Laut kar ek dafa tum... Intezar !

by Intezar on February 22, 2012, 07:42:15 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1318 times)
Intezar
Guest


Laut kar ek dafa tum, sunaa jaao apni aahein
tumhari aagosh ko kabse taras rahi hai bahein
 
Door batihe ho khafa ho kar, tum kya jaano
Kaise gujaari hai humne hijra ki wo raatein
 
kyu ye chahat ki thi humse bepanaah tumne
Kyu khwaab mein aakar tum karte the baatein
 
Ahad jo tumne kiye the wafa ke, aye hamnafas
Phir chhod kar tanha kyu badli tumne raahein
 
Meri rukhsati par kyu itni hairat hai tumhein
kyu jhuki hai palke, kyu madham hain saanse
 
aasma bhi khamosh hai, aur mayus hain sitaare
kabra me bhi tadpa gayi aakar tumhari yaadein
 
tum jo gujre ho yun aaj lahad se ‘Intezar’ ki Jaana
dar hai kahi teri aahate ise neend se na jagaadein…!


Shukriya
Intezar !

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aik dafa woh yaad he tum ko by DJ Goher in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ye Dafa Yunhi Chalne Do..... by Aman_rahi in Shayri-E-Dard
AAJ EK AUR DAFA.........................TANHA(SAURABH) by Tanha(Saurabh) in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dafa karna hai by nadia brohi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Dafa Ho Jaao...(Shihab) by Shihab in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
~Aatish~
Guest
«Reply #1 on: February 22, 2012, 07:46:11 PM »
Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: February 22, 2012, 07:46:40 PM »
 Applause Applause Applause
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #3 on: February 22, 2012, 07:54:07 PM »
nice


Laut kar ek dafa tum, sunaa jaao apni aahein
tumhari aagosh ko kabse taras rahi hai bahein
 
Door batihe ho khafa ho kar, tum kya jaano
Kaise gujaari hai humne hijra ki wo raatein
 
kyu ye chahat ki thi humse bepanaah tumne
Kyu khwaab mein aakar tum karte the baatein
 
Ahad jo tumne kiye the wafa ke, aye hamnafas
Phir chhod kar tanha kyu badli tumne raahein
 
Meri rukhsati par kyu itni hairat hai tumhein
kyu jhuki hai palke, kyu madham hain saanse
 
aasma bhi khamosh hai, aur mayus hain sitaare
kabra me bhi tadpa gayi aakar tumhari yaadein
 
tum jo gujre ho yun aaj lahad se ‘Intezar’ ki Jaana
dar hai kahi teri aahate ise neend se na jagaadein…!


Shukriya
Intezar !

Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #4 on: February 22, 2012, 08:17:11 PM »


Laut kar ek dafa tum, sunaa jaao apni aahein
tumhari aagosh ko kabse taras rahi hai bahein
 
Door batihe ho khafa ho kar, tum kya jaano
Kaise gujaari hai humne hijra ki wo raatein
 
kyu ye chahat ki thi humse bepanaah tumne
Kyu khwaab mein aakar tum karte the baatein
 
Ahad jo tumne kiye the wafa ke, aye hamnafas
Phir chhod kar tanha kyu badli tumne raahein
 
Meri rukhsati par kyu itni hairat hai tumhein
kyu jhuki hai palke, kyu madham hain saanse
 
aasma bhi khamosh hai, aur mayus hain sitaare
kabra me bhi tadpa gayi aakar tumhari yaadein
 
tum jo gujre ho yun aaj lahad se ‘Intezar’ ki Jaana
dar hai kahi teri aahate ise neend se na jagaadein…!


Shukriya
Intezar !


Bahut Bahut khooob!!!

Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: February 23, 2012, 03:50:39 AM »
 Applause Applause Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #6 on: February 23, 2012, 05:38:48 PM »
simly superbb kalaam hai Janaab Intezaar sahab--
kaafi dino baad aapko padhkar fir whi lutf aya
fir wahi ehsaas e mohabbt ko aapke alfaazon me paya

baht aasaani se dard ko bayan krte hain aap

dili daad aur mubarakbaad kubul karen

khus rahen
muskurate rahen

aur janaab hume tarsaana kam karen
thoda jada time aaane ki kosis karen sahab--

sukriya
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #7 on: February 23, 2012, 05:51:56 PM »
wah wah wah intezar sahab... bahut khoob,, Usual Smile Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Intezar
Guest
«Reply #8 on: March 02, 2012, 07:48:05 PM »
Shukriya aap sabhi dosto ka... aap sabhi ne pasand kiya hamaari koshish ko tahe dil se bahut bahut shukriya... !!!!

Intezar !
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:49:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer