last words

by phoenix on July 05, 2006, 05:26:16 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 4074 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: August 03, 2006, 03:12:25 AM »
Shukriya Ji,..
And Nice One.,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Words, words, words.............. by Friend_4uall in Quotable Phrase and Quotes
MY LAST WORDS... by ANKIT RAO in English
Action speaks more than words! by ishu_singh10 in Share:Miscellaneous Shayari
wORDS.. by ulfat1977 in Quotable Phrase and Quotes
WORDS!! by qalb in Quotable Phrase and Quotes
ranjana
Guest
«Reply #31 on: August 03, 2006, 03:39:52 AM »
shukriya Azeem bhai ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: August 07, 2006, 09:21:31 AM »
Ur welcome Ranjana Sis,..

Dil Rota hai Aaj Bhi Un Lamhon Ko Yaad Karke,..
Mila Na Chain Use Bhi Jaanasheen Mujhe Barbaad Karke,..

Khodiya Jise Maine Duaaein Mang Kar Khuda Se,..
Ab Kyun Tassalli Doon Main Dil Ko Ek Aur Fariyaad Karke,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #33 on: August 07, 2006, 04:53:01 PM »
bahut khoob azeem bhai ............

zindagi se hum hain haare per ghum se haare nahi
ab yeh dard ke rishte hi hamaare sahare nahi

jo sach thaa maine wahi unko hai bataya
kisi aur ke khawabo se kabhi ghar ko na sajaya

jab bhi mila koi hamse hamne us par pyaar hi lutaaya
per lagta hai mere masoom dil ko koi samajh na paaya

ab hain sahyad yahi aakhri lafaz mere
ab ke jo dam tuta toh  tut jaayega  fir yeh wqat haath na aaya
Logged
phoenix
Guest
«Reply #34 on: August 07, 2006, 06:44:03 PM »
hasate hasate ek din rulakar mein gumnaam ho jaunga
mein koi idd ka chaand nahi jo agle baras fir aaunga
hawa ki khuski mein apney aansuo.n ki nami ghol jaunga
dhoond na paoge iss duniya me mujhe
aaj aankho k samne rehta hun kal rota hua chood jaunga

fir na kehna harjai mujhko
aaj toh jeene ki dua deta hun kal marne ki wajah ban jaunga
apni lakeeron mein dhoondoge mujhe hamesha
par dhool ki tarah hatheli se udd jaunga
Logged
ranjana
Guest
«Reply #35 on: August 08, 2006, 04:00:40 AM »
jo tumne kaha nahi kabhi mere dil ne woh bhi sun liya
lafazo ka hona har waqt jaruri nahi yeh dard maine mehsus kar liya

kis ke bas main hai saanse apni
fir bhi har waqt zindagi per etabaar sabne  kiya

har waqt bharaa  rang khushi ke dikhaave ka hamne
har hadsa har dard  is dil ne hans ke seh liya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: August 09, 2006, 06:13:29 AM »
Shukriya Ranjana Sis,.
Aur Bahoot Khoob Likha Hai,..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #37 on: August 10, 2006, 04:25:40 AM »
shukriya  azeem bhai..... Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: August 10, 2006, 11:42:37 AM »
Dil Se Poocho Mere Ke ye Kitne Gham Jhela Hai,..
Mehfilein Hain Charon Aur Iske Phir Bhi Ye Akela Hai,...

Badi Bedardi Se Tord Diya Dil Mera Ab Mere Haal Pe Muskuraate Hain,..
Khuda Unhe Har Pal Khushi De Bas Yahi Duaa Dekar Hum Is Jahaan Se Jaate Hain,,.

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
phoenix
Guest
«Reply #39 on: October 11, 2006, 06:08:16 PM »
har lafz aur alfaz kuch aur kahaani kehte hain
har lamhe aur dhadkan baat purani kehte hain
tut kar girne wale patte ek apni hi rawani kehte hain
agar sun sako toh sun lo
ye band honth ek baat purani kehte hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: October 12, 2006, 02:48:40 PM »
Bahoot Khoob PheonixBhai,..
Logged
phoenix
Guest
«Reply #41 on: October 12, 2006, 06:24:27 PM »
thnx azeem bhai
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #42 on: October 12, 2006, 06:31:06 PM »
Bohat khoob Phoenix....
Logged
phoenix
Guest
«Reply #43 on: October 12, 2006, 06:35:53 PM »
thnx aryaan
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: October 16, 2006, 01:36:22 PM »
Ur Welcome Bhai,..
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:58:25 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer