Mai jaanta hoon meri hamnakhas...............!!!

by nirbhay on December 22, 2005, 06:39:03 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 11
Print
Author  (Read 9260 times)
nirbhay
Guest
«Reply #15 on: December 22, 2005, 02:35:53 PM »
Quote from: "roshni246"
tari muskhurahat ne hume dard sehna sikha diya.....
marti hui ruh ko jina sikha diya........
ek pal ka saath bohot tha tumhara hamare liye.....
in chand lamhon ne hume zindagi bhar ansoun peena sikha diya...
ab chod bhi jao to koi ghum na hoga....
tumare is pyar ki chaoun ne hume tumare bigair jina sikha diya.......


Laaga ke dil ko aag Jo tuney samundar mein bhujha diya
Mar mar ke jeena aaur jee jee ke marna humko sikhla diya

Thi to kuch dino ki doostii tujhe, par fhir bhi tune muhabaat karna sikhla diya
kyu buland hai tere naam ki charcha bhi itni....................
Ke kuch hi din hue tujhse Hijer hua, aaur dard ne humein lafoz ko sajana sikhla diya

Na dekhna aab tu meri orr palat kar, mene teri yaadein tere khusbu teri zuftzu, sabb ko pighla diya
Ye dil bhi nahi karta aab koi aarzu, mene to dil ko bhi aarzuon se nikal, gum ki shyahi sang pighla diya..

Nirbhay...................!!!
Logged
tanhachand
Guest
«Reply #16 on: December 22, 2005, 02:40:35 PM »
wow
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #17 on: December 22, 2005, 04:33:15 PM »
dhua dhua hai sama.......

kahi sulag raha hai dil...

kahi sulag raha hai jahan.......

her taraf dekho jidher utth rahi hai chingariya,.......
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #18 on: December 22, 2005, 05:58:48 PM »
Aa gayee yaad, shaam dhalte hee,
Bujh gayaa dil, chirag jalte hee,

Khul gaye saharo-gum ke darvaaze,
Ek zaraa see hawaa ke chalte hee,

Koun tha tu, ke phir na dekha tujhe,
Mit gayaa khwab, aankh milate hee
Logged
roshni246
Guest
«Reply #19 on: December 22, 2005, 08:05:30 PM »
NAJANE kounsa jhonka tuje itna bekha gaya...
yeh kaise mohabbat thi....
keh bas tinka bhar aiethbar rehgaya....
dil ki galiyon mein jo phool khilte hain
unse mehek nahi sirf kahnte hi chupte hain....
jane se pehle muh mud kar to dekh lete ek baar ...
mujhe meri mohabbat pe marta chod gaye...
ek bar apna mukhra to dikha dete
pyar kiya tha uska ek sila to det jate
zindagi keh kar mujhe.....
mujhse meri zindagi le gaye......
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #20 on: December 22, 2005, 08:16:19 PM »
very nice roshni....... tongue3
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: December 22, 2005, 08:39:01 PM »
Quote from: "samnoj"
bahut ache nirchay, sonu n all

mere marne ke baad ehsaas hoga tumhe
ki ye dunya itni haseen nahi
dosti, chahat, kadam kadam per mile chahe
lekin muhabbat are sehan-e-naseeb nahi


Bahoot hi khoobsoorat likha hai apne sanmoj!!!

Zinda hu magar, kisi ko chah nahi
mere dard ki, kisi ko parwaah nahi
sabar mera her roj barrah jaata hai
Tum jiyon apni zindagi
meri her chaht, teri muskuraht per, nissar hua jaata hai!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: December 22, 2005, 08:56:01 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"

fiza mein uda diya dhuan banake usne soncha bhi nahi
main ro raha tha  usne  ek  baar  poocha bhi nahi
udaas ho  gayee dekh  kar aasman mujhko
kaisa yeh shaks hai dariya mein doobkar bhi bujhta nahi.......


bahoot khoobsoorat!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: December 23, 2005, 03:41:02 AM »
neer very nice...

Baat keh di jaye juba se zroori to nahi,
zindgi guzri hai aadhi puri to nahi,
samjhenge vo nigaaho se mere dil ki daastaan,
door rehte hain par dilo mein doori to nahi!

roshni udas nahi hutey hai... bahoot khoob ek na ek din tum bhi bahoot achi shayara ben jaugi  Usual Smile

shukriyaa samnoj...

Koi itna chaahe tumeh to batana,
koi tumpe marr-mit jaaye to batana,
dosti to kar lega har koi,
Par koi humari tarah nibhaye to batana!

sabhi dostoon ney bahoot khub likha hai.... wonderful dostoon... good work all
Logged
roshni246
Guest
«Reply #24 on: December 23, 2005, 05:36:43 AM »
Quote from: "Sonu"
neer very nice...

Baat keh di jaye juba se zroori to nahi,
zindgi guzri hai aadhi puri to nahi,
samjhenge vo nigaaho se mere dil ki daastaan,
door rehte hain par dilo mein doori to nahi!

roshni udas nahi hutey hai... bahoot khoob ek na ek din tum bhi bahoot achi shayara ben jaugi  Usual Smile

shukriyaa samnoj...

Koi itna chaahe tumeh to batana,
koi tumpe marr-mit jaaye to batana,
dosti to kar lega har koi,
Par koi humari tarah nibhaye to batana!

sabhi dostoon ney bahoot khub likha hai.... wonderful dostoon... good work all



wow pooja ji and sonu ji aab dono ne itne ache replys kiya.......
well done .......
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #25 on: December 23, 2005, 07:58:07 AM »
bahut hi khoob sabki jitni tareef karein utni hi kam hai .....
nirbhay ji yeh aapki shayari ke jawaab mein...hope u like it...

Armaano ki kabr kuredkar kya milega,
Us mitti ko hatakar sirf dard milega,
Bhoolne ki koshish karo usey ae dost,
Tumhe ek hum safar zaroor milega,
Us mitti ko kuredne se hai behatarr,
Phool usper khilao to kya khoob khilega,
Yahi woh roshni ka suraag hai jo zindagi tumhari mehakaayega,
Yoon na kaho ki kisi ki justju hi nahi,
Koi tumhe toot ke chahega aisa yaar milega,
Gesuon ki chhahon se ek naya aahiyaana banayega,
Is gamein kalam pe tumhari woh mohabbat ke naye rang bharega,
Isi rangeen kalam se hum sabko tumhari mohabbat ki shayari ka naya russ milega....

jay shree krishna!!!!!!!
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #26 on: December 23, 2005, 02:10:06 PM »
NAJANE kounsa jhonka tuje itna bekha gaya...
yeh kaise mohabbat thi....
keh bas tinka bhar aiethbar rehgaya....
dil ki galiyon mein jo phool khilte hain
unse mehek nahi sirf kahnte hi chupte hain....
jane se pehle muh mud kar to dekh lete ek baar ...
mujhe meri mohabbat pe marta chod gaye...
ek bar apna mukhra to dikha dete
pyar kiya tha uska ek sila to det jate
zindagi keh kar mujhe.....
mujhse meri zindagi le gaye......

                                                                     BY ROSHNI
_________________________________________________ ___

tinka sa beh gaya teri  nafrat k samnder me.........

sochta hu kyu maine tujhse mahubbat ki hai .....

rook na saka khud ko mai bacha bhi na saka ....

hai pyar tujhse kitna tujhe mai bata bhi na saka........

chup raha gumsum sa tere khayalo me khoya raha .........

hai pyar tujhse kitna phir bhi tujhe ehsas ho na saka..........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #27 on: December 23, 2005, 08:45:06 PM »
shukriya roshni ji...

her subha jub teyra sapna deykhti hai
meyri ahkhey,
her cheyrey mey teyra heyra khojti hia meyri ahkhey,
her gali her rastey sey teyra peta puhti hai meyri ahkhey.

thanks gesu ji...

khavab sey het ker jub duniya ko nazre bhar deykha
mit gaya bhram jub apno ka keyhar deykha
dardo ki chav mey semtney lagi jindgi jeysey
humney apney yaaro mey jub geyro saa nazer deykha.

nice tushar ji...
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #28 on: December 24, 2005, 02:40:00 AM »
Quote from: "gesu_kapoor"
bahut hi khoob sabki jitni tareef karein utni hi kam hai .....
nirbhay ji yeh aapki shayari ke jawaab mein...hope you like it...

Armaano ki kabr kuredkar kya milega,
Us mitti ko hatakar sirf dard milega,
Bhoolne ki koshish karo usey ae dost,
Tumhe ek hum safar zaroor milega,
Us mitti ko kuredne se hai behatarr,
Phool usper khilao to kya khoob khilega,
Yahi woh roshni ka suraag hai jo zindagi tumhari mehakaayega,
Yoon na kaho ki kisi ki justju hi nahi,
Koi tumhe toot ke chahega aisa yaar milega,
Gesuon ki chhahon se ek naya aahiyaana banayega,
Is gamein kalam pe tumhari woh mohabbat ke naye rang bharega,
Isi rangeen kalam se hum sabko tumhari mohabbat ki shayari ka naya russ milega....

jay shree krishna!!!!!!!



Ke muhabaat itni sahal hooti gar, to suhagraat hoti aaur ghonghat uthata hota mai
Gum-e-Judaai mere seene ko na chalti agar, to shuagraat hoti aaur ghonghat uthata hota mai

Dard jo chipa hai mere kabar ki mitti se, jiski panah mein aarzuien gadi hai
Na aashiyana koi tamnaoun ka khilega , Mitti aab wo banzar paadi hai

Gum ki shyahi kabhie nayi muhbaaat nahi likhi, wo roshni to meri orr aapna irada bhi nahi karti
Rangeen shayhi-e-kalam nahi ye lahoo hai mere zakhm ka, gardish ki ye shyahi Isq se aapna ranjum bhi nahi karti

Jai shri Krishna

Nirbhay………………………!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #29 on: December 24, 2005, 03:00:01 AM »
bahut khoob neer... very nice

teyrey beygar koi bhi arju nahi,
koi bhi khushi nahi jub tu nahi to jindgi bhi jindgi nahi,
ratey hai doordoor tak tanhaayeo bhari ahkhu mey koi khab nahi neend bhi nahi,
sejda keya tha pathro ko yea khaber na thi,
pather to pather hai pegaltey vo kabhi nahi,
duniya key dardeygum ki deva dhundney valo yea laaeelaj dardeydil hai dillagi nahi,
beyentha ahnsoo hai jindgi mey meyri cahro traf sirf andeyra hia kahye roshni nahi,
 teyrey beygar ajkal yea haal hai dariya hai, samendar hia, heva hai, roshni hai mager jeney ki chaa nahi.
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:26:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer