main aur mere dard

by nishita on October 14, 2004, 10:35:01 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1897 times)
diljala
Guest
«Reply #15 on: October 19, 2004, 03:20:21 AM »
Thanks To All

Urj hai

hairaton k silsalay sozay-e-nehan tak aa gaye
hum tau dil tak chahatay thay tum tau jaan tak aa gaye
phir tumhain chak-e-garaiban ka shaoor aa jaye ga
tum wahan tak aa tau jaoo hum jahan tak aa gaye
un ki palkon per sitaray , mairay hoton per hansi
qisa-e- gum kahtay kahtay hum yahan tak aa gaye
zulf main khushboo na thi ya rang ariz main na tha
aap kis ki justujoo main gul.staan tak aa gaye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Mere Iss Dil Main.... by Princess21 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
****Mere Dil Ka Dard**** by badnaam_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Mere har dard ko by Maira in Shayri-E-Dard
MERE TO DARD BHI........... by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
diljala
Guest
«Reply #16 on: October 19, 2004, 03:21:24 AM »
Thanks To All

Urj hai

Saans jab tak hai mere dil main,
Tumhara intezar kar lunga,
Tum khush raho is duniya mein,
Mein gum se bhi pyaar karloonga.
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: October 19, 2004, 03:30:17 AM »
Very Nice Diljala
Logged
nishita
Guest
«Reply #18 on: October 19, 2004, 10:09:15 AM »
Dard aankho me ubharta hai khwaab aane se
Khauf khate hai hum yadoon me utar jane se
Kya mohabbat hai kya hai dosti ? Ek lamhe me
toot jata hai har rishta .. aazmane se...  (NM)
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #19 on: November 14, 2009, 04:40:37 PM »
very nice sharing....Nishitaji

Dard aankho me ubharta hai khwaab aane se
Khauf khate hai hum yadoon me utar jane se
Kya mohabbat hai kya hai dosti ? Ek lamhe me
toot jata hai har rishta .. aazmane se...  (NM)
ver
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #20 on: December 08, 2009, 08:30:39 PM »
Thanks To All

Urj hai

hairaton k silsalay sozay-e-nehan tak aa gaye
hum tau dil tak chahatay thay tum tau jaan tak aa gaye
phir tumhain chak-e-garaiban ka shaoor aa jaye ga
tum wahan tak aa tau jaoo hum jahan tak aa gaye
un ki palkon per sitaray , mairay hoton per hansi
qisa-e- gum kahtay kahtay hum yahan tak aa gaye
zulf main khushboo na thi ya rang ariz main na tha
aap kis ki justujoo main gul.staan tak aa gaye
Thanks To All

Urj hai

Saans jab tak hai mere dil main,
Tumhara intezar kar lunga,
Tum khush raho is duniya mein,
Mein gum se bhi pyaar karloonga.

Good ones Diljala Ji
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #21 on: December 11, 2009, 07:43:30 PM »
NICE SHARING Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:38:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer