love

by kiran_silindustries on December 04, 2008, 03:13:27 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1067 times)
kiran_silindustries
Guest
Pane se khone ka maza aur hai,
Band Aankhon me rone ka maza aur hai,
Aansu bane lafz aur lafz bane ghazal…
Aur us ghazal me Aapke hone ka ehsas kuch aur hai

Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: December 04, 2008, 04:15:59 PM »
Pane se khone ka maza aur hai,
Band Aankhon me rone ka maza aur hai,
Aansu bane lafz aur lafz bane ghazal…
Aur us ghazal me Aapke hone ka ehsas kuch aur hai




wah wah,  bahut khoob kaha.


AISEY EHSAAS KA NASHA KUCH AUR HAI
AISEY PYAR KI DHADKANEY KUCH AUR HAI
MIL KAR JUDA HUYE TOH KYA
AISEY JASBAAT KA NASHA KUCH AUR HAI


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #2 on: December 04, 2008, 05:21:05 PM »

kiran Ji aur Jasbir ji  Bohat khoob likha aap nay...

Sajid Hadayat
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: December 04, 2008, 05:26:21 PM »
Bahut Khoob Kiran Ji
aur Jas Ji ki baat hi nirali hai

Kho kar phir pane ka maza aur hai
Dil jalane ka andaaz bhi to aur hai
Aansu gira kar tarapna kuch aur hai
Unki yaadon doobne ka ehsaas kuch aur hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: December 04, 2008, 06:07:56 PM »
Thanks Rajesh
Thanks Sajid

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: December 04, 2008, 06:12:51 PM »
Bahut Khoob Kiran Ji
aur Jas Ji ki baat hi nirali hai

Kho kar phir pane ka maza aur hai
Dil jalane ka andaaz bhi to aur hai
Aansu gira kar tarapna kuch aur hai
Unki yaadon doobne ka ehsaas kuch aur hai




BICHDEY PYAR KOH MANANA KUCH AUR HAI
KHO KAR PANEY KA MAJA KUCH AUR HAI
YUHI NAHI PYAR LAUT AATA
HAMEY BHI BHOOLNEY KA NASHA KUCH AUR HAI


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: December 04, 2008, 06:26:25 PM »


BICHDEY PYAR KOH MANANA KUCH AUR HAI
KHO KAR PANEY KA MAJA KUCH AUR HAI
YUHI NAHI PYAR LAUT AATA
HAMEY BHI BHOOLNEY KA NASHA KUCH AUR HAI


JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com


Bichdey pyar ko pane ka maja kuch aur hai
Unka dil lubhane ka maja kuch aur hai
Jaan kar anjaan banne ka maja to aur hai
Phir dil lagane ka nasha kuch aur hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: December 04, 2008, 07:18:24 PM »
Bichdey pyar ko pane ka maja kuch aur hai
Unka dil lubhane ka maja kuch aur hai
Jaan kar anjaan banne ka maja to aur hai
Phir dil lagane ka nasha kuch aur hai



bahut hi khoob


Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: December 04, 2008, 08:53:56 PM »
Thanks Jas Ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:41:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer