Main Bekasoor Raha.,.

by Jaanasheen on December 08, 2010, 07:39:30 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2446 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile

Har Raat Meri, Har Din Mera Tujhse Bharpoor Raha.
Tu Mere Paas Hi Tha, Lekin Nazron Se Door Raha,.

Ab Tadapta Hoon Teri Awaaz Sunne Ki Khateer Main,.
Jab Tu Paas Raha, Mujhe Khudpe Aksar Guroor Raha..

Jaane Kiski Nazar Lagi Humko, Jo Bichard Gaye,.
Jaane Kyun Phool Mohabbat Ke Shaakhon Se Jhard Gaye,.

Tu Jab Kareeb Tha, Har Pal Har Manzar Ajeez Tha,.
Tha Hawaaon Mein Main, Har Jagaah Mashoor Raha,.

Ab Tadapta Hoon, Tarasta Hoon, Teri Khabar Nahi Milti,.
Sharminda Hoon Khudse Kisi Se Ab Nazar Nahi Milti,.

Jaane Kya Gunaah Kar Baitha Anjaane Mein Maloom Nahi,.
Lekin Jahaan Tak Mujhe Ilm Hai, Main Bekasoor Raha,.

-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bekasoor ho gaye by sudhirkaushal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
maiN tujhe PAATA raha, KHOTA raha...!! by ghayal_shayar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Sun raha hai na tu Ro raha hu main ♥ by prateekagarwal in Songs & Lyrics
haseen wadiyo main ghoom raha tha main,,,,,jj by jeet jainam in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Mera Shaher Bekasoor Hai by Rahim by dead heart in Shairy-E-Watan
dead heart
Guest
«Reply #1 on: December 08, 2010, 08:39:15 PM »
Kehne ko toh mere bhai apne bilkul mere dil ki baat likh di hai..
main samaj sakta hoon iss dard ko..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahaut sari mohobatein aur duaein..
Khush rahiye..

Hamesha yaad rakhiyega, ager zindagi andheri hogayi hai toh savera dhoor nahin..
Kyun ki kanoon hai takdeer ka kay raat kay baad subah hoti hai..
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #2 on: December 09, 2010, 03:44:59 AM »

Har Raat Meri, Har Din Mera Tujhse Bharpoor Raha.
Tu Mere Paas Hi Tha, Lekin Nazron Se Door Raha,.

Ab Tadapta Hoon Teri Awaaz Sunne Ki Khateer Main,.
Jab Tu Paas Raha, Mujhe Khudpe Aksar Guroor Raha..

Jaane Kiski Nazar Lagi Humko, Jo Bichard Gaye,.
Jaane Kyun Phool Mohabbat Ke Shaakhon Se Jhard Gaye,.

Tu Jab Kareeb Tha, Har Pal Har Manzar Ajeez Tha,.
Tha Hawaaon Mein Main, Har Jagaah Mashoor Raha,.

Ab Tadapta Hoon, Tarasta Hoon, Teri Khabar Nahi Milti,.
Sharminda Hoon Khudse Kisi Se Ab Nazar Nahi Milti,.

Jaane Kya Gunaah Kar Baitha Anjaane Mein Maloom Nahi,.
Lekin Jahaan Tak Mujhe Ilm Hai, Main Bekasoor Raha,.

-Azeem-

Behetareen azeem ji har ik lafz dard ki daastaan bayan karta hai..bahut khoob..khuda apko iss mushkil waqt se ladne ki himmat de...take care..
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: December 09, 2010, 03:53:04 AM »

Bahut achchhi peshkash hai Chote
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: December 09, 2010, 12:59:18 PM »
Kehne ko toh mere bhai apne bilkul mere dil ki baat likh di hai..
main samaj sakta hoon iss dard ko..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahaut sari mohobatein aur duaein..
Khush rahiye..

Hamesha yaad rakhiyega, ager zindagi andheri hogayi hai toh savera dhoor nahin..
Kyun ki kanoon hai takdeer ka kay raat kay baad subah hoti hai..
Shukriya Rahim./

Ab Bas Us Sehar Ka intezaar Hai Mujhe, Duaa Karna Mere Bhai,.
Allah Rabbul Izzat Hamaari Bigdi baatein Banaa De,.

Aameen,.
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #5 on: December 10, 2010, 08:02:45 AM »
Heart touching creation Azeem bhai.hats off icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #6 on: December 10, 2010, 08:17:41 AM »
Bahut Bahut Khooooooooob Bhai.. Dard Ko Lafzon me Bekhoobi Utaara hai.. Aapki Yeh Rachna Dil Pe Asar chod gai dost.. Lajawab peshkash hai.. Applause Applause

**~** Mann **~**
Logged
AbhiTamrakar
Guest
«Reply #7 on: December 10, 2010, 08:41:02 AM »
bahut badhya azeem bhai..

bahut khoob...

dher saari daad~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #8 on: December 11, 2010, 02:19:46 AM »
Behetareen azeem ji har ik lafz dard ki daastaan bayan karta hai..bahut khoob..khuda apko iss mushkil waqt se ladne ki himmat de...take care..

Shukriya Geetanjali Ji,.

Duaa Ki Darkhwaast
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #9 on: December 11, 2010, 01:16:45 PM »
Shukriya Geetanjali Ji,.

Duaa Ki Darkhwaast

Ji zarur apke liye dil se dua karungi..take care...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: December 26, 2010, 07:46:46 PM »
Bahut achchhi peshkash hai Chote

Shukriya Rajesh Bhai,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:19:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.133 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer