MAA TU YAAD BAN AAKHON SE BEHTI HAI....SOUDAGAR

by soudagar on August 06, 2013, 12:33:59 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2212 times)
soudagar
Guest
raat raat bhar jaagkar mujhe maa sulati thi
naye naye pakwan banakar mujhe maa khilati thi

jeth ki dopahari mein khud dhoop mein tapti thi
par mujh par apne aanchal ki chaon karati thi

meri shararat se tang hokar log shikayat karte the
mujhe masoom sabit karne ko dunia se lad jati thi

jab bhi main dar jaata raat ko ghor andhere se
sath hoon main tere yeh kehkar seene se lagati thi

bhul jaati thi kabhi kabhi khuda ki ibadat karna bhi
par mere maathe ko choom kar pyar jatana na bhulati thi

maa kehkar jab bhi gehnri neend mein bhi bulata tha
palbhar mein hee mere sirahane ke pass aa jaati thi

meri sari galtiyon ko bhi muskra kar bhula deti thi
baba ki daant ko bhi khud par hee jhel jaati thi

jab kabhi bhi baichani ke kaaran main sou nahi pata tha
mathe pe hath pher mujhe pariyon ki kahani sunati thi


ab tere bin suna ghar lagta hai khamoshi si rehti hai
MAA TU YAAD BAN AB HAR SHAAM MERI AAKHON SE BEHTI HAI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MERI AAKHON SE BEHTAA RAHAA.... SOUDAGAR by soudagar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
AAKHON KO TERE DEEDAR KI PYAS...SOUDAGAR by soudagar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
AAKHON MEIN KHAWAB SAJANA CHHOD DO... SOUDAGAR by soudagar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
MERI IN UDAS AAKHON MEIN...SOUDAGAR by soudagar in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
MUJHKO AAKHON SE BAHAA DENAA....SOUDAGAR by soudagar in Shayri-E-Dard
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #1 on: August 06, 2013, 12:49:21 AM »
raat raat bhar jaagkar mujhe maa sulati thi
naye naye pakwan banakar mujhe maa khilati thi

jeth ki dopahari mein khud dhoop mein tapti thi
par mujh par apne aanchal ki chaon karati thi

meri shararat se tang hokar log shikayat karte the
mujhe masoom sabit karne ko dunia se lad jati thi

jab bhi main dar jaata raat ko ghor andhere se
sath hoon main tere yeh kehkar seene se lagati thi

bhul jaati thi kabhi kabhi khuda ki ibadat karna bhi
par mere maathe ko choom kar pyar jatana na bhulati thi

maa kehkar jab bhi gehnri neend mein bhi bulata tha
palbhar mein hee mere sirahane ke pass aa jaati thi

meri sari galtiyon ko bhi muskra kar bhula deti thi
baba ki daant ko bhi khud par hee jhel jaati thi

jab kabhi bhi baichani ke kaaran main sou nahi pata tha
mathe pe hath pher mujhe pariyon ki kahani sunati thi


ab tere bin suna ghar lagta hai khamoshi si rehti hai
MAA TU YAAD BAN AB HAR SHAAM MERI AAKHON SE BEHTI HAI

gr888888888888888888888,sir
Logged
shraddha the poetess
Guest
«Reply #2 on: August 06, 2013, 01:07:25 AM »
 Clapping Smiley  fantastic..sachche kavi ya shaayr ki nishani hai ki sunne wala bhavvibhor ho jata hai.. maa k aachal ki chaaon ....maa ki r aadat har baat..dil k kareeb hoti hai apki poetry n seriously...maa ki yaad dila di ... Applause  nice.
shraddha.....
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #3 on: August 06, 2013, 01:09:19 AM »
raat raat bhar jaagkar mujhe maa sulati thi
naye naye pakwan banakar mujhe maa khilati thi

jeth ki dopahari mein khud dhoop mein tapti thi
par mujh par apne aanchal ki chaon karati thi

meri shararat se tang hokar log shikayat karte the
mujhe masoom sabit karne ko dunia se lad jati thi

jab bhi main dar jaata raat ko ghor andhere se
sath hoon main tere yeh kehkar seene se lagati thi

bhul jaati thi kabhi kabhi khuda ki ibadat karna bhi
par mere maathe ko choom kar pyar jatana na bhulati thi

maa kehkar jab bhi gehnri neend mein bhi bulata tha
palbhar mein hee mere sirahane ke pass aa jaati thi

meri sari galtiyon ko bhi muskra kar bhula deti thi
baba ki daant ko bhi khud par hee jhel jaati thi

jab kabhi bhi baichani ke kaaran main sou nahi pata tha
mathe pe hath pher mujhe pariyon ki kahani sunati thi


ab tere bin suna ghar lagta hai khamoshi si rehti hai
MAA TU YAAD BAN AB HAR SHAAM MERI AAKHON SE BEHTI HAI

soudagar sahab bahot khoob .maan ka rishta lajaawab hai waqayi maan ka darja har rishte se zayada buland hai
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
nishi gahlaut
Guest
«Reply #4 on: August 06, 2013, 01:15:48 AM »
Bahut Umda Soudagar ji....dheron daad.. Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
soudagar
Guest
«Reply #5 on: August 06, 2013, 01:33:55 AM »
bahut bahut shukriya MB sir
Logged
songwriter_123
Guest
«Reply #6 on: August 06, 2013, 01:37:35 AM »
Maa se badi cheez kya
Kabhi unse puchna jinki duniya me ab maa na ...

Very well poem  Applause Applause
Logged
@Kaash
Guest
«Reply #7 on: August 06, 2013, 01:49:45 AM »
waah! nice expressions dear! daad!
Logged
nashwani
Guest
«Reply #8 on: August 06, 2013, 03:23:29 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Karan bhai..maa..ab kya kahun khuda ke karishmo.N pe likhi hui kalaam to sarvopari hi hogi..

Bahut mast likha hai..Ek ek ehsaas behad umda tareeke se bayaan kiya hai..dhero daad:-)
Logged
sbechain
Guest
«Reply #9 on: August 06, 2013, 04:24:13 AM »
raat raat bhar jaagkar mujhe maa sulati thi
naye naye pakwan banakar mujhe maa khilati thi
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
jeth ki dopahari mein khud dhoop mein tapti thi
par mujh par apne aanchal ki chaon karati thi
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
meri shararat se tang hokar log shikayat karte the
mujhe masoom sabit karne ko dunia se lad jati thi
 icon_flower icon_flower Applause Applause Applause Applause Applause
jab bhi main dar jaata raat ko ghor andhere se
sath hoon main tere yeh kehkar seene se lagati thi
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bhul jaati thi kabhi kabhi khuda ki ibadat karna bhi
par mere maathe ko choom kar pyar jatana na bhulati thi
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
maa kehkar jab bhi gehnri neend mein bhi bulata tha
palbhar mein hee mere sirahane ke pass aa jaati thi
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
meri sari galtiyon ko bhi muskra kar bhula deti thi
baba ki daant ko bhi khud par hee jhel jaati thi
 icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower Applause Applause Applause Applause Applause
jab kabhi bhi baichani ke kaaran main sou nahi pata tha
mathe pe hath pher mujhe pariyon ki kahani sunati thi
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

ab tere bin suna ghar lagta hai khamoshi si rehti hai
MAA TU YAAD BAN AB HAR SHAAM MERI AAKHON SE BEHTI HAI
sad5 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5 sad5


bahut khoob ..........!ammi ka ehsaas har baccho ko hota hai
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #10 on: August 06, 2013, 07:20:57 AM »
Bahot khoob dheron daad Usual Smile
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #11 on: August 06, 2013, 08:54:27 AM »
wah wah Applause Applause Applause Applause
Logged
soudagar
Guest
«Reply #12 on: August 06, 2013, 09:18:34 AM »
shukriya shardha ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #13 on: August 06, 2013, 10:12:55 AM »
shukriya AB bhai
Logged
ripan dev
Guest
«Reply #14 on: August 06, 2013, 10:28:11 AM »
beautiful.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:19:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer