last words

by phoenix on July 05, 2006, 05:26:16 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 4097 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 11, 2006, 10:34:18 AM »
Quote from: "phoenix"
bahut khoob azeem ji


haya k pardo.n k darmiyan ek yaar purana rehta hai
din guzre hain kuch is tarah ki dard se yarana rehta hai

kabhi kush hote the hum dekh kar surat jinki
aaj usi chehre me mujhko ek veerana lagta hai

lamha lamha dur hote gaye zindagi se kuch iss kadar
ki jab dekhta hun aaena to ek insaan purana lagta hai

tu dosh na de meri barbadi ka khud ko
jab leta hai tera naam koi to ab ye ilzaam purana lagta hai

har sham aati hai lekar wahi sawaal purane
ab to inn sawaalo se mujhko saqibb maikhana lagta hai

zindagi aa gayi hai chand lamho mein ab toh
bas thoda aur ji lun inhe fir ye jism to rukhsat karta hai


Shukriya Bhai Aur Bahoot Khoob Likha Hai,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Words, words, words.............. by Friend_4uall in Quotable Phrase and Quotes
MY LAST WORDS... by ANKIT RAO in English
Action speaks more than words! by ishu_singh10 in Share:Miscellaneous Shayari
wORDS.. by ulfat1977 in Quotable Phrase and Quotes
WORDS!! by qalb in Quotable Phrase and Quotes
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: July 11, 2006, 10:35:15 AM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob  nitiesh ........


badal jab chhaa jaate hain aksar
bin barse bhi uadd jaate hain woh  
inko sawan ki ghata ka naam na do
kitna bhi gehra ho zakham waqt ke saath bhar jaata hai
andhare  mein lagi hai yeh thokar keh ke
isko galati ka naam na do!!!!!!!!!!!


Bahoot Khoob Ranjana Sis,..
Logged
phoenix
Guest
«Reply #17 on: July 12, 2006, 06:31:20 PM »
kuch aankahi baatein raaton mein reh jati hai
kuch khwahishe rishto ki mehek si ban jaati hai

hum nahi chahte dur hona apno se
kya karen jab rasme rishto ki gaanth ban jati hai

isi umeed mein baanate hain gharonda apna
har sham guzare tassavur mein unke aur subah ho jaye

par kyun nahi milta iss dil ko sehlane wala koi
har ghadi ye jud jata hai fir tutne k liye
Logged
ranjana
Guest
«Reply #18 on: July 13, 2006, 02:31:11 AM »
shukriya azeem bhai N nitiesh ...nice words ....

yeh zindagi hai udas si udaasi jaati nahi
veerano ko bhi ab tanhaai raas aati nahi

kar liya karte they kabhi hum unse chupke se do baate
abhi bhi woh puaraani aadat bhulaai jaati nahi

pyaar kiya thaa shayad kisi pathar se hamne
ab ashqo se behata hai lahu hamara paani nahi
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #19 on: July 13, 2006, 07:40:20 PM »
Bohat khoob Phoenix, Ranjana & Azeem....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #20 on: July 14, 2006, 03:24:19 AM »
shukriya Aryaan....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: July 14, 2006, 03:19:15 PM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Phoenix, Ranjana & Azeem....


Shukriya Bhaijaan,..
Logged
phoenix
Guest
«Reply #22 on: July 31, 2006, 05:28:22 PM »
aaj bhi unn akhri shabdo ki kahani yaad hai
dil tutne ki aawaz aaj bhi yaad hai

mein kho na jaun dil ki raahon mein kahin
isliye unn lamho me miti hui zindagani yaad hai

log kehte hain bewafa mujhe aajkal
kya karun aadat hai meri aur aadat kharaab hai

ban k reh gaya raahon ki dhool is aashiqi mein
aur uss par is zamaane k sitam yaad hain
Logged
ranjana
Guest
«Reply #23 on: July 31, 2006, 05:59:15 PM »
meri zindagi mein tere kadmo ke kuch nishaan baki they
unke saath saath thaa meri dam todti hui saanso ka carvaan

jab woh hue juda hamse tab yeh khayal aaya hame
ab yeh zindagi mein fir se kyu koi hadasa naya hua

ek sitaara sa chal raha thaa jaise saath mere har kadam per
jasie hi hui roshni woh bhi hamse na jaane kab thaa juda hua

hain ab saath mere kai ajanbi parchaiyaan
per mera vajood talshata hai chehera wahi jaana pechana hua

ki thee kai baate hamne jab they hum saath saath
per mere dil mein hai ab tak wahi aakhri sahbad unka basa hua
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: August 01, 2006, 09:42:58 AM »
Bahjootv Khoob Pheonix And Ranjana Sis,..
Lage Raho,..
Logged
phoenix
Guest
«Reply #25 on: August 01, 2006, 06:13:06 PM »
laayi hayaat aaye, qazaa le chali, chale
apani Khushi na aaye, naa apani Khushi chale. (n/m)
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #26 on: August 02, 2006, 07:19:32 PM »
Very Nice Phoenix & Ranjana....
Logged
phoenix
Guest
«Reply #27 on: August 02, 2006, 07:26:33 PM »
thnx bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: August 03, 2006, 02:15:03 AM »
Ghamo Ko Tere Maine Sab Se Choopaakar Roya,..
Yaadon Ko Teri Dil Se Lagaakar Roya,..
Apni Tanhaaion Ko Tera Naam Sunaakar Roya,..
Badi Bedardi Se Tord Diya Dil Tune Mera,..
Tere Naam Chupaane Ke Liye Main Thoda Muskuraakar Roya,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #29 on: August 03, 2006, 03:05:03 AM »
shukriya Aryaan and Azeem bhai .......bahut khoob likha hai aapne..

meri saanso mein barf si jami hui hai
neend pathraii si aankho mein kahi padi hui hai
koi rawaani nahi hai mere dil ki dharkano mein
bas ek khamoshi si pehlu mein soyi hui hai
koi ke lava sa dhadakta hai mere bheetar
jaise  aag koi kisi pathar mein kahi dafan  hui hai
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:01:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer