main aur mere dard

by nishita on October 14, 2004, 10:35:01 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1896 times)
nishita
Guest
Is dard ko na toko yeh to puraana yaar hai, aur to sab aate jaate rehte hein bas is dard ko hi hum se pyaar hai. (NM)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Mere Iss Dil Main.... by Princess21 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
****Mere Dil Ka Dard**** by badnaam_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Mere har dard ko by Maira in Shayri-E-Dard
MERE TO DARD BHI........... by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
nishita
Guest
«Reply #1 on: October 14, 2004, 10:37:22 AM »
Tanha raaton ki khamoshi hai in Lavzo mein,
Tere aahat ki ek aas chupi hai in Lavzo mein.
Hui khata humse kuch is tarah,
Tumse Judah hone ka Dard hai in Lavzo mein
Logged
Nino
Guest
«Reply #2 on: October 14, 2004, 03:12:32 PM »
super Nishita ...........keep it up
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: October 14, 2004, 04:42:04 PM »
nice Nishita

mai aor mera dard, bas yahi to ek mera hai
chutte sabhi rishaty dheere dheere,
per yahi Rishta mere sath thahra hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: October 14, 2004, 04:48:34 PM »
wah!!!!!!!!!!   Pooja.........Nishita... bahot khoobsurat likha aap logon ne.....

Isi Dukh Main Rahay Hum Bhee Keh Tum Mil Nah Sakay Humko
Magar Milna Hi Chahat Mein Zaroori To Nahee Hota..................
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: October 14, 2004, 04:57:03 PM »
kuch pal jo hume uski jindagi ke mile
wo ajj bhi hum ankho mai basai hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: October 15, 2004, 05:23:56 AM »
Isi Dukh Main Rahay Hum Bhee Keh Tum Mil Nah Sakay Humko
Magar Itna Na Hum Jaanay.......Muhabbat Aapko Bhee Thee........
Logged
nishita
Guest
«Reply #7 on: October 15, 2004, 08:57:01 AM »
thks nino pooja and waheed..
and good one pooja n waheed

waheed ke shayari ke reply me----------->

mila sukoon hume ke ye ehsaas to hua tumhe
ke  thi mohabbat tumse kabhi be-inteha humme
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #8 on: October 16, 2004, 02:03:15 PM »
Bewafa se wafa ki umeed rakhi thi..
kaanto se khusboo ki umeed rakhi thi..
mohabat mein dil tutne ki umeed rakhi thi
(isliye) khuda se do gaz zameen ki umeed rakhi thi
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: October 17, 2004, 06:40:02 AM »
thanx nishita.........nice one nisihta ..yasir................

nishita ki sher per ek reply.....................................>>>>>>>>

Yahi to Baat Hai Sahi Ki Tum Log Pehchaan Na Payee
Kisi Ki Dosti Mein Chahton Ka Jo Samunder Tha...................
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: October 17, 2004, 07:45:31 AM »
wah!!!

najar apni hai, andaaz apna hai
kisi ka samunder nahi dikhata
kisi ke ret mai bhi pani ki jhalak
yah najare dhoondati hai.....
Logged
diljala
Guest
«Reply #11 on: October 18, 2004, 10:50:40 AM »
Thanks To All

Urj hai

ye na abaad vaqton mein dil-e-naashaad me.n hogi
muhabbat ab nahin hogii ye kuchh din baad mein hogi
guzar jaaynge jab ye din ye un kii yaad mein hogi
hogi jab hai hum ya phir humare baad mai.n hogi
Logged
nishita
Guest
«Reply #12 on: October 18, 2004, 11:25:51 AM »
Afsaana-e-dil sunake akhein nam nehi hoti
dhadkanein sametne se mahobbat kam nehi hoti

Lagi hogi kissi bezaar ki bad-dua...
fakat kismat hi apni dushman nehi hoti

Gar chalta na bewafaion ka yeh daur
hamare hath mein bhi koi kalam nehi hoti. (NM)
Logged
diljala
Guest
«Reply #13 on: October 18, 2004, 11:37:44 AM »
wah nishita Ji

Urj hai

Ek waqut tha hum bhi asi hi baate.n kya kate the
hur hall ko gam ko  kushi se kaat dya
Aaj chain say so raha tha main orhay kafan mazar main
yahan bhi sata.nay aa gaye kis nay pata bata diya
Logged
nishita
Guest
«Reply #14 on: October 18, 2004, 11:48:08 AM »
nice diljala

Dil mein mere khayaal aye
to baat uske zubaan par aata hai.
Sab mere haal par pareshaan hai,
ek woh hai ke muskurata hai
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:29:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer