NHI POOJA JI AAP SHABDO MAI JAAN DAAL DAITE HO
AAP LAJAWAB HO, OR MERE BAARE KANHU TO SUNO[/color]

HUM TO HARBAAT KHUDA PAR CHOUD DAITE HAI
TUTE NA DIL KISI KA DIL APNA HI TOUD LETE HAI
HUM INSAAN HAI PATTHAR TO NAHI JO LOG HAR
TUFAAN KO HUMARI TARAF MOUD DAITE HAI[/color]
Logged
Roja
Guest
«Reply #81 on: October 01, 2008, 04:04:08 PM »
Tere bin koi baat poori nahi hoti
Tere zikar bin koi gazal poori nahi hoti
Hota hai pyar kaya, yah ab meri samjh ayya
Mana zindagi main, her khwaish poori nahi hoti

Kaya kahe kis tarah rahte ho tum khayalo main
Teri yaad bina her ek saans hai adhuri roti
Gum hai  bahoot, magar ek sakoon bhi paaya hai
Zisam se zisam beshak ho jaaye juda
Rooh main basi mehak, kabhi juda nahi hoti

Zindagi ne badal li raahein waqat ke sath sath
Asha ki ek raah magar kabhi juda nahi hoti
Kaya paaya tum ne insaniyat ko kho kar
Humse to teri haiwaniyat se bhi nafart nahi hoti

Apne pyar per kare fakar, ya bebasi per ho sharminda
Humse ab yah kash-m-kash nahi hoti
Tere bin koi baat poori nahi hoti
Tere zikar bin koi gazal poori nahi hoti………………..


superb ...
Logged
amarhellboy
Guest
«Reply #82 on: October 02, 2008, 03:44:39 PM »
Pooja ji bahut hi khub likha hai apne. Kaash aap duniya ke saamne apni shayari gazal pesh karte to vishawas kijiye aisa koi nhi hota jo aapka deewana nhi hota mera matlab hai apki shayari ka very nice
aap ke Darbaar mai apke liye ye pesh kar raha hu agr apko pasand aaya to mai khud ko khushanasib samjhunga
 
        Fullo mai "Gulaab" accha lagata hai,
         Aankho mai "Khawaab" accha lagata hai,
          Aap "YOindia" par yon hi shayari karte rahe,
           Hume aapka ye "Andaaj" accha lagata !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #83 on: October 16, 2008, 04:24:09 PM »
wah kaya baat hai bahoot khoob khwaish ji!!! bahoot he acha likha hai apne.

Thanks Honey, Roja and Amar ji!!

Shukaria and Nices lines Amar ji!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #84 on: February 25, 2009, 07:01:52 PM »
Pooja ji bahut hi khub likha hai apne. Kaash aap duniya ke saamne apni shayari gazal pesh karte to vishawas kijiye aisa koi nhi hota jo aapka deewana nhi hota mera matlab hai apki shayari ka very nice
aap ke Darbaar mai apke liye ye pesh kar raha hu agr apko pasand aaya to mai khud ko khushanasib samjhunga
 
        Fullo mai "Gulaab" accha lagata hai,
         Aankho mai "Khawaab" accha lagata hai,
          Aap "YOindia" par yon hi shayari karte rahe,
           Hume aapka ye "Andaaj" accha lagata !

Likh kar Yoindia per, dil ne araam paya hai
bahoot se mile dost, jin se sakoon ka saya paya hai
Andaaj hai kaya, yah baatein to jaane app sab ab
Pooja ne Yoindia main akar, ek naya sansaar paya hai!!
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #85 on: February 25, 2009, 09:49:28 PM »
mere ahsaas ko mere shabd nahi milte
tumhare anne per bhi, kyun hum-tum nahi milte

tadpati rahti hu tere intzaar mai her pal
kyun tere ane per wo intzaar-e-tadap nahi mit.te

roti hai ankhia, dard kisi tarah kam nahi hota
kyun tere pyar mai wo sakoon-e-kraar nahi milte

mere ahsaas ko mere shabd nahi milte
tumhare anne per bhi, kyun hum-tum nahi milte

Very nice Poojaji
Sabne bahoot Khoob Likha

 Applause Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #86 on: July 13, 2009, 07:53:17 PM »
Very nice Poojaji
Sabne bahoot Khoob Likha

 Applause Applause Applause

shukaria Pank ji!!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #87 on: July 14, 2009, 10:03:04 AM »
GUD ONE POOJA JI Applause Applause
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #88 on: July 14, 2009, 10:04:12 AM »
meri mojudgi par ab unko ikhtiyar nahi
shukun-e-karar na sahi bekarar to hai

milte hi humse ab unhe khumar nahi
alam-e-intzar ki tadap par etbar to hai

pyarme mere shukun-e-karar de sake vo kabliyat nahi
aankho se hothon tak pani ki dhar to hai







BHAUT KHOOB  NIRAJ JI
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #89 on: July 14, 2009, 10:05:23 AM »
JAHAN PE DARD HO DIL MEIN WAHA PYAAR NAHI HOTA
HUM TUM MIL BHI JAATE TO IKRAAR NAHI HOTA
DASTAK DEKAR HUM BHI KHADE RAHE UNKE DAR PE
KISI NE SUNA NAHI,TO DIL ISHQ KE LIYE TAYAAR NAHI HOTA...

KAUN KEHTA HAI KE ZUBAAN HI SAB KUCH HAI ISHQ MEIN
SAMAJNE WALE KE LIYE NAZREIN KAHE DETI HAI SAB KUCH
NAA SAMAJNE WALE KE LIYE ALFAAZO SE BHI KUCH NAHI HOTA...














BHAUT KHOOB KHAWAISH JI
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:40:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer