Lakhoon tofaan

by Nino on November 15, 2004, 08:11:19 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2039 times)
yasir_sensitive
Guest
«Reply #15 on: November 19, 2004, 05:26:38 PM »
shukriya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jine ho tofaan se tukrane ka hosla yaroon .....un ki koshish by muneeb in Shayri-E-Dard
yasir_sensitive
Guest
«Reply #16 on: November 19, 2004, 05:26:55 PM »
Teri wafaon ko aaj maine jaana hai
Teri mohabbat ko maine pehchana hai
Meri khata hui jo tumko rulaya hai
Mera bhi dil ab bahut pachtaya hai
Rasmo ko yu nibhate rahe hai
Khudh se fareb khate rahe hai
Khushiyo ko hum jalate rahen hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: November 19, 2004, 05:59:02 PM »
wah!!!
Logged
Nino
Guest
«Reply #18 on: November 19, 2004, 06:17:59 PM »
Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain
 Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjad Bhi Aate Hain
Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete
Logged
Nino
Guest
«Reply #19 on: November 19, 2004, 06:19:33 PM »
Jisko bhoolne ki koshish karte hain hum Yaad usi ki dilaate hain yahi log..
Ek to kehte hain ki muskurate raho, Phir zikar uska chedkar rulate hain yahi log..
Logged
Nino
Guest
«Reply #20 on: November 19, 2004, 06:20:57 PM »
Ek shaam aathi hai teri yaad lekar,
Ek shaam jathi hain teri yaad lekar.
Hamein tho us shaam ka intezaar hain ,
jo aaye tumhe saath lekar ...
Logged
Nino
Guest
«Reply #21 on: November 19, 2004, 06:24:29 PM »
Badi aasaani se Dil lagaye jaate hain
Par badi mushqil se Wade nibhaye jate hain
 Le jaati hai Mohabbat un rahon par Jahan
 diye nahin Dil jalaye jate hain ...
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #22 on: November 19, 2004, 10:09:37 PM »
bohot khoob nino!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: November 19, 2004, 10:10:31 PM »
nice!!!
Logged
nishita
Guest
«Reply #24 on: November 20, 2004, 10:35:25 AM »
waaah nino !!
Logged
Nino
Guest
«Reply #25 on: November 20, 2004, 11:54:39 AM »
thanks nishita
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #26 on: November 20, 2004, 11:58:15 AM »
Quote from: "Nino"
Badi aasaani se Dil lagaye jaate hain
Par badi mushqil se Wade nibhaye jate hain
 Le jaati hai Mohabbat un rahon par Jahan
 diye nahin Dil jalaye jate hain ...


wow nino...........bahot khoob.............

Aa Gaya Maidaan Main Waheed Bhi Kuch Arse Ke Baad
Daikhte Hain Aur Kis Kis Ka Dil Jala Hai Pyaar Mein.............
Logged
Nino
Guest
«Reply #27 on: November 20, 2004, 03:16:19 PM »
shukria waheed bhai
Logged
Nino
Guest
«Reply #28 on: November 20, 2004, 05:27:05 PM »
Waheed sahab aap ke liye

Aaye ho tum zindagi ki umeed ban kar
dil to jalta raha ankhoo nam hui hai teri deed ban kar
tumhre hi sahre to chal rahe hai ye daure shayri ka
tum mile kabhi dost ki tarah to kabhi raqeeb bankar
Logged
Nino
Guest
«Reply #29 on: November 20, 2004, 07:17:23 PM »
aise chup hain ke ye manzil bhii koi Dil ho jaise
teraa milanaa bhii judaai ki ghadii ho jaise

apane hii saaye se har daam laraz jaataa hoon
raaste mein koi diivaar khadii ho jaise

manzilein door bhii hain manzilen nazadiik bhii hain
apane hii paaon mein zanjiir padii ho jaise

kitane naadaan hain tere bhulane vaale ke tujhe
yaad karane ke liye umr padii ho jaise

aaj dil khol ke roye hain to yoon Khush hai 'Nino'
chand lamhon kii ye raahat bhii badii ho jaise
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:02:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer