Lahoo, ashk ban ker aankhon se rawaN hoota hai

by javedarshad on July 10, 2009, 09:54:13 PM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 3411 times)
javedarshad
Guest
Dard ,jazboN ka khudba khud aayan hoota hai
Kaise ho raqm woh ahsaas jo jawan hoota hai

Wafa lafzoon mein bayaan ho bhi to kuinker
Kambakht, dard to aahooN se bayaan hoota hai

Jab bhi dekhi hain kisi ki ranjeeda aankhain
Lahu, ashk ban ker ankhoon se rawan hoota hai

Dard ,muhabbat,wafa ,ghaam aur jhan ki khushi
Koi rishta muhtaaj, lafazoon ka kahan hoota hai

Javed yeh dard ghamooN ka uthau gay kab tak
Her naye jazbe mein aik aur dard pinhan hoota hai



javed
Logged
Dastbardaar
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 days, 9 hours and 59 minutes.
Posts: 69
Member Since: Jul 2009


View Profile
«Reply #1 on: July 11, 2009, 07:53:31 AM »
Aql ka zor ho ya ho dirham bepanah

Hota wahi hain, jo manzure Khuda hota hain....
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #2 on: July 11, 2009, 11:07:58 AM »
Bahut achchhe Javed Ji
SARVESH RASTOGI
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #3 on: July 11, 2009, 12:25:20 PM »
DastberdaarSb
Aapto waise hi dastberdaar hain
to manzoore khuda kokuin shamile hia

waise
jo baichte they dawaye dil
woh dukaan apni badha gaye




javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #4 on: July 11, 2009, 03:47:21 PM »
Rastogi Ji

shukria






javed
Logged
Roja
Guest
«Reply #5 on: July 13, 2009, 02:46:54 AM »
Dard ,jazboN ka khudba khud aayan hoota hai
Kaise ho raqm woh ahsaas jo jawan hoota hai

Wafa lafzoon mein bayaan ho bhi to kuinker
Kambakht, dard to aahooN se bayaan hoota hai

Jab bhi dekhi hain kisi ki ranjeeda aankhain
Lahu, ashk ban ker ankhoon se rawan hoota hai

Dard ,muhabbat,wafa ,ghaam aur jhan ki khushi
Koi rishta muhtaaj, lafazoon ka kahan hoota hai

Javed yeh dard ghamooN ka uthau gay kab tak
Her naye jazbe mein aik aur dard pinhan hoota hai



javed


Wah wah... Wonderful creation Javed ji  Applause Applause
Logged
Deepati
Guest
«Reply #6 on: July 13, 2009, 03:19:01 AM »
Wah Wah Javed Ji! Bahut Bahut khoob! Applause
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #7 on: July 13, 2009, 06:51:12 AM »
shukria


roja ji




javed
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: July 13, 2009, 06:59:43 AM »
Wah Javed ji,kamaal ka likha aapne,touching and wonderful creation. icon_thumleft Applause Applause Applause
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #9 on: July 13, 2009, 03:08:12 PM »
tx

deep     





javed
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #10 on: July 14, 2009, 01:25:57 PM »
shukria

madhu ji








javed
Logged
aaina
Guest
«Reply #11 on: July 14, 2009, 05:33:08 PM »
Dard ,jazboN ka khudba khud aayan hoota hai
Kaise ho raqm woh ahsaas jo jawan hoota hai

Wafa lafzoon mein bayaan ho bhi to kuinker
Kambakht, dard to aahooN se bayaan hoota hai

Jab bhi dekhi hain kisi ki ranjeeda aankhain
Lahu, ashk ban ker ankhoon se rawan hoota hai

Dard ,muhabbat,wafa ,ghaam aur jhan ki khushi
Koi rishta muhtaaj, lafazoon ka kahan hoota hai

Javed yeh dard ghamooN ka uthau gay kab tak
Her naye jazbe mein aik aur dard pinhan hoota hai



javed


bhut khoob javed sahab bhut hi khoobsurat ghazal daad hazir hai janaab qubool karen, har ek sher mashallah se apni waza ka alg dard aur wo bhi kambakht inta haseen kya baat hai bhut khooob
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: July 14, 2009, 05:35:13 PM »
Mashallah Bohat Achcha LIkha Hai Aapne Javed Bhai,.
Bohat Khoob,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: July 14, 2009, 05:43:30 PM »
Dard ,jazboN ka khudba khud aayan hoota hai
Kaise ho raqm woh ahsaas jo jawan hoota hai

Wafa lafzoon mein bayaan ho bhi to kuinker
Kambakht, dard to aahooN se bayaan hoota hai

Jab bhi dekhi hain kisi ki ranjeeda aankhain
Lahu, ashk ban ker ankhoon se rawan hoota hai

Dard ,muhabbat,wafa ,ghaam aur jhan ki khushi
Koi rishta muhtaaj, lafazoon ka kahan hoota hai

Javed yeh dard ghamooN ka uthau gay kab tak
Her naye jazbe mein aik aur dard pinhan hoota hai



javed


Apki yah kavita Khumar-e-Ishaq ki jagah shyri-e-dard jayada mehsoos hue hai. So moving in Shyri-e-dard
Logged
Pooja
Guest
«Reply #14 on: July 14, 2009, 05:48:02 PM »
Dard ,jazboN ka khudba khud aayan hoota hai
Kaise ho raqm woh ahsaas jo jawan hoota hai

Wafa lafzoon mein bayaan ho bhi to kuinker
Kambakht, dard to aahooN se bayaan hoota hai

Jab bhi dekhi hain kisi ki ranjeeda aankhain
Lahu, ashk ban ker ankhoon se rawan hoota hai

Dard ,muhabbat,wafa ,ghaam aur jhan ki khushi
Koi rishta muhtaaj, lafazoon ka kahan hoota hai

Javed yeh dard ghamooN ka uthau gay kab tak
Her naye jazbe mein aik aur dard pinhan hoota hai

javed


Clapping Smiley Clapping Smiley bahoot achi kavita ki rachna ki hai apne javed ji.. apki kavita parte waqat kuch lines man mai aii, wo he likhne ja rahi hu:

Dard ka hai lahu, ya lahu mere dard se atta hai
AAnkhein bhi royegi kab tak, hosh goom ho jaata hai

Socho main hai dard, ya dard main doob gai soch
Beeta kaise kab waqat, ek andhkaar san ajar atta hai

Wafa, muhobat ke naam per, lub ab dete hai muskura
Yeh alag baat hai, tanhaai main dil ajj bhi tadap jaata hai

Pad kar dard bhari shayri, ajj bhi uthati hai ek tees
Aor Pooja likh deti bas, jo b hi uske man mai atta hai

Dard ka hai lahu, ya lahu mere dard se atta hai
AAnkhein bhi royegi kab tak, hosh goom ho jaata hai….
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:20:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.174 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer