Ma Ek Muslim Larki Ho

by FARE on December 03, 2013, 10:11:21 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 982 times)
FARE
Guest
Ma Ek Muslim Larki Ho
Maa Baap Ki Nalayank Beti Ho

Behan Bhaiee Ki Apni Behan Ho
Un Sy Larti Rehti Har Watq Ho
Ghar May Sab Ko Thang Karne Walie Ho
Dant Khati Rehti Har Ek Sy Wo Larki Ho

Kahana Kam Manne Wallie Ho
Apne Dil Ki Sunne Wallie Larki Ho
Pal Pal Khushie Ko Talash Karne Wallie Ho
Mill Jaye Tu Dakh Sakti Ho Khush Rehne Ka Haq Nahi Rakhti Ho

Fir Bhi Zinda Rehne Ki Himmat Rakh Leti Ho
Apne Gum Ko Apne Ander Hi Samaye Jati Ho
Din Ko Hote Sab Kaam Kar Leti Ho
Kuch Pallo Ky Liye Apni Parhaiee May Khoo Jati Ho

Parhaiee Karte Huye Kisi Ky Khayyal May Khoo Jati Ho
Fir Kitaab Ko Dakhe Kar Hosh May A Jati Ho
Kuch Lamhaat Asse Guzaar Leti Ho
Dopaher Ky Waqt Khane Ky Liye Niche Jati Ho

Adha Din Asse Hi Sab Ky Liye Guzaar Deti Ho
Fir Bhi Na Jane Kyu Ma Khud Ko Nazer Nahi Atti Ho
Jab Shaam Ky Lamhaat Khud Par Dakhti Ho
Kisi Raet Ki Manid Khud Ko Mehsoos Karti Ho

Hatho Ki Lakero Ki Tarha Khud Ko Dakhti Ho
Mit Kar Bhi Logo Ko Ma Nazer Atti Rehti Ho
Fir Raat Ka Andhera Mujhe Par Ho Jata Hai
Late Kar Fir Ankho Ko Band Kar Leti Ho

Ye Souch Kar Naye Din Ka Agaaz Asaw Na Ho
Fir Bhi Har Roz Jitti Asse Hi Ho
Zindagi Ko Panch Saalo Sy Akelle Guzarti Aiee Ho
Ab Ye Ek Or Saal Es May Shaamil Kar Raho Ho

Tanhaiee Ky Alaam Ko Bahut Kareeb Sy Mehsoos Kiya Hai
Apne Lafzo May Akser Apni Bardasht Ki Haad Likti Ho
Kaha Dene Ko Ye Bhi Zindagi Hi Hoti Hai
Ji Sako Tu Ji Lo Nahi Tu Khuda Ko Wapes Rakhne Ki Himmat Tu Rakhte Ho

FARE
(MARYAM)


 









Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: December 03, 2013, 10:17:21 PM »
waah waah par aap to laayak hain
Logged
FARE
Guest
«Reply #2 on: December 03, 2013, 10:48:11 PM »
waah waah par aap to laayak hain

bhut shukriya...

hum layak hai tu kaya fark parta hai
faqat do baat ki fir log bhool jata hai
Logged
mayur srivastav
Guest
«Reply #3 on: December 03, 2013, 11:02:45 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
wah wah wah
Logged
FARE
Guest
«Reply #4 on: December 03, 2013, 11:07:16 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause
wah wah wah

bhut shukriya ap ka ..
Logged
Saman Firdaus
Guest
«Reply #5 on: December 03, 2013, 11:18:33 PM »
Its too long to read.. sad5 sad5
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #6 on: December 03, 2013, 11:42:31 PM »
Bahut khoob.
Logged
prashad
Guest
«Reply #7 on: December 04, 2013, 05:51:10 PM »
very nice
Logged
khujli
Guest
«Reply #8 on: December 04, 2013, 07:22:58 PM »
Ma Ek Muslim Larki Ho
Maa Baap Ki Nalayank Beti Ho

Behan Bhaiee Ki Apni Behan Ho
Un Sy Larti Rehti Har Watq Ho
Ghar May Sab Ko Thang Karne Walie Ho
Dant Khati Rehti Har Ek Sy Wo Larki Ho

Kahana Kam Manne Wallie Ho
Apne Dil Ki Sunne Wallie Larki Ho
Pal Pal Khushie Ko Talash Karne Wallie Ho
Mill Jaye Tu Dakh Sakti Ho Khush Rehne Ka Haq Nahi Rakhti Ho

Fir Bhi Zinda Rehne Ki Himmat Rakh Leti Ho
Apne Gum Ko Apne Ander Hi Samaye Jati Ho
Din Ko Hote Sab Kaam Kar Leti Ho
Kuch Pallo Ky Liye Apni Parhaiee May Khoo Jati Ho

Parhaiee Karte Huye Kisi Ky Khayyal May Khoo Jati Ho
Fir Kitaab Ko Dakhe Kar Hosh May A Jati Ho
Kuch Lamhaat Asse Guzaar Leti Ho
Dopaher Ky Waqt Khane Ky Liye Niche Jati Ho

Adha Din Asse Hi Sab Ky Liye Guzaar Deti Ho
Fir Bhi Na Jane Kyu Ma Khud Ko Nazer Nahi Atti Ho
Jab Shaam Ky Lamhaat Khud Par Dakhti Ho
Kisi Raet Ki Manid Khud Ko Mehsoos Karti Ho

Hatho Ki Lakero Ki Tarha Khud Ko Dakhti Ho
Mit Kar Bhi Logo Ko Ma Nazer Atti Rehti Ho
Fir Raat Ka Andhera Mujhe Par Ho Jata Hai
Late Kar Fir Ankho Ko Band Kar Leti Ho

Ye Souch Kar Naye Din Ka Agaaz Asaw Na Ho
Fir Bhi Har Roz Jitti Asse Hi Ho
Zindagi Ko Panch Saalo Sy Akelle Guzarti Aiee Ho
Ab Ye Ek Or Saal Es May Shaamil Kar Raho Ho

Tanhaiee Ky Alaam Ko Bahut Kareeb Sy Mehsoos Kiya Hai
Apne Lafzo May Akser Apni Bardasht Ki Haad Likti Ho
Kaha Dene Ko Ye Bhi Zindagi Hi Hoti Hai
Ji Sako Tu Ji Lo Nahi Tu Khuda Ko Wapes Rakhne Ki Himmat Tu Rakhte Ho

FARE
(MARYAM)


 











 icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_scratch icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent icon_silent
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #9 on: December 04, 2013, 07:49:30 PM »
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

uffffffffffff....!!!!!!

kya kehne Maryam ji.. bahut bahut khoob.. Usual Smile Usual Smile

aapne apne roz ke kaamo ko,
apne khoobsurat ehsaaso ko,
khushi ho ya gham ke palo ko,

sabko bakhoobi yahaan lafzon me utaar diya hai..

dil se daad hazir hai... aur aap akele nahi hai yaad rakhiyega.. hum sab saath hai aapke.. Usual Smile

khush rahe.. Usual Smile


Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
FARE
Guest
«Reply #10 on: December 04, 2013, 09:12:43 PM »
sabhi ka behaad shukriya ...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:23:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer