LAMBI JUDAAI

by BHONDU on September 08, 2006, 01:07:17 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 9525 times)
angel4u
Guest
«Reply #15 on: November 08, 2006, 05:35:31 PM »
Thanks azeem, bahut acha likha hia ....

Maine kab dard ke zakhmo se shikayat ki hia,
haan mera jurm hai ke maine mohabbat ki hai,
chalti phirti laasho ko gila hia mujhse,
shaher me rehkar maine jeene ki hasrat ki hai,
aaj pehchana nahi jaata chehra uska,
ek umar mere dilpe jisne hukumat ki hia,
aaj phir dekha hai use mehfil me patthar banke,
maine aankhon se nahi dilse bagawat ki hia,
usko bhool jaane ki galti bhi nahi kar sakta,
toot kar ki hai to sirf mohabbat ki hia...
* * * * *
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Lambi Judaai by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq
Lambi Kali Raat by Brijinder in Shayri for Khumar -e- Ishq
lambi umar by vikas2210 in Shayri-E-Dard
** Lambi Jeevan** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Lambi Lambi raaton me,,,,,-Muzammil- by Muzammil, in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: November 12, 2006, 03:20:49 PM »
Shukriya Husena Sis,,.
Aapne Bhi Bahoot accha Likha Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: November 12, 2006, 03:22:12 PM »
Dum Labon Par Hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,..
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
behtar Yahi Hoga Tum Mujhse Mera Haal Na Poocho,..
Mera Haal Sunoge Tum To Tadap Jaaoge,..

Logged
angel4u
Guest
«Reply #18 on: November 12, 2006, 07:18:48 PM »
Bahut achhe azeem...



Bigadta Hai Kaise Mukaddar Wo Kya Jaane,
Ujadta Hai Kaise Koi Ghar Wo Kya Jaane,
Band Hai Raaste Saare Pyar Ke Waaste,
Tu Kahan Hai Main Kahan Koi Kya Jaane,
Naye MausaMonka Patjhad Wo Kya Jaane,
Udasi Ki Had Se Guzarna Wo Kya Jaane,
Kya Hota Hai Muskurate Labon Se Siskiyan Lena Wo Kya Jaane...
* * * * *
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: November 13, 2006, 01:10:18 PM »
Shukriya Husena Didi And Majid Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: November 13, 2006, 01:15:32 PM »
Loot Gaya Main Mohabbat Mein Uski Use Paane Ki Khateer,..
Roya Hoon Har Ghadi Main Ek Pal Muskuraane Ki Khateer,..

Humne Sab Kuch Gawaakar Bhi Unko HaseelNa Kar Sake,...
Un Hone Thukraya Bhi Hume To Bas Zamaane Ki Khateer,..

______________________-Azeem-___________________

Logged
angel4u
Guest
«Reply #21 on: November 13, 2006, 06:17:30 PM »

Na Chhedon Khilti Kaliyon, Hanste Phoolon Ko,
In Udti Titliyon, Awara Bhanwaron Ko,

Tassalsul Toot Jayega,

Fiza Mehway SaMa'at Hai,
Haseen Hothon Ko NaghMa-Rez Rehne Do,
Nigahein Nichi Rakho Aur MujassaM Gosh Ban Jao,

Agar Junbish Labon Ko Di
Tassalsul Toot Jayega,

Hawa Se Pattiyan Sargoshiyon Mein Mehave Hai,
Aur JhuMti Shaakhon Ke Jhoolon Mein,
Parindonki Chahek Se Sara Sahil,
SarMadi Ehsaas Mein Dooba Hua,
Sarshar-O-Shadaan Hai,
Agar Kankar Bhi Satah-E-Aab Pe Mara,
Tassalsul Toot Jayega,

Ufuq Mein Dubte Suraj Ka Manzar
Is Bulandi Se Zara Dekho,
Isi Rangeen Kinare Par,
Shafaq Sona Lutayegi,
Yunhi TuM Be-Hiss-O-Saakit Raho,
Aise Mein Palkein Bhi Zara Jhapkein,
Tassalsul Toot Jayega...

Wo Khwabeeda Hai, Khwabeeda Hi Rehne Do,
Na Jane Khwab Mein Kin Waadiyon Ki Sair Karti Ho,
Bulandi Se Phisalte Aabsharon Mein Kahin GuM Ho,
Falak-Asaar Choti Par Kahin Meh'way TarannuM Ho,
Agar Awaz Di TuMne,
Tassalsul Toot Jayega...

Main Shayad Hoon,
Meri Fikr-E-Rassa, Ehsaas Ki Uss Satah Par Hai,
Jis Mein Khushbu Rang Banti Hai,
Sada Ko Shakl Milti Hai,
Tasavvur Bol Uthta Hai,
KhaMoshi Gungunati Hai,
Ye Wo Waqfa Hai..........Aise Mein,
Agar Daad-E-Sukhan Bhi Di,
Tassalsul Toot Jayega...
* * * * * [NM]
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #22 on: November 14, 2006, 12:52:06 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Loot Gaya Main Mohabbat Mein Uski Use Paane Ki Khateer,..
Roya Hoon Har Ghadi Main Ek Pal Muskuraane Ki Khateer,..

Humne Sab Kuch Gawaakar Bhi Unko HaseelNa Kar Sake,...
Un Hone Thukraya Bhi Hume To Bas Zamaane Ki Khateer,..

______________________-Azeem-___________________



bahutaache jaanasheen..

wo thukra gayi humko zamane ki khatir...
chor ke chali gayi ek bahane ke khatir....
unhone to chor hume ek naya jahan basa liya.
humne hi zindgi barbad ker li unhe pane ki khatir...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: November 16, 2006, 10:30:27 AM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Jaanasheen"
Loot Gaya Main Mohabbat Mein Uski Use Paane Ki Khateer,..
Roya Hoon Har Ghadi Main Ek Pal Muskuraane Ki Khateer,..

Humne Sab Kuch Gawaakar Bhi Unko HaseelNa Kar Sake,...
Un Hone Thukraya Bhi Hume To Bas Zamaane Ki Khateer,..

______________________-Azeem-___________________



bahutaache jaanasheen..

wo thukra gayi humko zamane ki khatir...
chor ke chali gayi ek bahane ke khatir....
unhone to chor hume ek naya jahan basa liya.
humne hi zindgi barbad ker li unhe pane ki khatir...


Shukriya Bhai Jaan and Nice one..
bahoot Khoob Likha Hai Apne,.


Uski Kaateer Zamaane Ko Thukraa Diya Maine..
Use Roshan Karne ke Liye Ghar Ko Apne Jalaa Diya Maine...
sab Kuch Kiya Maine phir Bhi usko Haseel Na Kar saka,..
usko Bhoolaane Ki Khateer sab Kuch Mitaa Diya maine,.

__________________________________-jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: November 16, 2006, 10:39:21 AM »
Mujhe Dard Mile Hain Kitne Kise Bataaoon Main,..
Aag Jo Lagi Hai Dil Par Jaake Kahan Bujaaoon Main,..

Muskuraate Hain Log Sunkar Haal-e-Dil "Jaanasheen" Yahaan..
In Bedardon Ke Zamaane Mein Dil Ki Aah Kisi Sunaaoo Main,..

_____________________-Azeem_____________________
Logged
Nirbhay
Guest
«Reply #25 on: November 16, 2006, 11:19:23 AM »
Ek To Sajan Mera Paas Nahi Heey
Dooje Milaan Di Koi Aas Nahi Heey
Hoton Pe Aayi Teri Yaad! Duhai
Lambi JudaII!! 4 dina daan Pyaar O Rabba Badi LambI JudaII..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: November 16, 2006, 12:31:19 PM »
Bahoot Khoob Aditya
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #27 on: November 29, 2006, 03:20:06 PM »
Quote from: "Jaanasheen"


Shukriya Bhai Jaan and Nice one..
bahoot Khoob Likha Hai Apne,.


Uski Kaateer Zamaane Ko Thukraa Diya Maine..
Use Roshan Karne ke Liye Ghar Ko Apne Jalaa Diya Maine...
sab Kuch Kiya Maine phir Bhi usko Haseel Na Kar saka,..
usko Bhoolaane Ki Khateer sab Kuch Mitaa Diya maine,.

__________________________________-jaanasheen-
[/b]


uski khatir khud ko bhula gaya main.
aapne hi dil ko jala gaya main
mera sammaan jo wajood tha mera
khoon ke ansoo usay bhi rula gaya main.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: December 17, 2006, 03:24:36 PM »
Bahoot Khoob Bhondu Bhai,..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #29 on: December 18, 2006, 02:22:40 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Bhondu Bhai,..


 jaansheen .... ji aapne kuch likha nhi..
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:20:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer