Lafz Ehmiyat Rakhte Hai...

by angel4u on August 17, 2008, 01:36:38 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1333 times)
angel4u
Guest

Lafz Ehmiyat Rakhte Hai,
Ye Lafz Ehmiyat Rakhte Hai,
Kabhi Yeh Rooh Ko
Katal Kar Dete Hai,
Aur Kabhi
Ye Rooh Ko Jhulsa Dete Hai,
Lekin Ye Lafz Hi Hai
Jo Khwahishon Ke Tapte Hue Sehra Mein,
Jeevan Ke Phool Khila Dete Hai,
Ek Haare Hue Insaan Ko
Jeevan Ki Naveed Suna Dete Hai,
Kabhi Ye Saath Chhod Dete Hai,
Kabhi Ye Saath Chhudwa Dete Hai,
Kabhi Inke Zariye Nafrat
Doosron Ke Dilo Mein Utar Jati Hai,
Jo Rooh Ki Gehraiyon Ko Bhi
Zeher Zeher Kar Jaati Hai,
Lafzonki Wajashe Ye Zindagi
Bemaani Hoke Reh Jati Hai,
Aur Kabhi In Lafzon Ki Wajahse Ye Zindagi
Jannat Bhi Ban Jati Hai,
Kitni Takat Hai In Lafzon Mein,
Ke Zindagi Badal Jaati Hai,
Ye Lafz Hi Hai Jo Logonke
Dilon Ko Bhi Pigla Deti Hai,
Ye Lafz Hi Hai Jo Jism Ke Sath,
Rooh Ko Bhi Jhulsa Dete Hai,
Ye Lafz Ehmiyat Rakhte Hai,
Ye Lafz Ehmiyat Rakhte Hai...



NM
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aaftaab rakhte hain by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
ISHQ-- Armaan rakhte hain~~ Saahil by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Wo Aisa Hunar Rakhte Hain,. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Itna bhi bada dil nahi rakhte by @kaash in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Lafzo ki ehmiyat shayar se kya kehna by mohd imran in Miscellaneous Shayri
baadal102
Guest
«Reply #1 on: August 17, 2008, 03:34:04 PM »
bahut hi aacha
thanx 4 sharing



Baadal
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: August 18, 2008, 02:34:07 AM »
Bahut shukriya.
thanks for reading..
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #3 on: August 20, 2008, 04:52:15 AM »

Lafz Ehmiyat Rakhte Hai,
Ye Lafz Ehmiyat Rakhte Hai,
Kabhi Yeh Rooh Ko
Katal Kar Dete Hai,
Aur Kabhi
Ye Rooh Ko Jhulsa Dete Hai,
Lekin Ye Lafz Hi Hai
Jo Khwahishon Ke Tapte Hue Sehra Mein,
Jeevan Ke Phool Khila Dete Hai,
Ek Haare Hue Insaan Ko
Jeevan Ki Naveed Suna Dete Hai,
Kabhi Ye Saath Chhod Dete Hai,
Kabhi Ye Saath Chhudwa Dete Hai,
Kabhi Inke Zariye Nafrat
Doosron Ke Dilo Mein Utar Jati Hai,
Jo Rooh Ki Gehraiyon Ko Bhi
Zeher Zeher Kar Jaati Hai,
Lafzonki Wajashe Ye Zindagi
Bemaani Hoke Reh Jati Hai,
Aur Kabhi In Lafzon Ki Wajahse Ye Zindagi
Jannat Bhi Ban Jati Hai,
Kitni Takat Hai In Lafzon Mein,
Ke Zindagi Badal Jaati Hai,
Ye Lafz Hi Hai Jo Logonke
Dilon Ko Bhi Pigla Deti Hai,
Ye Lafz Hi Hai Jo Jism Ke Sath,
Rooh Ko Bhi Jhulsa Dete Hai,
Ye Lafz Ehmiyat Rakhte Hai,
Ye Lafz Ehmiyat Rakhte Hai...



NM
oye Huzena..aapne To Ek Bhi Lafz baaki Chhoda Hi Nahi,,
aub Mere Paas Koi Lafz Hi Nahi,,
Ki Us Lafz Se Main aap Ko Do Lafz Keh sakun..
bas ye Thode lafz bachaae The ki chahaa ki ye Lafz Bol dun ki aap ki sharing ka har har Lafz waaqaee Badhiya Lafz Hai..
Is Lafzo Ko Milaakar Tarteeb se Har Lafz Ki Ahmeeyat Ko Batayaa Gaya Hai Jis ki Tareef Me Mere Paas Koi Lafz Hi Nahi..
ki kya Lafz Istemaal Karu Samaz Me Koi Lafz aata Hi Nahi... 
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: August 20, 2008, 07:21:00 AM »

Lafz Ehmiyat Rakhte Hai,
Ye Lafz Ehmiyat Rakhte Hai,
Kabhi Yeh Rooh Ko
Katal Kar Dete Hai,
Aur Kabhi
Ye Rooh Ko Jhulsa Dete Hai,
Lekin Ye Lafz Hi Hai
Jo Khwahishon Ke Tapte Hue Sehra Mein,
Jeevan Ke Phool Khila Dete Hai,
Ek Haare Hue Insaan Ko
Jeevan Ki Naveed Suna Dete Hai,
Kabhi Ye Saath Chhod Dete Hai,
Kabhi Ye Saath Chhudwa Dete Hai,
Kabhi Inke Zariye Nafrat
Doosron Ke Dilo Mein Utar Jati Hai,
Jo Rooh Ki Gehraiyon Ko Bhi
Zeher Zeher Kar Jaati Hai,
Lafzonki Wajashe Ye Zindagi
Bemaani Hoke Reh Jati Hai,
Aur Kabhi In Lafzon Ki Wajahse Ye Zindagi
Jannat Bhi Ban Jati Hai,
Kitni Takat Hai In Lafzon Mein,
Ke Zindagi Badal Jaati Hai,
Ye Lafz Hi Hai Jo Logonke
Dilon Ko Bhi Pigla Deti Hai,
Ye Lafz Hi Hai Jo Jism Ke Sath,
Rooh Ko Bhi Jhulsa Dete Hai,
Ye Lafz Ehmiyat Rakhte Hai,
Ye Lafz Ehmiyat Rakhte Hai...



NM

Bahut khoob.. Applause Applause
jisne bhi yeh likha,kaabil-e-tareef hai..bahut ache..
thanx a lot for sharing Angel..
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: August 20, 2008, 07:32:54 AM »
Nice sharing.....jisne bhi likha hai, bohot hi gehra likha hai.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #6 on: August 21, 2008, 02:28:44 AM »
oye Huzena..aapne To Ek Bhi Lafz baaki Chhoda Hi Nahi,,
aub Mere Paas Koi Lafz Hi Nahi,,
Ki Us Lafz Se Main aap Ko Do Lafz Keh sakun..
bas ye Thode lafz bachaae The ki chahaa ki ye Lafz Bol dun ki aap ki sharing ka har har Lafz waaqaee Badhiya Lafz Hai..
Is Lafzo Ko Milaakar Tarteeb se Har Lafz Ki Ahmeeyat Ko Batayaa Gaya Hai Jis ki Tareef Me Mere Paas Koi Lafz Hi Nahi..
ki kya Lafz Istemaal Karu Samaz Me Koi Lafz aata Hi Nahi... 


ohohohohoho...
itne saare lafz to istemaal kar diye hia...
thanks waise itne lafzon se mere lafzon ki taarif karne ke liye...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 11:13:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer