sanya310
Guest
|
laut jaati hai duniya gham hamara dekh kar jaise laut jaati hain lehre sahil ya kinara dekh kar tu kandha na dena mere janaazey ko ae dost kahin phir zinda na ho jaaun tera sahara dekh kar
nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 17, 2005, 07:10:06 PM » |
|
laut jaati hai duniya gham hamara dekh kar jaise laut jaati hain lehre sahil ya kinara dekh kar tu kandha na dena mere janaazey ko ae dost kahin phir zinda na ho jaaun tera sahara dekh kar
nm bahot khoob sanya...................very touching words......... jise dekho woh apne ghum mein dooba hua nazar aata hai mere khuda yeh duniya phirse basane ki jaroorat hai.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanya310
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 17, 2005, 07:17:22 PM » |
|
thnx waheed...acha jawaab diya hai..
apne apne gham mein sab doobe hue hain koi kyun na ek khushi ki leher le aata andheri raat jaise duniya pe chhayi hui hai koi kyun na aasman se suraj ko le aata
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 17, 2005, 07:31:54 PM » |
|
thnx waheed...acha jawaab diya hai..
apne apne gham mein sab doobe hue hain koi kyun na ek khushi ki leher le aata andheri raat jaise duniya pe chhayi hui hai koi kyun na aasman se suraj ko le aata ur always welcome sanya................superb sanya............bahot umda likha hai.......... sanya urdu words mein koi problem nahi hogi na... bekali hi nahi bahot udaasi bhi teri yaadon ka saath deti hai...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
hina_chandni
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 17, 2005, 07:40:05 PM » |
|
gr8 work sanya n waheed ji...............keep it up!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanya310
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 17, 2005, 07:41:26 PM » |
|
haan waheed main urdu hi bolti hoon..but likhte time i use hindi urdu mixed!! bohot achhe again!!!
iss gham ke saaye mein aaj ae bewafa aap nazar aa gaye aapke lautne ki khushi mein hum khudkhushi kar aa gaye
thanx hina!!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
hina_chandni
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 17, 2005, 07:47:26 PM » |
|
Tujhse milna mushkil hai aur milna b zaruri hai Khuda kare ye mushkil asaan ho jaye mere paas hai sirf zindagi apni Khuda kare ye b tere naam ho jaye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 17, 2005, 07:48:18 PM » |
|
thanxxxxxx alot hina............sanya................ jinse milkar jindagi se pyar ho jaaye woh log aap ne shayad dekhe bhi hon, magar aisa bhi hai.. :wink: shayad samajh jaaye.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanya310
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 17, 2005, 07:55:44 PM » |
|
haan samajh aaya na!! tumse milkar tumse pyar karke vaada nibhana tha vaada nibhane ke liye dhokha karna pada to kya hua.. tumse milkar jeene ki aas kuch iss tarah se jaagi jeene se pehle sau baar marna pada to kya hua..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 17, 2005, 08:06:50 PM » |
|
oho sanya ji..........kya jawaab diya hai...........superbsssssss sanya........
kabhi athkheliyan karte samunder ke kinare per main dekhoon jab koi chanchal tum yaad aate ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanya310
Guest
|
|
«Reply #10 on: June 17, 2005, 08:14:15 PM » |
|
thnx waheed...nice one!!!
dekhte ho jab kisiko to humein yaad karte ho phir jab paas hote ho hamare itne kareeb tab tum bichhadne ki baat karte ho yaad karte ho jab itna humein har pal laut kar kyun nahi aate tum itna tadpate ho aisa zulm kyu mere saath karte ho...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bond
Guest
|
|
«Reply #11 on: June 17, 2005, 08:15:21 PM » |
|
laut jaati hai duniya gham hamara dekh kar jaise laut jaati hain lehre sahil ya kinara dekh kar tu kandha na dena mere janaazey ko ae dost kahin phir zinda na ho jaaun tera sahara dekh kar
nm bahut achha hai SANYA.................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sanya310
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 17, 2005, 08:20:58 PM » |
|
thanx a lot bond!!!! .. :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 18, 2005, 01:04:55 AM » |
|
Bohat achey Sanya, Waheed & Hina.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 18, 2005, 01:28:02 AM » |
|
Isha Darling k naam ...........................
Cha jaunga main wadiyon mein agar dhuan bana diya mujhko, Seney mein aag abb bhi hai agar socho bujha diya hai mujhko.
Sawal yeh nahi tha ki zindagi ne kya diya hai mujkho, Iss ada se woh muskurai ki karzdar bana diya mujhko.
Unki khamosh bewafaie mein bhi woh gazab ki kashish thi, Ki khon-e-dil ka gulab bana kar kabar pe saja diya mujhko.
Iss kadar unhoney humsey apney piyar ka izahar kiya, Apney dil-e-aasman mein aaftaab bana diya mujhko.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|