nikss
Guest
|
«Reply #15 on: January 07, 2006, 07:10:02 PM » |
|
Dil Ajab Shaher Hay Kah Jiss Par Bhee Khula Dar ISs Ka Wo Musafir ISsy Har Simat Say Barbad Kary.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #16 on: January 07, 2006, 07:15:17 PM » |
|
yehi to hai fasana e mohabbat ke mil kar bhi nahi milti rafaqat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikss
Guest
|
|
«Reply #17 on: January 07, 2006, 07:16:01 PM » |
|
Teri Yaad Or Tere Dheyaan Mein Guzri He Sari Zindagi Aik Makaan Mein Guzri He Is Tareek Faza Mein Meri Sari Umer Dia Jalane Ke Imkaan Mein Guzri He Apne Lie Jo Sham Bacha Ker Rakhi Thi Wo Tujh Se Ehd-o-Paimaan Mein Guzri He
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #18 on: January 07, 2006, 07:21:33 PM » |
|
Ehsaan kiya hum ne tum par is baat ka tum maan karo Dil maangte phirte they sab se jaan dedi ab to qissa tamam karo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikss
Guest
|
|
«Reply #19 on: January 07, 2006, 07:46:33 PM » |
|
Woh mujhe bhoolne ki fiker may hay Yeh meri fatah hay shikust nahi Baar baar apni wafaon ki kahani na suna Hum wafaon ke pujari hain kharedar nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #20 on: January 08, 2006, 06:44:34 PM » |
|
itna zaaem itna fakhar tumhe hai Nikss us mohabbat par jo kabhi teri na thi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikss
Guest
|
|
«Reply #21 on: January 08, 2006, 06:54:08 PM » |
|
Ek tu teri aawaaz yaad aayegi, teri kahi hui har baat yaad aayegi,
Din dhal jaayega raat yaad aayegi, har lamha pehli mulaqaat yaad aayegi..
Kabhi hasti kabhi roti kabhi muskurati.. ye zindgi tere bin bhi kat jaayegi..
Par kuch kami isme bhi to reh jayegi. dil ko tadpayegi kabhi tarsayegi. har lamha teri yaad aa jayegi..
Bilkul g her lamha teri yaad aaye ghi..................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #22 on: January 08, 2006, 07:00:14 PM » |
|
is zindagi se aur kuch hum ko na chahiye teri khushi teri RAZA bas hum ko chahiye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikss
Guest
|
|
«Reply #23 on: January 08, 2006, 07:08:34 PM » |
|
Eesha Shukar Hai ALLAH Ne Ata Ki Aankhon Ki Neamat Humain
Dard -O-Gham ,Sare Dil Ke Chupa Deti Hain Aankhen
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #24 on: January 08, 2006, 07:26:05 PM » |
|
na chhupte hai gum kabhi palko.n ki aad me ke afsha ho hi jaate hai kisi apne ke nigaho me
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikss
Guest
|
|
«Reply #25 on: January 08, 2006, 07:28:31 PM » |
|
Ehsaas nahin mere gham ka na sahi Koi mere dard pe muskuraye kyun
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #26 on: January 08, 2006, 07:30:49 PM » |
|
nahi milti khushi is zindagi me yu hi SABA ek hansi ke liye khud ko jalana parta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikss
Guest
|
|
«Reply #27 on: January 09, 2006, 07:54:07 PM » |
|
Itne faslay mein bhi hain teri qurbat ke mazay Raakh urrne lagi hai mann mein jalti bujhti yaadun ki Woh aanch thi hawa mein ke kali tak bhi sulagg gaii
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #28 on: January 09, 2006, 08:43:23 PM » |
|
Isi ada ne jaan le li hai wafa ki to wafa ka naam na liya jo jafa ki to koi ilzaam na diya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikss
Guest
|
|
«Reply #29 on: January 31, 2006, 04:07:33 PM » |
|
azal sey gunbad bay dar mein qaid tha mein mera wajood shakista meri sadda sey lara
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|