~*~*~Lakeeren~*~*~

by pankshivam on January 11, 2009, 09:05:25 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2086 times)
pankshivam
Guest


Likeeren ab hantho ki badalne lagi hain,
Havaye ab rukh badal kar chalne lagi hain...

Rokha bahoot dil ne dhadkano ko band hone se,
Par usaki yaad me ab ye sanse machalane lagi hain...

Chanadani raato me dekhte rahe khali aasma ko usaki yaad me,
Apni khwahisho ki duniya shaayad naye rango me dhalne lagi hai...

Waqt ne likha hai jasbaato ka jo safarnama,
Iske dayare me meri dastaan girne lagi hai sambhalne lagi hai...

~Pank~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
HATHON KI LAKEEREN by siddiqa in Shayri-E-Dard
tere hathon ki lakeeren!!! by Talat in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
lakeeren...!!! by ranjana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
=* KISMAT KI LAKEEREN *= by punam in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
LAKEEREN HAATHON KI by BANSI DHAMEJA in Share:Miscellaneous Shayari
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: January 11, 2009, 10:21:13 AM »
Really nice Shivam Ji
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: January 11, 2009, 10:23:40 AM »
 Applause

Bohat khoob pankshivam...
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #3 on: January 11, 2009, 10:34:06 AM »
Applause

Bohat khoob pankshivam...
Really nice Shivam Ji
Shukriya Rajesh ji
Thanx Honeyroseji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: January 11, 2009, 02:17:29 PM »
Bohat khoob Pank...

Meri muflisi ne mujhko samjhaya
Q yeh duniya rang badalne lagi hain

                   -SG-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: January 11, 2009, 11:29:33 PM »
BAHOOT KHOOB PANK JI!!!
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #6 on: January 11, 2009, 11:32:09 PM »
Wah Wah Wah
Bohat Hi Umda Kalaam Hai Shivan Saheb
Maza Aa Gaya Bohat Khoon Keep It Up.


Shukriya Shihab Sahab
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #7 on: January 11, 2009, 11:32:29 PM »
BAHOOT KHOOB PANK JI!!!
Shukriya Poojaji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #8 on: January 11, 2009, 11:34:31 PM »
Bohat khoob Pank...

Meri muflisi ne mujhko samjhaya
Q yeh duniya rang badalne lagi hain

                   -SG-

Shukriya Ghayal Sahab
Bahoot hi Khoob Likha aapne
Shukriya
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #9 on: January 22, 2009, 07:03:22 PM »

Badalti hanthon ki lakeere ab kuch na kahengi...
Hoth chup honge har baat pe,aur dhadkane khamosh rahengi...

~Pank~
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: January 22, 2009, 07:08:46 PM »


Likeeren ab hantho ki badalne lagi hain,
Havaye ab rukh badal kar chalne lagi hain...

Rokha bahoot dil ne dhadkano ko band hone se,
Par usaki yaad me ab ye sanse machalane lagi hain...

Chanadani raato me dekhte rahe khali aasma ko usaki yaad me,
Apni khwahisho ki duniya shaayad naye rango me dhalne lagi hai...

Waqt ne likha hai jasbaato ka jo safarnama,
Iske dayare me meri dastaan girne lagi hai sambhalne lagi hai...

~Pank~


WAO PANK, bahut hi khoob, bahut hi khoob

jasbir singh
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #11 on: January 22, 2009, 07:42:34 PM »
KYA KHOOB LIKHA HAI AAPNE PANKJI.... Applause Clapping Smiley

Kya Lakiron se badalti hai taqdeer
Suna tha tadveeron se badlti hai taqdeer
Kar kuchh aysa ki havayon k rukh badlen
Jiski yadon me ho pagal uska b rukh badle



Likeeren ab hantho ki badalne lagi hain,
Havaye ab rukh badal kar chalne lagi hain...

Rokha bahoot dil ne dhadkano ko band hone se,
Par usaki yaad me ab ye sanse machalane lagi hain...

Chanadani raato me dekhte rahe khali aasma ko usaki yaad me,
Apni khwahisho ki duniya shaayad naye rango me dhalne lagi hai...

Waqt ne likha hai jasbaato ka jo safarnama,
Iske dayare me meri dastaan girne lagi hai sambhalne lagi hai...

~Pank~
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: January 22, 2009, 07:44:46 PM »
KYA KHOOB LIKHA HAI AAPNE PANKJI.... Applause Clapping Smiley

Kya Lakiron se badalti hai taqdeer
Suna tha tadveeron se badlti hai taqdeer
Kar kuchh aysa ki havayon k rukh badlen
Jiski yadon me ho pagal uska b rukh badle


wah anaam, very nice from you too


jasbir singh
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #13 on: January 22, 2009, 07:48:45 PM »

WAO PANK, bahut hi khoob, bahut hi khoob

jasbir singh
Shukriya Jasbirji
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #14 on: January 22, 2009, 08:36:02 PM »
KYA KHOOB LIKHA HAI AAPNE PANKJI.... Applause Clapping Smiley

Kya Lakiron se badalti hai taqdeer
Suna tha tadveeron se badlti hai taqdeer
Kar kuchh aysa ki havayon k rukh badlen
Jiski yadon me ho pagal uska b rukh badle

Bahoot Khoob Anamji Applause Applause Applause
Hatho ki lakeeren takdeero ki nishani na thi...
Samjho to sab kuch hain, na samjho toh kabhi zindagani na thi...
Apni hadoo ko aaj pehchanne ki koshish karta hai insan,
Talashta hun aaj har su use , jiske dard ki koi kahani na thi...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 12:58:59 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer