Littles Drops.Of Dard,.

by Jaanasheen on September 23, 2009, 05:31:25 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1166 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile


Thokar Mujhe Lage To, Dard Use Bhi Ho,.
Ya Rab Mujhe Dard Sehne Ka Wo Saleekha De De,.

-Azeem-

Udaas Main Rahoon, To Pattharon Se Ashq Bahe,.
Meri Khamoshiyon Mein, Tu Aisa Dard Bharde,.

-Azeem-

Samander Ke Kareeb Hoke Bhi, Main Pyaasa Hi Raha,.
Bedakhal Mujhe Har Baar Lehrein, Kinaaron Se Karti Rahi,.

-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dard dard ki had mein by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ko Dard Men Dekha by syednaami in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
kahan dard-e-dil dard se nashaad hota hai by @kaash in Ghazals « 1 2  All »
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: September 23, 2009, 09:51:26 PM »
Wah Azeem bhai,sirf dard hi dard hai aapke kavita mein,bahut khoob,kamaal ke likhte ho aap.excellent.keep it up. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #2 on: September 24, 2009, 02:32:02 AM »
Bahoot bahoot Khoob Azeem.. Bahoot Khoob!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 24, 2009, 06:17:37 AM »
Wah Azeem bhai,sirf dard hi dard hai aapke kavita mein,bahut khoob,kamaal ke likhte ho aap.excellent.keep it up. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause

Thank U Madhuwesh Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: September 24, 2009, 06:52:57 AM »
Bahoot bahoot Khoob Azeem.. Bahoot Khoob!

Shukripya Sophi,.



Jise Paane Ki Bohat Hasrat Thi Mujhe,.
Wo Mere Haath Mein Aaya Paani Ki Taraah,.

-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 24, 2009, 07:03:13 AM »

Aksar Yahi Gilaa Mujhe, Apni Kismat Se Raha "Doston,.
Mere Muskuraane Se Pehle Hi,Ek Aur Gham De Jaati Hai,.

-Azeem-

Aye Kaash Mere Hisse Bhi Zara Khushi Aati,.
Main Bhi Muskuraane Ka Thoda Haq Rakhta,.

-Azeem-
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #6 on: September 24, 2009, 07:05:45 AM »
Waah bahut hi khoob Ajeem ji..... Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 24, 2009, 07:08:55 AM »
Waah bahut hi khoob Ajeem ji..... Applause Applause Applause

Shukriya Nikhaar Ji,.

Meri Tadqeer Se Kahaan Apni Kismat Jordte Ho Tum,.
Maine Jeete Jee, Yahaan, Apni Maut Dekhi Hai,.

-Azeem-

Logged
Sajania
Guest
«Reply #8 on: September 24, 2009, 10:11:49 AM »
 Applause Applause Applause....AwEsOme...... Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: September 24, 2009, 10:18:49 AM »
Applause Applause Applause....AwEsOme...... Applause Applause Applause

Shukriya,.




Mujhe Tanhaa Hi Dard Sehne Do,.
Ise Mere Paas Hi Rehne Do,.

Ek Arse Se Sookhi Padi Thi Aankhein..
Yahaan Se Ab Ashq Behne Do,.

Mujhe Tanha Hi Dard Sehne Do,.
Ise Mere Paas HI Rehne Do,.

-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: September 24, 2009, 11:59:25 AM »

Badkismati Meri Roothi Hai Mujhse,"Doston,.
Maine To Is Se Ek Hi Lamha Khushi Ka Maanga,.

Andhere Bhi Ab Taalukh Tordne Ko Khade Hain,.
Maine To Bas Inse Ek Khatra Roshni Ka Maanga,.

Waqt Bhi Mera, Mujhse Khafaa Hai "Azeem,.
Jo Is Se Maine, Hisaab Zindagi Ka Maanga,.

-Azeem-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: September 24, 2009, 12:00:44 PM »


Hawaa Ki Taraah, Guzar Jati Hai Mere GHar Se Khushi,.
Maine Umr Guzaar Di, Ise Apni Giraft Mein Karne,.

-Azeem-

Mera To Har Kadam, Barbaadi Ki Taraf Uthaa,.
Mujhe Ye Ehsaas Tab Hua, Jab Manzil Kareeb Thi,.

-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: September 24, 2009, 12:14:46 PM »

Ek Baar Mujhe Apna Kehkar Gale Lag Jaane Do,.
Phir Chaaho To Umr Bhar Jalaate Rehna,.

-Azeem-

Badkismati Ki Siyaahi Maathe Pe Hai Mere,.
Main Sajda Karke Bhi Rab Ko Manaa Na Saka,.

-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: September 24, 2009, 12:21:17 PM »

Barsaat Bhi Mere Ghar Ko Jalne Se Rok Na Paai,.
Aag Bhadak Gayi, Paani Ka Rang Dekhte Hi,.

-Azeem-

Uski Chaahton Par Yakheen Tha Mujhe.
Wo Kitna Dagaabaaz Tha Ye Bhi Pata Tha,.

Wo Tha Kaanton Se Bhara Hua "Azeem,.
Magar, JO Bhi Tha, Mera Raasta Tha,.

-Azeem-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: September 26, 2009, 06:40:37 AM »


Main Khwaab Hoon, Mujhpe Kyun Dil Lagaa Baithe,.
Mujhe Haqeeqat Samajhkar, Tum Dhoka Khaa Baithe,.

-Azeem-
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:34:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer