Mai Har Shaam Ko Dhaltaa Hoon.....

by Alam Qazi on September 18, 2009, 01:52:12 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1556 times)
Alam Qazi
Guest

Gham Ke Siyahi Mein, Dard-E-Qalm Dubo Ke Likhta Hoon
Zindagi Ke Panno Pe, Daasta'n Yun Apni Likhta Hoon

Bas Fark Itna Hai Tujh Mein, Aur Mujh Mein Qaiser
Tu Roshni Mein Rehta Hai, Aur Tere Liye Mai Jalta Hoon

Guzarti Hai Kaise Umr-E-Faani Meri, Na Puchoo Saabir
Kaise Takleef Mein Jeeta Hoon, Kaise Dard Mein Paltaa Hoon

Abb Na Karo Intezar  ALAM , Tum Andhero'n Se Lipat Jaaoge
Mai Wo Aaftab Hoon, Mai Har Shaam Ko Dhalta Hoon.....



______________Alam



Qaiser = King
Saabir = Who have patience
Aaftab = Sun
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shaam Dhaltey Hi Chiragon Ko Jala Leta Hoon (Jaan) by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Yeh teyraa ghar hai; musaafir hoon; bin bulaayaa hoon! by abdbundeli in Miscellaneous Shayri
Jee rahaa hoon: haqeeqat mein beyjaan hoon! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
SUBHA PEETA HOON SHAAM PEETA HOON .........HASAN by F.H.SIDDIQUI in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
~*~ Shaam suhani mangta hoon ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
javedarshad
Guest
«Reply #1 on: September 18, 2009, 01:56:37 PM »
Bahut khoob

Tu aaftaab ho ke doobne se derta hai ,kuin
Main hun woh mahatab jo sham ko nikalta hun



javed


Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: September 18, 2009, 02:34:26 PM »

Gham Ke Siyahi Mein, Dard-E-Qalm Dubo Ke Likhta Hoon
Zindagi Ke Panno Pe, Daasta'n Yun Apni Likhta Hoon

Bas Fark Itna Hai Tujh Mein, Aur Mujh Mein Qaiser
Tu Roshni Mein Rehta Hai, Aur Tere Liye Mai Jalta Hoon

Guzarti Hai Kaise Umr-E-Faani Meri, Na Puchoo Saabir
Kaise Takleef Mein Jeeta Hoon, Kaise Dard Mein Paltaa Hoon

Abb Na Karo Intezar  ALAM , Tum Andhero'n Se Lipat Jaaoge
Mai Wo Aaftab Hoon, Mai Har Shaam Ko Dhalta Hoon.....



______________Alam



Qaiser = King
Saabir = Who have patience
Aaftab = Sun

Bahut khoob Alam Qazi sb
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #3 on: September 18, 2009, 02:56:36 PM »
shurkiya dosto...
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: September 18, 2009, 03:20:51 PM »
Waah waah Bahoot bahoot Umda peshkash Alam ji.. Har sher bahoot bahoot khoob raha.. Bahoot ache !
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 18, 2009, 03:23:44 PM »
Bohat Khoob,.
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #6 on: September 18, 2009, 04:26:53 PM »
 thanks AZEEM & SOPHI  Usual Smile
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #7 on: September 18, 2009, 06:10:24 PM »
Wah bahut khoob Alam ji,very beautiful creation.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley tongue3
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: September 18, 2009, 06:30:16 PM »
Beautiful lines Javed ji. icon_thumleft Applause Applause Applause
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #9 on: September 19, 2009, 03:16:10 AM »
thanks madhuuuuuuuuu
Logged
salil2002
Guest
«Reply #10 on: September 19, 2009, 04:58:55 AM »
alam bhai zabardast peshkah hai aapki kalam kii
bahut dil se likha hai yaar
dil khush ho gaya

meri aankhon kii qaid main jo khwab palta hai
usko dekh kar hi raat "SAAHIL" jalta hai
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #11 on: September 19, 2009, 05:18:04 AM »
shukriya saahil... ki aapko accha laga mera likha huwa...
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:33:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer