Mai jaanta hoon meri hamnakhas...............!!!

by nirbhay on December 22, 2005, 06:39:03 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11
Print
Author  (Read 9270 times)
nirbhay
Guest
«Reply #120 on: January 12, 2006, 02:09:59 PM »
Quote from: "roshni246"
.Nazarein jab milti hai tumse,
Dil ko hum palkon par thaam lete hai.
Tumhe paa kar khone ka darr hai shayad,
Isliye hum mohabbat ko DOSTI ka naam dete hai.....
[/size] Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !


Dhadkane jabb dhadaktinn hain tuhjpe
Teri Tasvir choom kar dil thaam letein hain
Zindagi tere sath bitane ka armann baaki hai kahin shayad
Iss DOSTI ko wo Khoobsurat anjaam do jiska log MUHABAAT naam kehtein hain....


Nirbhay.........!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #121 on: January 13, 2006, 05:15:30 AM »
shukrya neer ji...

tushar ji very nice reply...

Hum se kya khathaa huvien, mail aanaa bandh hai...
Aap hi humse naaraaz hai, ya mail server bandh hai?!


wonderfull... neer ji

DUNIA NE BESHUMAAR SHAKEEL KO DIYE HAIN RANJ
AY DOST TU BHI CHEEZ KOI BESHUMAAR DE


very nice roshni ji...

MOHABBAT KE LIYE KUCH KHAAS DIL MAQSOOS HOTE HAI
YEH WOH NAGMA HAI JO HAR SAAZ PE PAAYA NAHI JAATA
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #122 on: January 13, 2006, 08:38:15 AM »
Quote from: "Sonu"
DUNIA NE BESHUMAAR SHAKEEL KO DIYE HAIN RANJ
AY DOST TU BHI CHEEZ KOI BESHUMAAR DE



Dua toh yaad nahin , bas fakat itna yaad hai,
doo hatheliyan thi ,ek uski thi ek meri thi,

------Shisha-e-dil todna pada hamein------

intihan mohobaat ki kya batayen yaaron ,
uski khushi ke liye ussi ko chor.na para Yaaron.!


Nirbhay....!!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #123 on: January 13, 2006, 08:58:51 AM »
Quote from: "Meena is back"
nice sonu sis!!!!!

gar hota unhe bhi ehesas humare hal-e-dil ka,
to hume dekh ko woh yuh nazre jukate nahin,
pyar kiya hai humne unhe ruswa na hone denge kabhi,
warna hum gum me bhi kabhi muskurate nahin!


Mere zakhmon ko naa kuredo
In-mein chhipi kayee nayee purani dastaane hain
Gar baat nikli ek-baar to
Mere sang tum bhi badnaam ho jaooge.



Nirbhay.....!!!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #124 on: January 13, 2006, 10:56:10 AM »
Quote from: "Sonu"
shukrya neer ji...

tushar ji very nice reply...

Hum se kya khathaa huvien, mail aanaa bandh hai...
Aap hi humse naaraaz hai, ya mail server bandh hai?!


wonderfull... neer ji

DUNIA NE BESHUMAAR SHAKEEL KO DIYE HAIN RANJ
AY DOST TU BHI CHEEZ KOI BESHUMAAR DE


very nice roshni ji...

MOHABBAT KE LIYE KUCH KHAAS DIL MAQSOOS HOTE HAI
YEH WOH NAGMA HAI JO HAR SAAZ PE PAAYA NAHI JAATA


kuch hum kahe kuch wo kahe is intzarr me baithe hai hum kabse....

magar ye aankhe hai k unse hatne ka naam nahi leti.........

hum kerte hai pass jane ki koshish unke.........

magar wo ye bhi samajh pati nahi...........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #125 on: January 13, 2006, 05:49:21 PM »
neer ji bahut khoob...

Jab Say Apno Say Choot Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say
Hum aise hi dard main jee len ge....
inn choton ke to hum abb aadi ho gaye hain...

very nice tushar ji...

Ik gham ke siva es duniya mein
Ab aur hamara koi nahein
Buss abb iss dard ke sahare jeena hai
K woh nahi meri zindagi main....
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #126 on: January 15, 2006, 07:34:45 AM »
Quote from: "Sonu"
Jab Say Apno Say Choot Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say
Hum aise hi dard main jee len ge....
inn choton ke to hum abb aadi ho gaye hain...



Chandni raat mein barsaat buri laagti hain.
Jaab dilmein koi dard hi to khsuiyon ki baat buri laagti hai

Jabb teherne ko bhumi aaur Rah mein Roshni na mili
Na gawara koi rah aur Kash-m-kash mein humein koi manzil na mili



Nirbhay.........!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #127 on: January 16, 2006, 03:54:26 PM »
bahut khob neer ji...

Zindagi ki raho me ranjho ghum ke maile he
bheed thi qayamat ki aur hum akele the


Quote from: "nirbhay"
Quote from: "Sonu"
Jab Say Apno Say Choot Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say
Hum aise hi dard main jee len ge....
inn choton ke to hum abb aadi ho gaye hain...



Chandni raat mein barsaat buri laagti hain.
Jaab dilmein koi dard hi to khsuiyon ki baat buri laagti hai

Jabb teherne ko bhumi aaur Rah mein Roshni na mili
Na gawara koi rah aur Kash-m-kash mein humein koi manzil na mili



Nirbhay.........!!!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #128 on: January 16, 2006, 04:55:55 PM »
Quote from: "Sonu"
neer ji bahut khoob...

Jab Say Apno Say Choot Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say
Hum aise hi dard main jee len ge....
inn choton ke to hum abb aadi ho gaye hain...

very nice tushar ji...

Ik gham ke siva es duniya mein
Ab aur hamara koi nahein
Buss abb iss dard ke sahare jeena hai
K woh nahi meri zindagi main....



mai khushi hu hu mai tere liye hi .....mujhe aapna le.....

kerti hu tujhse pyar mai hu teri sakhi purani ....mujhe aapna le.....

tu dard k sahare jeeta hai dosti kerke ussee......

aab jaha jaha chale tu hume bhi sath aapne le le ..........
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #129 on: January 16, 2006, 05:03:49 PM »
'Wah'

!~*~!~*~!* bheed thi qayamat ki aur hum akele the !~*~!~*~!*

Jabb lootaane ko khusiyan thi.n to rahon mein mele they
Jabb hui ruh se ruh rubaru, tum nahi they tanha, par hum akele they

Garajtey they kahin badal, to kahin uddtey dhul ke dhele they
Jisne sanwara meri rah ko wo teri roshni.on ke hi rele they

Kya kahein ujalo.n se, humrahi meri raahon mein ke akele they
Gila na koi aazalon se, ye to meri humnakhs se humne jhele they

Bass deh gaya aashiyana wahin hamara, jahan.......
Bheed thi qayamat ki aur hum raho.on mein akele they.....



Nirbhay........!!!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #130 on: January 16, 2006, 05:51:18 PM »
Wahh nirbhay,kya khoob likha hai,amazing work,very nice sonu and tushar also.

"Qayamat bhari bheed me bhi aaj khud ko tanha paaya hai,
      dikhta mujhe har waqt kareeb tera hi saaya hai,
dhoonda hai tumhe na jaane kahan kahan zareebo se,
       har baar haath apna maine khaali hi paaya hai."
Logged
Sonu
Guest
«Reply #131 on: January 17, 2006, 03:20:55 AM »
nice tushar ji...

Mat milo mujhse In Parbbaton Ki OOnchaiyon Mein
Suna Hai Tarey bhi Kabhi Falak sey Toot Kar Gira Kartey Hain
Kahan Chal Diye Chod Kar Yeh Maikhaney Ki Diwaarein
Suna Hai Khuda-Parast Bhi yahan Chup Chup key Mila Kartey
Yun Na Dubo In Sagar Ki GehraYion mein
Key Jeeney wale to Gammon key saharey bhi raha kartey hain
Ek Baar Ruk Kar, Mudd Kar to Dekho Is Taraf..
Hum Bhi Dekhein, Wafaaon key fakir, Kab tak akele chala kartey hain.


Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "Sonu"
neer ji bahut khoob...

Jab Say Apno Say Choot Khaye Hai
Koi Shikwah Nahi Zamanay Say
Hum aise hi dard main jee len ge....
inn choton ke to hum abb aadi ho gaye hain...

very nice tushar ji...

Ik gham ke siva es duniya mein
Ab aur hamara koi nahein
Buss abb iss dard ke sahare jeena hai
K woh nahi meri zindagi main....



mai khushi hu hu mai tere liye hi .....mujhe aapna le.....

kerti hu tujhse pyar mai hu teri sakhi purani ....mujhe aapna le.....

tu dard k sahare jeeta hai dosti kerke ussee......

aab jaha jaha chale tu hume bhi sath aapne le le ..........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #132 on: January 17, 2006, 03:23:00 AM »
neer wonderful...

Ab bhi yaad hai, kuch lamhe hamen apani muhobbat ki dasta ke!!
Kyoke kat ti hai kabhi kabhi ab bhi raate mahekado ke talaash me.
Kabhi jo bhoolta hu, to phir wo bholi surat khwaabon me aati hai,
Dil aur chain loot, hume phir jaga jaati hai ...


Quote from: "nirbhay"
'Wah'

!~*~!~*~!* bheed thi qayamat ki aur hum akele the !~*~!~*~!*

Jabb lootaane ko khusiyan thi.n to rahon mein mele they
Jabb hui ruh se ruh rubaru, tum nahi they tanha, par hum akele they

Garajtey they kahin badal, to kahin uddtey dhul ke dhele they
Jisne sanwara meri rah ko wo teri roshni.on ke hi rele they

Kya kahein ujalo.n se, humrahi meri raahon mein ke akele they
Gila na koi aazalon se, ye to meri humnakhs se humne jhele they

Bass deh gaya aashiyana wahin hamara, jahan.......
Bheed thi qayamat ki aur hum raho.on mein akele they.....



Nirbhay........!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #133 on: January 17, 2006, 03:27:22 AM »
thanks nidhi ji... wonderful

Puchha hai kayee baar kisi ney pata mujhse meri taqdeer ka,
Meri Mohabbat ke kore kagaz par bani huee tasveer ka !
Naa bata saki hun aur na hi khud jaan saki hun mai,
Rang un gorey hathon mai mere ishq ki laqeer ka !!


Quote from: "nidhi_yadein"
Wahh nirbhay,kya khoob likha hai,amazing work,very nice sonu and tushar also.

"Qayamat bhari bheed me bhi aaj khud ko tanha paaya hai,
      dikhta mujhe har waqt kareeb tera hi saaya hai,
dhoonda hai tumhe na jaane kahan kahan zareebo se,
       har baar haath apna maine khaali hi paaya hai."
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #134 on: January 17, 2006, 04:22:51 AM »
very nice sonu ji.......................

Ab kabhi nahi lautunga mein shamshaan se,
Keh dena k ab yahi meri Duniya hai,
Do futt zameen k niche ya Unn taroan k paas,
keh dena k ab yahin milunga mein,
Waise ek baat or keh dena ki milne ki jaroorat nahi hai mujhse,
Keh k Jab bhi yaad aayegi us bewafa ki,
Roooh banke chala aaonga mein....................
Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:21:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer