LAMBI JUDAAI

by BHONDU on September 08, 2006, 01:07:17 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 9527 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #45 on: January 17, 2008, 04:33:42 PM »
mera ek bahoot hi fav song yaad aa gaya...

char dina da pyar O Ruba lambi judai.. lambi judai
Hontho pe aai meri jaan, duhai, hi, lambi judai... (nm)

Umarbhar ka sath kah kar judai le li
humne na jaane kyun yah rihaai de di
dard ko samet liya jaise seep mai moti
umarbhar ki yah lambi judai le li
wha wha bahut aache..
char din ka saath hota hai
judaai chalti rehti hai
tel sookh jaaye deepak ka
per baaati jalti rehti hai
de gaye hai wo ek dard ki roshni.
dekh usay herdum ye aankhe pighalti rehti hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Lambi Judaai by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq
Lambi Kali Raat by Brijinder in Shayri for Khumar -e- Ishq
lambi umar by vikas2210 in Shayri-E-Dard
** Lambi Jeevan** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
Lambi Lambi raaton me,,,,,-Muzammil- by Muzammil, in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pooja
Guest
«Reply #46 on: January 17, 2008, 04:38:50 PM »
judai kai baar judai nahi lagati
teri yaad her pal hai dil mai basati
khayalo mai akar tum haqiqat ban jaate ho
toote khayalo ke sung, phir lambi judai najar atte ho
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #47 on: January 18, 2008, 01:51:50 PM »
judai kai baar judai nahi lagati
teri yaad her pal hai dil mai basati
khayalo mai akar tum haqiqat ban jaate ho
toote khayalo ke sung, phir lambi judai najar atte ho

judai nhi lagti ki pyaar ka ehsaash hai.
hooth bejaan hai adaro mein pyaas hai.
ye lambi judaai mein bhi wo mere paas hai.
jeene nhi iccha per rokti her saans hai.
Logged
Roja
Guest
«Reply #48 on: January 18, 2008, 01:58:08 PM »
Wah pooja di and Bhondu ji. Dono bahut accha likhein hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #49 on: January 18, 2008, 02:50:28 PM »
bahoot khoob Vikram!! Thanks Roja!!!

un to pal pal sadi sa najar atta hai
intzaar mai jab tera khayal atta hai
pata nahi chalta kab waqat nikal jaata hai
judai mai bhi tu yah kaise sath nibha jaata hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #50 on: January 18, 2008, 03:55:50 PM »
bahoot khoob Vikram!! Thanks Roja!!!

un to pal pal sadi sa najar atta hai
intzaar mai jab tera khayal atta hai
pata nahi chalta kab waqat nikal jaata hai
judai mai bhi tu yah kaise sath nibha jaata hai

DO LINES SHERE KERNA CHAHUNGA BT. NOT MINE (NM)

PYAAR MEIN SAATHI SAATHI KA KHUDA HOTA HAI.
EHSAAS TAB HOTA HAI JUB SAATHI JUDA HOTA HAI.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #51 on: January 18, 2008, 04:01:31 PM »
bahoot sahi kaha Vikram ji apne!!!

Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #52 on: January 18, 2008, 04:05:42 PM »
bahoot sahi kaha Vikram ji apne!!!



YE HUMARE NHI KISI AUR.. KI SHAREING THI PER MUJHE BAHUT SAHI LAGI..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: January 20, 2008, 11:56:32 AM »
Bahoot Khoob,.

Jo Tune Bakshaa Hai Wo Gham Kahaan Nahi Hota,.
Ye Sholaa Aisa Hai Jiska Dhuaan Nahi Hota,.

Talab Hai Tujhko Khushi Ki Janam Se "Azeem",.
Bata Kyun Tera Mukkaddar Jawaan Nahi Hota,.

______________________________-Jaanasheen-

Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #54 on: January 21, 2008, 01:20:46 PM »
Bahoot Khoob,.
Jo Tune Bakshaa Hai Wo Gham Kahaan Nahi Hota,.
Ye Sholaa Aisa Hai Jiska Dhuaan Nahi Hota,.

Talab Hai Tujhko Khushi Ki Janam Se "Azeem",.
Bata Kyun Tera Mukkaddar Jawaan Nahi Hota,.



GOOD ONE JAANSHEEN...

SARE GILE MITANA CHAHUNGA...
TUMSE MITI NA JUDAAI BAS ISKI KI KAMI RAHEGI...
MERI JALTI HUI CHITA DEKHNA, DHYAAN SE
USKE AANKHO MEIN BHI NAMI RAHEGI
Logged
Roja
Guest
«Reply #55 on: January 21, 2008, 02:00:33 PM »
Bahoot Khoob,.

Jo Tune Bakshaa Hai Wo Gham Kahaan Nahi Hota,.
Ye Sholaa Aisa Hai Jiska Dhuaan Nahi Hota,.

Talab Hai Tujhko Khushi Ki Janam Se "Azeem",.
Bata Kyun Tera Mukkaddar Jawaan Nahi Hota,.

______________________________-Jaanasheen-



Lovely Janasheen ji... very good
Logged
Roja
Guest
«Reply #56 on: January 21, 2008, 02:02:05 PM »
Ashq bahana ab naseeb hai
Kat jayenge din judayi ke bhi

Char dil ki zindagi hai
Beet jayenge dil judayi ke bhi
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #57 on: January 21, 2008, 02:19:46 PM »
Ashq bahana ab naseeb hai
Kat jayenge din judayi ke bhi

Char dil ki zindagi hai
Beet jayenge dil judayi ke bhi

roja ji ye to kafi nirasha type ki baat ho gayi na..mane zindi jaise bhi ho kat jaayegi.samrpan hai..

ashq bahana ab naseeb ho gaya hai..
jo mere kareeb tha kisi aur ke kareeb ho gaya hai.
kismat ke badsaah se , kismat muh nhi modegi
kaise maan le us bewafaa ka koi dil nhi todegi
Logged
Roja
Guest
«Reply #58 on: January 21, 2008, 02:29:12 PM »
Taqdeer badalte dekha hai
Her kisii ko badalte dekha hai
Jisne bhi ki hai wafa yahan
Her wafa ko rote dekha hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #59 on: January 21, 2008, 02:33:46 PM »
umar gujar jaayegi,
nazar badal jaayegi.
per bewfaii ke kahani to,
asko se hi likhi jaayegi.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:57:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer